Episode 9

42 0 0
                                    

Episode – 9
Recap: Pari apne tution class mai students ke sath party karati hai. Prince Ishan ke sath Riya Royal ata hai & Pari ko dekhane ki try karata hai……….
                              {ON THE  WAY}
          [Pari kids ke pass ati hai.]
Pari: Hiii  kids…!
             [But Pari ko koi answer nahi milata hai.]
Pari: Lagata hai koi bhi mujase baat karana nahi chahta …  it’s ok hum friends bana jate hai… kya kahate ho?
Lady: aap job hi hai plz jaeye yaha se..
Pari: I m sorry .. par mein yaha aap sabke liye kuch lekar aae thi! lady: Par hame aapse kuch bhi nahi chachiye.
Pari: mein janati hu aap ase hi kishi par bharosha nahi kar sakati par plz meri baat man lijiye.
Lady: hum pahale se hi bahot hi pareshaan hai . hamari pareshaaniya mat badhaeye!
Pari: mein bas aapke liye khana lae thi.
Lady:hame kuch bhi nahi chahiye.  Aap jaeye yaha se.
              [Pari upset ho jati hai. Prince ushe dekhane ki try karta hai par nahi dekh pata hai.]
Prince: kar kya rahi hai woh?
Pari: OK, mein chali jaungi. But plz aap sab ye khana khaa lena mein janti hu ye sab bhookhe hai. Aur bhookhe rahane ka dard mein achche se janti hu.
              [Pari khane ki sari bags yaha rakati hai.]
Pari: Aur haa, Ye sara khana fresh hai. To aap bephikar hokar kha sakate hai.
            [Pari fake smile karake turn karke jati hai tab…]
Lady: Agar aap hamare sath khayengi to hame jyada khushi hogi.
                [prince face dekhane ki koshish karta hai but traffic hone se dekh nahi pata. Dandi hawa yee chalane lagi hai.]
Prince: may barish hone wali hai.
            [Pari unaki baat sunake khushi se turn karti hai.]
Pari: Sach mai?
          [Lady smile se ‘yes’ mai nod karati hai. Pari jyada khush hokar unake pass ati hai.]
Pari: Ok, mein to insab ko apane hatho se khilaungi…
            [Sab kids bhi khushi se shor machete hai. Pari sabko pyaar se khilati hai. Prince ke face pe smile aa jati hai.]
Prince: Who is she?[surprizly] jo itani late night ko slum people ki help karane aa gae hai. Aur thodi hi dai mai sab ke face pe smile ladi.
             [Zoror se hawaye chal rahi hai. Bijali garajati hai. Kids darne lagati hai but Pari unhe khush karne ki try karati hai. Par Prince ushe dekh hi nahi pata hai. But only Pari ke neck ka “Krishna” ka locket hi dekh pata hai. Tab hi rain start ho jati hai. Sare kids ghar mai chale jate hai. Pari apne dono hath wide karke rain ko feel karati hai.]
Prince: [Happily] Wow! First rain of this seasons.
             [Prince bhi rain ko feel karata hai.]
Pari: Sab chip kyu gaye? Challo yaha aav….
               [Pari sabko apne pass bulati hai. Aur barish mai sabke sath dance karati hai. Prince bas ushe hi dekhata hai but dur hone se face dekh nahi pata hai..]
Song: jise jindagi dhundh rahi hai,  kya ye vo makkam mera hai.
          Kya chain se bas ruk janu,   kyu dil ye muje kahata hai, jo jajabad naye hai………..  koi mujako yu mila hai. Jaise banjare ko ghar……

            [Pari sabke sath bahot hi enjoy karti hai rain mai nahati hai. Prince ushashi action se hi khush hi jata hai.]
Prince: kon hai ye? Jishaka face mai dekh hi nahi paa raha hu…. I think ab vahi jakar hi dekhana hoga!
             [Prince aage step rakhata hai tab hi ushake shoulder par piche se koi hath rakhata hai.]
Ishan: where r u going?
Prince: I wil come back soon.
Ishan: No way, it’s raining.  Let’s go.
Prince: Only 2mintues.
Ishan: Tu chal. And already tu barish mai kaphi bhig chukka hai….  Chal…
            [Ishan Prince ko car mai bithata hai aur Pari ke pass jane nahi deta.]
Ishan: close the windows.. Aunty dategi..
Prince: Relax Ishan. Jana hai naa tuje? Ok chalate hai…
                 [Prince car lekar chala jata hai. But Pari abhi bhi sab ke sath barish mai dance karati hai.]
                        {OBEROY  MANSION}
                      [Mamata morning mai sabke liye breakfast ready kar rahi hai.]
Dolly: Badimaa, abhi to koi jaga bhi nahi hai.
Mamata: kal raat ko barish aae thi. Ishiliye cool environment  ke sath sab soye hue hai. So sabka nasta tum unake room mai hi le jaav.
Dolly: Thik hai.
Mamata: Prince ko mat jagana. Vo uth jayenga tab  mai khud hi nasta le jaungi.
Dolly: jee badimaa.
                    [Mamata naste ki tray lekar bahar ati hai tab hi ushe Arpita milati hai.]
Arpita: good morning, mummy.
Mamata: good morning. Tumhara nasta lekar hi aa rahi thi. Aaj dono apane room mai hi nasta karlo.
Arpita: Ok, mummy.
               [Arpita dish leti hai. Mamata nasta lekar apne room mai ati hai. Mana mirror ke samne khade tie pahanane ki try kar rahe hai.]
Mamata: Jab apko ata nahi to aap koshish kyu karate hai?
Manav: sochata hu sayad kabhi aa jaye.
            [Mamata smile karati hue manav ko tie bandh deti hai.]
Mamata: lijiye ho gaya apka. Chaliye ab nasta kijiye.
Manav: nasta to aapne bhi nahi kiya hoga?
Mamata: apke sath hi kar lungi. Chaliye bethiye.
               [Dono sath mai nasta karate hai. Arpita nasta lekar apne bedroom mai aati hai. Alok soya hua hai. Arpita sare curtain open karati hai. Alok blanket face par odhake so jata hai.]
Arpita: Alok , Come on Wake up….
               [Alok koi answer nahi deta. Arpita face se blanket remove karati hai.]
Arpita: tea cold ho rahi hai. Wake up naa….
Alok:[sleepy] atmosphere ushashe bhi cool hai. So sone do naaa….
Arpita: Office jane mai der ho jayengi. Aaj kuch model bhi aanewali hai.
Alok:[sleepy] aaj na tum hi jakar dekh lo. Muje nahi ana hai.
            [Arpita Alok ka hand pull karake bithati hai.]
Alok: Plz, utho na..
         [Alok apni eyes nahi open karata. Arpita smile se Alok ke cheek par kiss karati hai. Alok suddenly apni eyes open karata hai.]
Alok: akhir meri nind uda hi di…..
Arpita: Mere pyaare patidev an aap fresh ho jaeye. Muje bahot bhookh lagai hai.
Alok: to kishane kaha tha jaldi uthane ke liye?
Arpita: mummy ki avaz sunakar nind uad hi jati hai.  Ab jaav…
              [Arpita Alok ko push karake bhejati hai. Prince pure bed par failakar soya hua hai. Ushe raat ki baate yaad aa rahi hai. Bas Pari ka face hi nahi dikhae deta. Par ushake bare mai sochate hi Prince ke face par smile aati hai. Tab hi room mai kuch noise hota hai. And Prince ki nind disturb hoti hai. Vo Pari se dur jata hua imagine karata hai.   Aur finally vo uth jata hai.]
Prince: ohh sheet!
Baiju: kuch chahiye kya apako?
             [Prince ushe dekha ke chok jata hai.]
Prince: [angrily] What r u doing here?
Baiju: Apaka kamara clean karane aya hu.
Prince: I told u hundred times… Don’t disturb my sleep. Aur mere jane ke baad hi bedroom clean karana.
Baiju: jee.  Ab asi mistake nahi hogi.
           [Baiju room se bahar chala jata hai. Tab…]
Prince: Mera juice lekar aav.
            [Tab hi ushe sneezing hoti hai.]
Baiju: sath mai aur kuch lau..?
Prince: no. now go….
          [Baiju chala jata hai. Prince ko vapash sneezing hoti hai.]
Prince: Woh girl thi kon? Who was she?....  asse bhi kyat ha ushamai jo ushake dreams bhi aa rahe hai.
          [relaxily] forget it. I don’t care. Jo bhi ho. Kuch jyada hi soch raha hu.
                  [Ushe vapash sneezing start ho jati hai. Aru vo bathroom mai chala jata hai. Mamata nasta lekar Prince ke room mai ati hai. Vo ushaka bed thik karati hai. Prince bathroom se nahakar bahar ata hai.]
Prince: good morning mom.
Mamata: Good morning… kal raat ko barish mai bheege the?
Prince: yaa… but thoda sa….
            [Ushe vapash sneezing hota hai.]
Mamata: Aur ab to ushaki effect bhi dikh rahi hai. Harbaar tuje mana karati aae hu.
Prince: And apako bhi bataya hai ki mein barish bhihunga. I like that.
Mamata: but teri helth bigad jati hai ushaka kya?
Prince: ye sab naa.. only for two days.. after then I will normal.
Mamata: Ok, now drink it…
Prince: [confusedly] juice ka color kyu different hai?
Mamata: [smile se] Aaj na ishaka test bhi alag hi hoga. Aur bina argue kiye pina hoga….
Prince: means ye juice nahi hai?
Mamata:  Ye bas pina hai.
Prince: This is not fair mom… no….
             [Mamata Prince ko glass deti hai. But Prince different faces banata hai.]
Preacap: Muasi Pari ko katha pilati hai……
If u enjoying this episode ….So plz like it & comment on it.
Even u can share some suggestion to me,
Thank u for reading…………


Sapno Si PariWhere stories live. Discover now