Episode 24

14 0 0
                                    

Episode: 24
Recap: Mamata Prince ko apane sath mandir lati hai…..
                              {TEMPLE  OF  DEVIMAA}
        [Pari Prince ki lucky dekh ke shock rah jati hai.]
Pari: What the!!! Ye to vahi idiot hai…. Kal to kuch aur hi tha… Aaj to baat karke hi rahungi……
       [Pari angrily down stairs ati hai, tab hi mosi usher ok leti hai.]
Mosi: Kaha jaa rahi hai tu?
Pari: Mosi abhi aae main….
Mosi: Sabko Prasad dena hai. Chal tuje bula rahe hai……..
            [Pari faces banake mosi ke sath chali jati hai. Aur bada mai vo face par dupatta cover kar ke khana parosh ne mai lag jati hai.]
Mamata: Ushase to baat hi nahi ho pae…
Dadi: Koi baat nahi… Ham panditji se puch  lenge.. Abhi sabko mithae bat te hai..
Mamata: main Prince ko bol deti hu ki wo Sare basket upar pahocha de…
          [Mamata Prince ko call karati hai.]
Prince: Mom where r u???? Now plz go back to home…
Mamata: pahale sare sweets ke basket upar bhijava…
Prince: Ok, fine.. I do..
       [Prince car ke pas ata hai.]
Prince: car mai jo basket hai vo mom tak pahocha do…
Servant: Ok. Prince bhaiya…
          [Servant sare basket le jate hai. Prince car ka door close karata hai tab woe k small bascket dekahta hai.]
Prince: Ye chotemiya to yahi pe rah gaye….
        Challo.. main hi de ata hu..
         [Prince wo basket lekar upstairs ata hai.]
Prince: Mom ye niche rah gaya tha!!!
Mamata: Ye Panditji ke liye hai, tum unhe hi de aav…
Dadi: Mamata, Vo ladaki kaha gae??
Prince: Dadi aap kish ladaki ko dhund rahi hai??
Mamata: Tere liye hamane ek ladaki ko select kiya hai..
Prince: Don’t be joke mom. Muje apne liye koi puajaran nahi jahiye…
Mamata: tu ek baar use dekh to le!!!
Prince: no.. Muje kishi ko bhi nahi dekhana hai. And aap bhi kishi ko mere gale nahi bandh sakte hai….
Dadi: thik hai. Tuje pasand nahi hai to kuch nahi kahenge…
Prince: Good…!! To ab ye basket bhi aap hi de ana…
        [Prince Basket dekhar chala jata hai.]
Mamata: Prince. Listen to me!!!
Prince: Mom !! PLz………
Dadi: Mamata, Agar vo nahi chahata to rahane de….
      [Prince down stairs ata hai. Evenig ho gae hai. Tab hi ek car ki flash light ushsaki eyes par ane par eyes close ho jati hai. Prince turn ho jata hai, and slowly apni eyes open karata hai. Tab hi ushe pari ka locket ”kanha” dikhae deta hai. Wo shock ho jata hai.]
Prince: Same locket!!! Means……
        [Prince Pari ko identify kar leta hai. Wo speed se usake pass ata hai. But jayada log ane par vo pahonch nahi pata hai. And finally wo pahochata hai to Pari yah ape nahi hai.]
Prince: Sheet!!!! I missed her… Ushe dhundana padega,…..
        [Pari ke face par duptta hone se only eyes hi dekha pata hai. Wo entire mandir mai dekhata hai to kahi nahi milati…]
Back groud song: Tu hi bata mere maula…..  tu hi bata mere mere rabba,……
                           Mil paye kabhi dono….. Kya teri isha mai hai raza….!!!!!!!!!!
           [Prince sab place pe dekhata hai par ushe kahi dikhae nahi deti hai.]
Prince: Akir ye har baar mil ke invisible kyu ho jati hai????? And every time.. har baar ushak locket hi dekhae deta hai…  Aaj to challo ankhe to dikhi…. Usaki ankhe nashli thi…..
          [Prince se face pe smile aa jati hai. Wo vapash dekhata hai to bhi ushe dikhati nahi hai.]
Prince: I don’t know why??? Why .. Wo dikhakar bhi nahi dikhae deti hai???
          [Prince Pari ke bare mai sochata hai.]
                           {OBEROY  MANSION}
       [Morning ko sab sath mai dinning table par hai.]
Daddu: prince nahi aaya??
Alok: Wo excise kar raha hai.
Mamata: Main ushe bula ke lati hu..
Manav: Ushe jab nasta karna hoga, vo kar lega. Tum  beth jaav..
           [Sab nasta karate hai. Tab hi suddenly kishi ka pani mai girne ki loudly awaz ati hai. And everyone scared.]
Naina: Earthquake aya kya?
Nilesh: sabse bada earthquake to yahi par hai….
         [Sab giggling karate hai. Naina angry mood se dekhati hai.]
Mamata: ye Prince ka kam hi hoga!!!
Dadi: Mana kiya hai ushe ki terrace se pool mai jump mat karoo….
Daddu: Ushe kuch bhi nahi hone wala hai…
Arpita: Main dekhakar ati hu..
Mamata: main bhi ati hu….
        [Sab sath mai pool side pe ate hai. Prince with enjoying swimming kar raha hai.]
Prince: What happened? Sab sath mai!!!!
Manav: why was u doing this again and again..??
Prince: And everyone listen to me very care fully, muje kuch nahi hoga.. Aur jo hona hai wo to hokar hi rahata hai.
Alok: par sab teri ish harkato se dar jate hai ushaka kya???
Prince: And every I told u that wasn’t scared… plz have your break fast. And muje awimming karane dijiye…
Daddu: challo  sab… wo thik hi hai…
Vihan: Bro, apane to sabko tens kar diya..
Prince: Sorry, for that. But now u all may go…
       [Sab jate hai. Arpita yahi khadi rahati hai.]
Prince: Aapako kya hua?
Arpita: Ham sab to teri vajese tens hai. But tere tension ka reason kya hai??
Prince: Miss.world, I m not tens…
Arpita: Prince, don’t try to die. Tujase na jooth bola nahi jata hai.. tere face par dikh jata hai..
Prince: Yesterday, I saw that locket again…
            [Arpita shokingly ushe dekhati hai.]
Arpita: Only locket hi dikha???
Prince: No… Ish baar kuch aur bhi dikha…
Arpita: [excitedly] Achcha.. kya dekha??? Tell me…
Prince: Ushaki browning eyes….
            [Arpita ke face se amile chali jati hai.]
Arpita: I think, u will gone been made!!!
Prince: Hua to nahi hu.. but I thought ho jaunga.. Always ek hi chij dikhati hai. Her locket.. and main thing jab bhi ushake pass jav to gayab ho jati hai.. main ushaka face dekha hi nahi pata hu…. It’s so frustrating Miss. World… I m just fed up of all this drama..!!! ushaka face to dikhata hi nahi hai…
Arpita: May be Kanha milava na nahi chahate hai..
Prince:  Apake kanha ki theory aap hi jano.. I don’t care…
Arpita: Usha pe trust rakhana sikhale…
Prince: It’s not needed for me.. and muje nahi lagata ki kabhi muje unase kuch mangana bhi padega…
Arpita: don’t forget Prince, tuje every time ushika ki locket dikhata hai.  “Kanha” ka…
Prince: Ohh come on… miss.world.. I don’t belive in all religious and all…. And agar mere sath kuch wrong hoga to ushe correct karana muje ata hai.
Arpita: Ok… But now what??
Prince: Ush girl ke alawa sab fine… but wo hi dimag se jane ka naam nahi le rahi hai…
Arpita: I knew it… She is special…
Prince: seriouslyyy???
Arpita: Doubt hai???
Prince: Miss.worls u go.. I will manage in my style…
Arpita: ok.. as u wish my boy.. By the way  All the best…
Prince: thank u!!!
            [Arpita chali hasti hue chali jati hai.. Prince swimming karata hai.]
Precap: Pari apni mom ka latter read karrati hai……………………
If u enjoying this episode so like it  & comment on it..
And also like this Page For read whole story………
U can also give suggestion to this story…….
Thank u for reading………. 

Sapno Si PariWhere stories live. Discover now