Episode 11

45 0 0
                                    

Episode: 11
Recap: Prince & Pari kadha pite hai. Ishan & Heer apane frds ke sath kuch baat karane park mai milate hai.
                  {GREEN  PARK}
Prince: topic about marriage?
          [Sab unki aur dekhate hui]
Heer: haa. Kal hi mom ne mujase baat ki.
Pari: Tu frankly bol koi tuje nahi chithayenga.
Ishan: That girl mom ke school ki frd ki daughter hai.
Pari: means vo rich hoga…….. right?
Heer: haa. Hamse bhi jyada..
Prince: Ishe thodi ushke paiso se sadi karni hai. Tell about girl.
Ishan: ushake bare mai kuch nahi janta.
Sab: [shockly] What????
Rahul: tu ush boy ke bare mai kuch bhi nahi janati hia?
Heer: Nahi. Mom ne abhi kuch bataya nahi hai.
Prince: Jab tu kuch janta nahi hai to phir itani si baat pe tens kyu hai?
Heer: Yaar mein bina dekhe sadi nahi karungi…
Pari: Bina dekhe kya…… bina ushe jane bhi tu sadi nahi karengi…
Prince:[warning] And agar karne ki sochi bhi to mein hone nahi dunga.
Sameer: Pari baat itani serious nahi hai. So forget it.
Pari: But jab bhi aunty ladake ki baat kare tab puri details nikal lena.
Prince: Aur haaa sath mai usaki photo bhi.
Ishan: Ok. Isiliye tum se hi baat share hi hai.
Sandy: that’s gud thing.
Charmi: I m hungry kuch khate hai.
Ishan: Chal Prince kuch lekar aate hai.
Prince: let’s go..
          [Dono sath mai yaha se nikalte hai.]
Natasha: Heer, ab to baat share ho gae hai. So plz pareshaan mat ho. Sab jananke baat hi sadi karana.
Pari: Correct n hum sab hai naa sath…..  challo ab kuch dhanda khate hai…….
Heer: Koi jarurat nahi hai. Apni nose dekh.
Pari: Only one. Plzz.
Sameer: challo hum jakar le aate hai.
         [Pari cute sa face banake Heer ki aur dekhati hai.]
Heer: Ab jaaa.   Lekar aav…
           [Pari khushi se Sameer ke sath jati hai. Prince aage jar aha hai. Aur tab hi usaki left side se PAri pass hoti hai, and hawa ki vajese Pari ka dupatta Prince ke face par se pass hota hai. Aur ushi ek moment mai Ushe barish ka scense yaad ata hai. Pari yaha se chali jati hai. Prince piche turn karaqta hai, par vaha koi nahi hai.]
Ishan: What happen?
Prince: esa laga jaise vo yahi par thi.
Ishan: What r u saying Prince?  Aur kon hai?
Prince: nothing…. Chal…
         [Vo aage jate hai.]
Prince: Kya ho jata hai muje?  Kuch bhi samj mai nahi aa raha hai! Ek anjani ladaki ke bare mai kyu socha raha hu?
Ishan: Prince kya lena hai?
Prince: Anything… as u like…
               [Prince ush baat ko ignore karata hai. Pari Sameer ke sath ice-cream le rahi hai. Tab hi ushaki nazar ek handicap boy par aata hai. Usaka volet niche gira hua hai. Vo do crutch ke support pr khada hai. Isiliye udha nahi paa raha hai.]
Sameer: Pari kya khayengi?
Pari: abhi aati hu…
            [Pari aage ati hai. Tab hi side se Prince akar unhe paise udha ked eta hai. Pari vahi par khadi rah jati hai. Par vo Prince ko dekh nahi pati but ushake hath ki lucky[braslet] dekh leti hai. Prince volet dekhata hai to khali hai.]
Prince: kya apke paise chori ho gaye hai?
Boy: nahii....  Par ab mere pass kuch nahi hai.
             [Prince apne volet se paise nikal ke ushake volet mai rakhata hai.]
Boy: ye aap kya kar rahe hai?
Prince: Sahi kar raha hu. Jis bhagawan ko tum mante ho usane muje bahot kuch diya hai. So achcha hai na kuch tumhare kam aa gaya. Vo bhi khush ho jayenga.
Boy: Par aap to muje jante bhi nahi hai.
Prince: haa.. par ye paisa muje bhi janta hai. Jisake pass hita hai ushika hi kahalata hai. Plz ise apne pass rakho. Agar life mai kabhi aage milana hua aur muje apki jarurat padi to aap help kar dena.. simple..
Boy: Allah! Se dua karunga ki tumhari jindagi mai kabhi esi buri halat naa ho..
Prince; Thank u. ye aapki amanat..
        [Prince ushe volet deta hai. Pari ushaki baate sunaki impress ho jati hai. Vo aage step lekar Prince ko bulane jati hai tab.]
Sameer: tu yaha par hai. Sab hamara wait kar rahe hai.
         [Pari Sameer ki aur turn karati hai. Aur Prince ushaki aur turn karata hai.]
Pari: ice-cream?
Sameer: haa aa gae. Ab chal..
         [Prince yaha se chala jata hai.]
Pari: challenge. One min…
          [Pari turn karati hai to koi nahi hai.]
Pari: ohh kanha! I miss him….
Sammer: Any problem?
Pari: no.. chal..
                [Pari usha ke bare mai sochati hai. Aur sochakar hi khush ho jati hai but vo kishi se khuch bhi nahi kahati hai.]
                       {KAMINI  HOUSE}
              [Dono ravesh ke jule par bethi hai.]
Pari: Heer plz aunty ke samne bolana kuch…
Heer: of course bolungi. After all meri life hai bina kishi ko jane kese ‘yes’ boladu.
Pari: good. Ese mauka life mai ekbaar hi milata hai.
Heer: tu apana bata kaha kho gae thi kal?
Pari: Kuch nahi. Bas ek sapna dekh liya tha.
Heer: Teri ye untpatang baate mere samaj se bahar hai. Plz simple language mai bata miss matrix.
Pari: Ek ladake ko dekha.
Heer: Aur tuje ushashe pyaar ho gaya?
Pari:[angrily] shut up Heer. Ese bhi pyaar nahi hota aur vaise bhi mene ushaka face bhi nahi dekha hai.
Heer: [shockly] kya bol rahi hai?
Pari: Tu kuch bolane lengi tab kuch bol apaungi naa…
Heer: oh  sorry! Chal bata.
              [Pari sari baate Heer ko batati hai.]
Pari: U know what! First itme kishi rich boy  ko ese kishi ki help karate hua dekha hai.
Heer: Hoe do u know that he is rich?
Pari: ushane jaise baat ki. Aur ush boy ki help karate hue money diye ushashe pata chal jata hai.
Heer: Dekha sab bure nahi hote!!
Pari: Haa. Par achche bhi 1 or 2% hi hote hai. Mein ushe dekhana chahati thi par dekh nahi pae.
Hee: maan lenaq kit era kanha nahi chahata …
Pari: Sahi hai. Because vo bina koi reason koi kam nahi karata hai.
Heer: Chllo koi to achcha laga..
Pari: Asa nahi hai. Aur phir hame kya pata ki vo sach hi bol raha tha…
Heer: What do mean?
Pari: Means… vo vaha pe kishi ko impress karane ke liye bhi esas kar raha ho..?
Heer: May be par nahi bhi ho sakata hai.
Pari: Any way…. Hame ushshe kya! Koi bhi reason se kiya ho par achcha kam hua hai..
Heer: chal pata kuch khayengi?
Pari: Nahi. Aaj Chotu ko lene school jana hai.
Heer: ok.
                                {ON  THE  WAY}
          [Prince apni car lekar jaa raha hai. Vo phone par baate kar raha hai.]
Prince: means U know her?
Ishan: yaa. Nut kuch khash nahi. Bachapan mai sath the. Aur ushake baad kabhi koi baat hue hi nahi..
Prince: Strengh. Ok then baki baate kal karate hai.
Ishan: kal to mein dad ke sath out of town jaa raha hu. So next day.
Prince: Ok. Any time call me…
             [Tab red signal par car stop karata hai. Vo call cut karake music start karata hai. Tab ushake beside PAri apni scooty leke khadi hai. Prince ushe dekhata hai but helmet hone ki vajese face nahi dekhata. Pari thodi aage jukati hai to ushak locket Prince ko dikhae deta hai.]
Prince:[shockly] Ye to vahi locket hai… Means…
            [Vo Pari ko bulane jata hai. To green signal ho jata hai n Pari nikal jati hai. Prince ushe follow karata hai.]
Prince: aaj to ishe dekhakar rahunga….
           [Pari ek school mai entry karati hai. Prince guard ko dekhate gate par hi ruk jata hai.]
Prince: I think yaha koi relative study karata hai. Agar vo dikh jaye to bhi pata lag sakata hai.
             [Prince bahar nikal ke asspass dekhata hai. Par ushe Pari kahi bhi dikhae nahi deti.]
Prince: ohh shit! I miss her…. Mein ushaki gadi ka number bhi note nahi kar paya…
            [Prince ushe dhunde ki try karata hai. Par Pari ushe kahi bhi nahi dikhae deti..]
Prince: one min… mein ushe kyu find out kar raha hu? Kyu dekhana chahata hu? What m I doing here?.....
             [Prince apni hi soch se confuse ho jata hai. Vo apani feeling samja hi nahi pata. Tab ushake mobile mai ring hoti hai. Vo dekhata hai.]
Prince:ohh my god!
                [Vo phone receive karata hai.]
Prince: yes dad..
Manav: tune daddu ko receive kiya?
Prince: No dad.. vahi jaa raha hu. Traffic hai so I m late..
Manav: Ok. But go fast..
Prince: yaa. Dad.. five min mai pahonchata hu…
             [Prince call cut karata hai.]
Prince: ish strenger ke chakkar mai jo kam karane jaa raha tha vo bhi bhool gaya…
           [Prince apni car lekar nikal jata hai.]
Precap: Oberoy mansion mai thodi takrar ho jata hai….
If u enjoying this episode so like it  & comment on it..
U can also give suggestion to this story…….
Thank u for reading………. 

Sapno Si PariWhere stories live. Discover now