Episode: 10
Recap: Prince Pari ko dekhane ki try karata hai but vo dekh nahi pata hai………..
{OBEROY MANSION}
[Mamata Prince ko glass deti hai. Prince ushe hi dekhata hai.]
Mamata: Don’t worry milk nahi add kiya hai.
[Prince ushaki smell leta hai.]
Prince: [face bigadate hue] It’s so bad… I can’t drink it.
Mamata: So kya chahate ho? Sabko batadu?
Prince: [jerkly] No way…
Mamata: So drink it..
[Prince apana nose close karake kadava katha pita hai.]
Prince: finally, this is over. Now give me some food.
Mamata:[hasate hue] ye le tera nasta!
[Prince nasta khata hai.]
Mamata: Aaj tu ghar se bahar nahi jayenga.
Prince:[with shock] But why?
Mamata: Aaj apane daddu ke sath rahana.
Prince:Ok, but dadi?
Mamata: hum kishi kam se bahar jaa rahe hai.
Prince: ok. I wil stay here.
Mamata: take care. And plz aaj kuch bhi dhanda mat khana.
[Prince apana head ‘yes’ mai nod karata hai. n ]
{SHASHWAT ORIENT}
[Pari ko bhi jukham ho gaya hai. Ushe bhi continue sneezing ho rahi hai. And vo sare students ko question paper de rahi hai.]
Chotu: Dr. dee agar apaki tabiyat kharab hai to hum kal exam denge.
Pari: Nahi. I m fine.
Tara: Apaka face red ho gaya hai.
Pari: I know. Ab tum sab apani exam pe dhyan do.
[Sare students alag jagah par bethe exam likhane lagate hai.]
Pari: agar koi bhi copy karate hue pakada gaua to ushaka class mai last day hoga.
Tara: Aur hum fail hue to?
Pari: to bhi class mai nahi ayenga. Kyuki nahi ata to shikhana chahiye aur ushaka chance & time dono meine tum sabko diya tha.
[Sab ‘yes’ mai nod karake paper likhane lagate hai. Pari ko sneezing start hi rahati hai.]
Pari:[irritatly] Ye to band hone ka naam hi nahi le rahi hai.
[Tab hi Pari ke mobile mai ring ati hai. Vo dejkhakar cut karati hai. Vapash ring hoti hai.]
Chotu: Dr. dee hame disturb ho raha hai.
Rehan: haa.. mein bhi beech mai bhool jata hu.
Pari: Ok, I m sorry.
[Pari apana phone silent mode pe kar deti hai. Phir bhi usame call ate hi rahate hai.]
Tara: Aap baat kar lijiye. Hum cheeting nahi karenge.
Pari: ushaki jarurat nahi hai.
[Pari Heer ko msg karake situation ke bare mai batati hai. Heer call karana band kar deti hai. Exam over ho jati hai.]
Chotu: marks kab milenge?
Pari: Jab paper check ho jaynge tab marks bhi jayenge. Ab apne ghar jaav. Class finish.
[Sab yaha se ghar chale jate hai. Pari Heer ko call karati hai.]
Pari: hello![sneeze] kya kam tha?
Heer: Warn kiya tha tuje barish mai nahi bhigane ke liye. Par kishi ki bhi baat nahi suanti hai tu.
Pari: Heer, ish year ki first rain thi. How could I miss it!
Heer: Apani halat to dekh. Voice bhi beth gae hai.
Pari: Haldiwala dhoodh piaya but koi effect nahi hua hai.
Heer: Dr. hai tu. Medicine le sakati hai.
Pari: Mein dekh lungi. Tu bata kab se phone pe kyu chadi hue thi?
Heer: tujse ek important baat karani thi.
Pari: any serious problem?
Heer: May be. Tujase milna chahati hu.
Pari: Tomorrow park mai milate hai. As usual.
Heer: Ok fine.
Pari: If something important , abhi milate hai.
Heer: Nahi, asa koi important kam nahi hai. And tu plz apani care karana. Mein aa jaun?
Pari: No Heer. I will take care of myself. Don’t worry about me.
[Tab hi doorbell ring hota hai.]
Pari: Lagata hai koi aya hai so bada mai call karati hu.
[Vo phone cut karake door open karati hai. Mausi hath mai glass lekar khadi hai.]
Pari: mausi ye kya hai?
Mausi: Tere liye kadha lae hu. Ishashe tera zukham bhi thik ho jayenga.
Pari: chotu ne hi bataya hoga naa?
Mausi: haa. Aur tere chinke ni avaz bhi ghar tak hi aa rahi hai. To abhi ye pi lo.
Pari:[face banate hue] pina hi padega?
Mausi: haa. Aur mere samane hi pina hai.
[Mausi Pari ko glass jeti hai. Aur apane hi samne pilati hai.]
Pari: now happy?
Mausi: haa. Ab shanti mili.
[Pari mausi ko pyaar se hug karati hai.]
Pari: I love u mausi.
Mausi: kya hua tuje?
Pari: KAbhi nahi jana tha ki bado ka pyar kessahota hai! Aur apni mom se to bahot jaldi hi dur kar diya muje.
Mausi: Dekhana tera kanha tuje esi sans dega jisame tu apani maa ko dekhegi.
Pari: Meri life na in sare sapno par hi chal rahi hai. Ab tak akele hi jiti aae hu pata nahi aage kya hoga?
Mausi: teri life mai bhi koi aayga jo tuje sari khushiya dega.
Pari: esa sabako nahi milata hia.
Mausi: janati hu. Par apne kanha par bharosh rakh. Kyuki vo pahala kausoti leta hai badame khushi deta hai. Aur tuje ishame jitana hai.
Pari: Meine to apani life un par hi chod di hai. Vahi karungi jo dil kahata hai.
Mausi: Aur ese udash bhi mat rahana.
[Mausi PAri ke tears wipw karati hai. Pari ke face pe smile ati hai.]
{RIYA ROYAL}
[Nilesh puri hotel ki visie karake apne cabin mai ata hai. Aur kishi ko call karata hia.]
Nilesh: muje kal ke account ki file chahiye…..
[Phone cut kar ke lapy mai kam karata hai. Tab hi mobile mai ring hoti hai.]
Nilesh:[frustration] pata nahi ab kya dhoom machanewali hai.?
[Vo call receive karata hai.]
Nilesh: hello!
Naina: Where r u?
Nilesh: [funnily] Club mai dance kar raha hut um aaogi?
Naina: shut up. Forget it. Muje 2 lakh chahiye.
Nilesh: Second husband dhunda hai kya?
Naina: Majak bahot hua. Mere account mai money transfer ho jane chahiye. Right now.
Nilesh: Abhi nitane paise kyu chahiye?
Naina: Abhi tak kabhi meine bataya hai jo ab bataungi?
Nilesh: Ok. To transfer nahi honge.
Naina: Mat karo. Mein hi hotel aa jati hu.
Nilesh: One hour mai paise mil jayenge.
Naina: Good. Achcha kiya.
Nilesh: But plz apani frds ko lekar yaha mat ana.
Naina: don’t forget vo meri beti ke naam hi hai.
Nilesh: oh! Challo yaad to hai ki Riya tumhari beti hai.
Naina: Tana bahot ho chukka. Meine jo kaha vo karo.
Nilesh:[anrily] phone rakhogi tab kuch kar paunga na!
[Naina call cut karati hai.]
Nilesh: Itane sare paiso ka karati kaya hai? Lagata hai apani sari frds ka ghar yahi chalati hai.
[Nilesh Prince ko call karata hai.]
Prince: hello chachu!
Nilesh: Abhi tum kaha ho?
Prince: Ishan ke ghar jaa raha hu. Aap kam bataeye.
Nilesh; teri chachi ke account mai paise dalane hai.
Prince: Ok. Ho jayega. Par aap upset kyu hai?
Nilesh: As usual….. vahi baat …
Prince: Chachu unhe pyaar se sam jaeye.
Nilesh: Prince ab vo jamana nahi raha. Aaj ki sari ladies & girls sherani hoti hai. Usha ke samane har man ko chuha banana hi padata hai.
Prince: Mere case mai esa bilkul bhi nahi hoga.
Nilesh: Jab teri sadi hoga na to tu khud hi samj jayenga.
Prince: Not again chachu. Abhi muje apka kam karana hia. So bye.
Nilesh: thik hai. Bye.
[Dono phone rakate hai.]
{GREEN PARK}
[Ishan baki sare frds ke sath park mai fountain ke pass ata hia.]
Sandy: Prince ane bhi wala hai ki nahi?
Ishan: Vo ghar se to kaba ka nikal chukka hai.
David: kahi raste mai kishi help karane to nahi chala gaya?
Charmi: May be. Esa kar sakata hia.
Ishan: I call him.
[Ishan Prince ko call karata hai.]
Ishan: everyone are waiting for u. kah hai tu?
Prince: I m on the way.
Ishan: Come fast.
[Vo phone rakhata hai. Pari apane frs ke sath yahi par hai.]
Pari: Heer, tu kya batane wali thi?
Heer: kahi betha ke baat karate hai.
Natasha: agar hamara kam naa ho to kya mein aur Rahul kahi aur ja sakate hai?
Rahul: Natasha stopit…..
Pari: Rahul ishe le jaa. Varana koi baat sunane bhi nahi degi.
Natasha: esha nahi karungi. Meine to bas eshe hi bola tha.
Heer: Agar jana chato to jaa sakati ho. Bbt itani important nahi hai.
Rahul: hum sath aaye hia. Agar akele time spend karan hoga to phir kabhi aa jayenge.
Natasha: And by the way teri ish pareshaana ka reson bhi janana hai.
Pari: ush fountain ke pass bethate hia.
Sameer: challo!
[Vo aage jate hai. Prince park mai entry karatqa hai. Ushe kuch ajib sa feel hota hai.]
Prince: phir se vahi feeling………..
[Ushake mobile mai ring hoti hai.]
Isahn: ushake call cut kar diya.
Prince: samane hu. To phone par kya baat karani?
[Prince sanbke pass ata hai.]
Charmi: Ietani der kyu kar di?
Prince: Chachu ka kam karane gaya tha. And vo emergency tha.
David: Bata Ishan kya baat share karani thi?
Prince: Bol Ishan…
Natasha: Heer itani confuse kyu hai? Jo baat batani hai vo bata de.
[Dono ek hi baat bolana chahate hai]
Ishan: Btaunga par koi bhi muje tease nahi karenga.
Prince: Topic about marriage?
[Sab chokar Prince & Pari ki aur dekhate hai.]
Preacp: Prince ek handicap man ki help karata hai.. Pari ushe dekha ke smile karati hai……
If u enjoying this episode so like it & comment on it..
U can also give suggestion to this story…….
Thank u for reading……….

YOU ARE READING
Sapno Si Pari
RomanceOne more Love Story..... This story is about One strong girl Pari. Jo ish world main alone hai.but Our Hero has everything. But fir bhi he feels empty space, for her Sapno Si Pari.. let's see how gone this story. Guys please support me. I hope u lif...