Episode 27

38 0 0
                                    

Episode: 27
Recap: Prince ko bachane ke liye sab Mamata se jooth bolate hai….. Pari burn case dekha ke panic hoti hai.. Ushake frds ushe manage karate hai….
                                            {SHASHWAT  ORIENT}
            [At morning, Pari Rahul & Heer ke sath usahke ghar pe hai. Aur teeno sath mai bed par bethe hai.]
Heer: tu aaj Sanjivani nahi aa rahi hai..
Pari: Meri class hai.
Rahul: Achcha!! So what???
Pari: seriously!!!
Heer: yes. Tu nahi jayegi. Infact ham bhi nahi jaa rahe hai.
Pari: What non sense…
Rahul: this is not non sense.. ham nahi jaa rahe hai.. hame tuj se baat nahi karani hai.
Pari: ab kya baat karni hai.??
Rahul: I think tu hamse kuch share karna chahati hai.. do u???
Pari:[confusedly] Share?? No.. kya bol rahe ho??
Heer: ek baat bolu??
Pari: haa bol..
Heer: tuje life partner dhundh lena chahiye..
        [Pari surprizely ushe dekhati hai.]
Pari: What r u talking Heer??
Rahul: Pari, teri mom ke letter.. ushame unho ne bhi yahi bola hai… ki tuje tere partner ki need haii. And this is the best time for that move…
Heer: Tuje isake bare mai bhi sochana chaiye…
Pari: tum sab ne kab???
Heer: tere letter main thoda sa read kar liya tha..
Rahul: last night ko. Ek letter couch ke niche se mila muje.. tu so gae thii…
Pari: To pura read kar lena tha… mom ne bola hai par esa bhi koi milana chahiye jise main deserve karati hu…  let’s read the later…
                 [Pari wardrobe se Letter lekar ati hai. Heer & Rahul ek dusare ki aur dekhate hai.]
Pari: ab pura suno…
Pratibha: Janati hai Pari abhi to badi ho gae hogi.. Tere Kanha ne ek kam achcha kiya hai muje pahale se hi bata diya ki meri ticket nikal chuki hai. So that’s why ye sab tere liye likhkar jaa rahi hu.. har maa ki tarah mera bhi sapna tha tuje badi hoti dekhana teri sadi karana ek superb sa prince find karana, but wo to ab main kar nahi paungi.. par tere dad ye kam karenge.. par tub hi janle ki meri khawashe kaisi hai!!!
Heer: PAri Stop na!!
Rahul: No.. Don’t stop her.. Pari continue…
Pratibha: life main na ab tuje khud hi sab handle karana hai. Khabhi weak mat banana. Mera strong bachcha hai tu.. meri strength hai tu. Tuje yaad to hoga hi jo fairytale ki stories tuje sanaya karati thi.. obviously u remember.. to bas esa hi prince teri life mai ayaega.. jo Prince teri ek jalak dekhane ke liye kuch bhi kar sakata ho. Sabko khush rakhata ho. And tere face par ek choti si smile lane ke liye joker bhi ban jaye.. jo tuje duniya ki sari khushiya de. Jisaki life mai bas mari Pari hi ho. Aur koi nahi. Tuje pyaar kare. Agr esa koi Prince charming  mil jaye to ushe jane mat dena. Pyaar kismet se hi life mai ata hai. Muje bhi tere dad mai yahi pyyar mila hai. But ham sath rah nahi paye.. par main tuje dulhan banate dekhungi. Star banake..
              [Pari ki eyes se tears bahane lagate hai.]
Pratibha: I know teri life mai esa Prince aayega.. milega. Agar kisi se pyaar ho to bol dena. Jaruri nahi ki maine bola esa tuje pasand aye bas tu khush rahani chahiye.. jaisi tu hai waise hi accept kare tuje.. aur itana pyaar de ki tuje hamari kami na ho.. jo tuje tera khoe hue family de…
Heer: Now stop… Rahul look at her…
Rahul: I know. Pari u need someone. Ham jante hai tu hamse bhi sare baate share nahi karati hai.
Pari: kaise Rahul?? Mom ne job hi kaha agar esa mil bhi gaya to kya wo muje deserve karata hai??
Heer: Of course he deserve u.. infact teri life mai love hona chahiye..
Pari: No Heer.  Main ish scar ke sath nahi..
Rahul: don’t be stupid Pari.. Try to move on of this accident..
Pari: how?? Tell me how?? Jo hua hai ushe change nahi kara sakati main. Agar itana honest prince mil gaya to main ushe deserve nahi karati …
Heer: What’s wrong with u Pari??
Pari: deth saal pahale jo accident hua mere sath wo life time ke liye mere sath rahega..
Rahul: solution hai Pari..
Pari: Abhi nahi. Pahale kuch ban jau ushake baad ye solution bhi use hoga.. trust me.. and tab take se hi thik hu..
Heer: U r such mad!!
Pari: I know.. now plz don’t tell anyone..
Rahul: never…
Heer: tu rest kar.. and aunty ki baat se agree karti h uteri life mai essa Prince ayega.. jo apni Ish Pari ko ushaki worse past se ek beautiful future mai le jayega..
Rahul: true.. ham hai naa.. agar isane nahi socha to kya hua??? Ham find out karenge. Ishak match..
Heer: not bad!! Great idea…
Rahul: partner ham le ayenge…
Pari: shut up both of u…
Rahul: why?? Why shut up??? Sach bol rahe hai…
                [Dono Pari ko haapy rakhane ki try kar rahe hai.]
                                         [OBEROY  INDUSTRY]
          [Next afternoon ko manav apane cabin mai tens hai.]
Desi: what happened sir?
Manav: ye Prince abhi tak aya nahi hai. Aur ghar pe Mamata hyper ho rahi hai..
Desi: Arpirta mam unhe receive karne gae hai naa??
Manav: haa age ushase pahale Mamata aa gae to main to gaya…
          [Desi dheere se hasti hai. Tab hi Manav ke mobile mai ring hoti hai.]
Manav: look ushi ka hi call hai.
Desi: baat kiji ye, sir.
      [Manav call receive karata hai. ]
Manav: Haa. Mamata !!!
Mamata: muje ane mai thoda time lagega.
Manav:[happily] haa. To koi baat nahi. Prince yahi mere sath hi hai…
Mamata: to aap baat hi karava do..
Manav: baat??? Wo niche hai..
Mamata: ok.. main akar hi milati hu..
Manav: good..
              [Manav jaldi se call karata hai.]
Desi: Sir, r u ok??
Manav: No..
Prince: Hello dad!!!!
          [Prince Arpita & Alok ke sath andar ata hai.]
Manav: Aaa gaya.. thank god..
Prince: aaya main aur thanks ush god ko..
Akol: shut up!! Teri vajase sab fase hue hai..
Prince: I m sorry.. nut I needed to live alone..
Manav: it’s ok.. I understand.. give me hug my boy..
Prince: that’s like my dad…
         [Dono pyaar se hug karate hai. Baki sab ke face par big smile aa jati hai.]
Manav: some coffee?
Prince: No.. direct mom ke hatho ka bana khana khaunga…
Alok: yjappd padega tuje…
Arpita: Come on Akol, esa kuch nahi hoga.. mummy ne hamari bato par belive kar liya tha..
Prince: May be…
Akol: means?
Prince: Nothing.. let it be…
Manav: tera jungle camp kesa raha???
Prince: Amazing.. n really I was enjoying…
Manav: that’s Good…
Prince: Jungle ke animals rally danger the.. soch nahi tha ki muje tuff lagega…
                  [Prince apne camp ki bate share karata hai.. sab dhyan se sunate hai.. tab hi mamata ati hai aur sach chup ho jate hai.]
princE: hii mom!!!
Mamata: kaha tha tu???
Manav: ye kaisa question hua??? Waise to isake liye pareshaan rahati thi.. aura b kaha tha??
Prince: it’s ok dad.. I understand. Mom meri liye worried thi…
mamata: teri frd ka problem solve ho gaya???
Prince: yaa. Sab solte out ho gaya… and ab kahi bhi jane wala nahi hu..
Mamata: jana bhi hai to bata ke jana…
Prince: Ok…
             [Prince Mamata ko pata leta hai..]
Alok: Sahi talent ishe bolate hai. Mom ko doubt bhi hone nahi diya….
Arpita: Apaka hi bhai hai…
          [Arpita Alok ki aur dekha ke hasti hai.. alok bhi hasata hai..]
Mamata: ab ghar chalet hai..
Prince: yaa.. come  I m very tired….
Arpita: let’s go . I will give u massage…
Prince: Love u Miss.world…
Alok: Muje to kabhi nahi bola…
Manav: Don’t worry Alok beta.. ye sab bachelor tak hi chalata hai..
            [Arpita & Mamata angry look se unaki aur dekahti hai.. ]
Prince: Free advise hai.. let’s go home dad & my Bhai..
            [Prince dono ko apane sath le jata hai..]
Prince: Follow me ladies…
         [Wo dono bhi hasti hue unahe follow karati hai..]
Desi: Prince sir is really cool… He deserve best girl of this world.. Like Angel…
          [Desi Prince ke bare mai sochakr happy hoti hai..]
Precap: Prince Pari ko Bus stop par dekhta hai…………..
If u have enjoyed this episode then like it  & comment on it..
And also like this Page to read whole story………
U can also give suggestion on the story…….
Thank u for  reading………. 

Sapno Si PariWhere stories live. Discover now