Episode: 28
Recap: Pari apne life partner ki baat share karti hai….
{BUS STOP}
[Pari stop par khadi hai. Barish ane ki taiyari mai hi hia. Dhandi hawa ye chal rahi hai. Tab Pari ke mobile mai ring hoti hai.]
Pari: Ek ye bus nahi aa rahi hai. And ye Heer call pe call kare jaa rahi hai.
[Wo phone receive karati hai.]
Pari: Abhi tak bus nahi aae hai to main kya karu??
Heer: Jo bhi bus mile usha mai aa ja na… yah ape to barish bhi start ho gae hai.
Pari: Wow!! Yaha bhi ane wali hai.
Heer: Jyada khush mat ho… tuje barish mai bhigane ki permission nahi hai.
Pari: Heer… Thoda bhigana to banata hai.
Heer: No.. means No… Ab now u r dr. so tuje pata hai ki esha ke side effect kya hai..???
Pari: Ok.. Lecture mat de.. Main aati hu..
[pari call cut karati hai. Prince yahi par apani car lekar ata hai. Par wo thoda aage khada hai. Wp phone par baat kar raha hai.]
Prince: Yaha to a gaya.. but now what???
Arpita:Pass hi ek mobile shop hogi!!!
Prince: haa.. mere samne hi hai..
Arpita: haa..!! to vahi par jakar waite kar..
Prince:Wait???
Arpita:Haa. Wait karan hoga!!!
Prince: Ok.. Fine.. kar lunga.. I think barish hone wali hai…
Arpita: Par tu bilkul bhi nahi bhigane wala nahi
Prince: Miss.world ab aap mom ki tarah baate mat kijiye..
Arpita: Maine baate nahi kar rahi hai.. Teri helth bigad jayegi..
Prince: And wapash achchi bhi ho jayaegi… bye…
Arpita: Take care…..
[Prince call rakhata hai. Aur car se bhar ata hai barish mai bhigane lagata hai. Sky ki aur face rakha ke khada rah jata hai. Tab ushe samne kuch kids barish mai bhigate dekhata hai. Aur Prince ko Pari ki yaad ati hai. Aur ushake face par smile aa jati hai.]
SONG: thodi…thodi kaththe si ushski ankhe… thodi sur mai bhari….
Ushake hotho pe mushkuraye….. haie duniya meri…..
Rakhana bhi chahu… chakhana bhi chahu….
Sabse chipake ushe…….rabba.. rabba… ek jalak to dikha….
[Jab wo aage mudata hai to ushe car ke side mirror se Pari ka locket dikhata hai. Wo shock ho jata hai. Par face nahi dekh pata hai. Wo turn karata hai to Pari bus mai chad rahi hai. Wo ushake piche jata hia but bus aage chalane lagati hai.]
Prince: Shet!!! I need to follow this bus….
[Prince car ke pas akar bethane jata hai. Tab koi ushe rokata hai.]
Boy: Sir, Aap bina file liye kaise jaa rahe hai??
Prince: tum hi lane wale the??
Boy: Yes sir. Aap andar to aaeye…
[Prince ka dhyan bus par hi hai. Wo aage nikal chuki hai.]
Prince: No thanks… muje jana hai…
[Prince file lekar bus ko follow karata hai. Dusare station par aakar bus stop hoti hai. Prince speed se bus ke andar jane ki try karata hai but nahi jaa pata hai. Aur bus chali jati hai. Barish jayda badh jati hai.]
Prince: Again…!!! I missed her….
[Wo car ke pas ata hai, ushake mibile mai ring hoti hai. Wo receive karata hai.]
Arpita: Did u get file??
Prince: Yes.. Miss.world..
Arpita: So came back at mansion…
Prince:Ok… I will..
[Prince call rakhata hai.]
Prince: Ye barish bhi ajeeb hai. Agar first time barish nahi hue hoti to maine ushe definitely dekha hi liya hota… Itana wait nahi karana padata…..
{OBEROY MANSION}
[Arpita apne room mai hai. Prince file lekar yaha ata hai.]
Prince: Miss.world.. your file…
Arpita: tu to pura bhig agya hai…
Prince: Don’t worry. Main abhi jakar change kar leta hu…
Arpita: Go.. I will take your coffee..
[Prince Yaha se chala jata hai. Arpita hot coffee lekar Prince ke bedrrom mai ati hai.Prince bathroom se bahar ata hai.]
Arpita: Your hot coffee…
Prince: thanks…
Arpita: Chal.. Sit!!!
[Arpita tawol se Prince ke hair rub karati hai. Prince ko sneezing hoti hai.]
Arpita: Dekh liya!! Ab tu kishahse hide karega??
Prince: Don’t worry bhabhi… Ye coffee sab balance mai kar dega. By the way gud coffee….
Arpita: File lane mai der kyu ho gae???
Prince: Locket girl fir mili thi….
Arpita:[surprizly] What???? What did u say?
Prince: Yes miss.world… Aaj wo fir se dikhi.. Aur again I missed her… very badly!!!
Arpita: face dekha???
Prince: Rain naa… nahi dekh paya!!! Pass gaya to wo bus mai chadh chuki thi…
[Prince sari baat share karata hai.]
Prince: Agar bus mai chadh pata h to aaj to ushe dekh hi leta…
Arpita: Stupidd…. Tuje ek bus mai chadhna nahi ayaa????
Prince: Traffic kuch jayada hi tha… and top of that this rain… One second….[yaad ate hi] Aap to ese hi bol rahi hai jaise apako local busmai chadhna ata hai.!!!!
Arpita: Ata hai naa… tab hi to bol rahi hu…
[Prince surprizly Arpita ko hi dekhata hai.]
Arpita: why r u staring me???
Prince: Apko kaise ata hai???
Arpita: Kabhi kabhi apani frds ke sath chali jati thi… badha hi maja ata tha..
Prince: Seriously??? Car chodake bus mai jana???
Arpita: Bus mai jane ka maja hi kuch aur hota hai… kabhi try jarur karana…..
Prince: No chance… miss.world.. Muje ese traveling ka koi sokh nahi hai…
Arpita: esa sokh bhi aa jayega…
Prince: Bhabhi abhi matter nu ski nahi hai.. This talk about that girl…
Arpita: Jise maine dekha nahi ushake bare mai main kaya baat karu??
Prince: Maine bhi nahi dekha hai.. jab bhi dekho.. koi na koi resistant aa hi jata hai… Coincidently!!!
Arpita: Ab ye coincidently nahi hai…
Prince: To ab kya hai???
Arpita: Now… This is destiny..!! Or else it’s destiny game…
Prince: What rubbish is it… Destiny game n all….. Apko lagata hai ki destiny hame milane nahi de rahi hai???? Yaa fir hame milana hi nahi chahati hai…
Arpita: Esa nahi hai.. I promise tu ushase milega jarur…
Prince: NO.. Ab aur nahi…[frustatly] Ab nahi ushake bare mai sochana hai.. aur nahi ushe dekhana.. fo to hell. With that locket…
Arpita: I will also watch.. kitana control ho pata hai tujse…
Prince: R u trying to scare me???
Arpita: nahi.. Main to bas tuje trust samajne ki try kar rahi thi,…
Prince: Jo hoga dekha jayega,… but noe no more….
[Prince T.V star kar ke dekhne lagata hai.]
Aarpita: [Man mai] KOi mane yaa naa mane but teri destiny hi tuje ushase milavane wali hai. And I think ab teri life mai teri “Sapno Si Pari” ki entry ho hi chuki hai.
[Arpita sochakar hi khush hoti hai.]
Prince: Miss.world, What r u thinking???
Arpita: Nothing.. Tu T.V dekh…
[Arpita yaha se chali jati hai. Prince T.V dekhata hai.]
{OBEROY MANSION}
[Morning ko Alok Nahakar bathroom se bahar ata hai.]
Alok: Arpita, where his my watch??
[Arpita koi jawab nahi deti hai. Alok ushe dekhata hai. Arpita apne hi thoughts mai busy hai. Alok usake pass akar bethata hai.]
Alok: Arpita……
[Arpita apni soch se bahar ati hai.]
Alok: Kish soch mai koi hue ho???
Arpita: Thodi pareshan hu.. Kya kam hai???
Alok: mera kam to ho hi jayega.. But Why r u tens F..for Prince???
Arpita: {surprizly] How do u know??
Precap: Arpita Alok ko Prince ke danger Race ke bare mai baat karti hai………….
If u have enjoyed this episode then like it & comment on it..
And also like this Page to read whole story………
U can also give suggestion on the story…….
Thank u for reading……….

YOU ARE READING
Sapno Si Pari
RomanceOne more Love Story..... This story is about One strong girl Pari. Jo ish world main alone hai.but Our Hero has everything. But fir bhi he feels empty space, for her Sapno Si Pari.. let's see how gone this story. Guys please support me. I hope u lif...