Episode 34

33 0 0
                                    

Episode: 34
Recap: Prince Pari ke liye New Activa buy karta hai…..
                               {SHASHWAT  ORIENT}
         [Pari sky mai stars apne parents k pic banati hai.]
Pari: Mom. Apne bola tha ki muje samjnewala partener muje milega. Is it true?? Kya asa koi milega? Main janti bhi nahi ki wo kaisa dikhata hai.? Hai kaha pe?? Nothing… kab mere samne ayega wo?? I m waiting…
                [Prince apne bedroom ki baicony mai khada sky mai pari ko dekahta hai.]
Prince: Kon hai wo?? Who is she? Maine usaki eyes hi dekhi hai. But asa lgata hai ki main ushe janata hu. Usase mera koi to relation hai!!!
Pari: U know what mom? Main ish satrs se mere Prince ka face banana ki try karati hu. May be kabhi ye stars hi muje face dikha de..
Prince: Ab to ye hawaye bhi muje hint dene lagi hai. Muje kuch kahana chahati hai. Par main hi hu ki samj nahi pata hu. I want to forget that puzzle but I can’t.. I can’t  stay out her of my head…
Pari: I don’t know. Ye kaisi becheni hai?? And jane kab khatam hogi….
            [Dono sky mai dekhate hai. Prince gitar play karta hai.]
Song: Ham hai ish pal yaha….. jane ho kal khaha.. ham mile na mile… ham rahe naa rahe…. Rahegi sada yaha pyar ki ye dasta ……. Sunege sada jise… ye zami asama……
                                               {SHASHWAT  ORIENT}
             [Pari morning ko apana ghar clean kar rahi hai.]
Pari: Wo abhi tak nahi aya..
           Pari tu bhi pagal hai. It’s just 8:30. Kon ata hai abhi??
              [tab hi doorbell bajata hai. Vo khush ho jati hai.]
Pari: Kya baat hai!! Jaldi aa gaya…
           [Pari door open karti hai. But Tara & Nili ko dekhke upset ho jati hai.]
Pari: Tum dono??
Tara: Apne hi to bulaya tha…
Nili: u called us naa???
Pari: yaa. I forgot. Chllo aa jav..
          [pari unhe study karvale lagati hai. Par ushak dhyan watch pe hi hai. Door knock hote hi wok hush ho jati hai. Par students ko ata dekh upset ho jati hai.]
Pari: Kanha!! Kya ho raha hai muje?? Kishi stranger ke liye itani becheni..!!! Ab wait nahi hota mujase…
Chotu: Dr.dee Aap kisase bat kar rahi hai?
Pari: kisise bhi nahi.. tu apna kam kar..
Chotu: Aap kuch batayegi tab naa??
Pari: shut up. Jyada mat bol. Work deti hu..
Tara: Fiya, r u tens?
Pari: Nahi to.. challo yah ape dhyan do..
         [Pari un sabko teach karne lagati hai. And usame hi 10:30 ho jate hai. Par koi nahi ata hai.]
Pari: Wo aye yaa naa aye!!! I don’t care[with irritate] now I need to bath.. or else sanjivani jate mai late ho jayega. Au rush idiot ki vajese mai late nahi hona chahati hu. Ush rich langur par trust karana.. it’s ridiculous…
Roky: Aap akele mai kya bate kar rahi hai?
Pari: Main apna kam karne ja rahi hu. And yaa. Agr koi aye to ushe bata dena ki main abhi kisi se bhi nahi milana chahati. I don’t want to meet any stupid… late langur[angrily]
Tara: Kya abhi koi ane wala hai?
Pari: [loudly] Nahi… But as.. asee hi koi aa jaye to bata dena…
Chotu: aap jaeye. Ham bata denge..
Pari: good boy!! Main jati hu. And don’t masti.. ok??
Sab: Ok.. Dr.dee
            [Pari apne room mai chali jati hai. Tab hi Prince car lekar flat ke pas ata hai.]
Prince: address to yahi tha…
          [Prince car se bahar ata hai. And door ke support par khada rahata hai. Aur apartment ko dekhata hai.]
Prince:[smilely] So.. this is Shashwat Orient.. Nice.. To ye Pari ish Palace mai rahati hai…
         [Tab yaha ek gadi mai Activa lekar ate hai.]
Driver: Sir, ishe kaha rakhana hai?
Prince: Yahi paking pe rakhva do. And yaa keys??
Driver:[dete hau] ye rahi sir..
Prince : Ok.. I will be back soon.
Driver: Ok sir..
         [Prince aage badhata hai.]
Prince: God!! Same feeling.. And suddenly I m feeling happy.. why??
         [Prince confuse ho jata hai.]
Prince: Something defferent.. ase feeling, happiness kabhi pahale nahi hue hai.. but why now???
          [Prince sochta hua lift mai enter hota hai, and 8 floor ka button press karta hai.]
Prince: Miss.world is right.. ekbaar ish Pari ko bhi dekh lena chahiye. May be koi hint mil jae..
      [Prince lift se bahr ata hai.]
Prince: 802.. this one.
      [Prince yaha akar khada rahata hai.]
Prince: I wish usake mom-dad door open na kare!! Varana yahi se hi bahar bhej denge..
          [Prince doorbell bajane jata hai, but hath ko center mai rok deta hai.]
Prince: Why m I scared? Prince Oberoy kisise bhi nahi darta hai. No one.. come on Prince. U can do it.. yaa…
       [Prince doorbell ring karata hai. Tab Tara door open karti hai. Prince ko ajeeb lagata hai.]
Tara: Apko kisaka kam hai??
Prince: Miss.. Pari.
Tara: Dr.Pari se milana chahte hai?
Prince: [surprizely] Dr. Pari???
           [Tab usaka dhyan side ki name plat par ata hai. “ Dr. Pari Sen”
Prince: Ohhh!! Dr. Pari Sen. Matlab dr. hai. Avaj sunke laga nahi tha. Socha bhi nahi tha ki ek dr. bhi tikhi chilli ho sakti hai.
Tara: aap aage kuch batayenge bhi yaa nahi???
Prince: Muje unase kuch milna hai. Kuch important work hai.
Tara: Aap abhi unase nahi mil sakte hai. Sorry..
Prince: Ekbaar ushe bula do. She knows me. And she also knows ki mai anewala hu.. so just called her..
       [Tab baki students bhi aa jate hai.]
Prince: Itane sar kids!! What the!! Dr. hai yaa teacher???
Chotu: Hamari Dr.dee two in one hai..
Prince: [with smile] to ekbaar unhe bula do. Plz call her.
Nili: Wo nahi aa sakti hai.
Tara: I told u. she can’t come over here..
Prince: Why?? Usake pairo mai pain hai??
Roky: Unahi ne mana kya hai batane ko ki we nahane gae hai…
            [Sare kids usako angry look dete hai. Prince slowly smile karta hai.]
Prince: Ok mat batav ki wo kaha hai.. but mera ek kam to kar sakte ho naa???
Chotu: Kaisa kam karna padega?
Prince: Ye file & keys apni two in one dr.dee ko de donge?
Tara:[shockly] Love ltter???
Prince: [with laughing] No.. It’s not love letter. Some important document hai.
Chotu: to thik hai. Ham de denge..
Prince: Thank u..
     [Prince wo sab Tara ko deta hai.]
Tara: Apka kam ho jayega.
Nili: An aap ja sakte hai. Hame study karti hai. Varana dr.dee hame dategi.
Prince: Ok. I m sorry to disturb u all. I may leave. Bye..
           [Prince hasta hua chala jata  hai. Wo akele hi hasta hai.]
Prince: Sweet kids!!! But ghar mai koi elder nahi tha. Very strange.. and what a coincidence!! Main ish Pari ko bhi dekh nahi paya. And I think it’s good for me. Dr. ke sath sath teacher bhi hai. If she still angry to kya hota!! Simple Kids se pitavati bhi and sabse pakava ke injection bhi lagavati….
       [Prince bhi akele mai hasata hai.]
Prince: Prince, now this chapter is close… ab Vihan ka problem bhi solve ho gaya hai. Now I m free.. and everything will be  over..
        [Prince car ka door open karta hai. Tab hi usaki eyes mai ek shine ati hai. Aur wo dekh nahi pata hai. Ushe thoda sa dikhata hai ki koi samne balcony mai towal sukha raha hai. Prince ki eyes wide nahi ho pati hai. And wo ignor kar ke car mai beth ke chala jata hai. Tab hi wo girl[Pari] ush car ko jata dekhati hai.]
Pari: itani costly and antic car yaha kon lekar aya??
Tara: Dee.. Koi aya tha.
      [Pari chok jata hai.]
Pari: Kon aya tha. Tara???
Tara: Koi handsome sa hero tha. Ho apse milne ki jeed kar raha tha.
Nili: Par hamne ushe andar ane hi nahi diya…
Pari: [surprizely] Kya? Par kyu??
Tara: Apane hi mana kiya tha..
         [Pari ko apni baat yad ati hai. And apne hi head pe marti hai.]
Pari: Ohh sheet!! Pari kya kar diya tume.. kya soch rah hoga wo?? What is he thinking about me?? Kanha!! Seriously.. apko asa hi karna tha??
Tara: Apke liye kuch diya hai..
Pari:[surprizely] what?? I mean kya??
         [Tara ek card aur keys deti hai.]
Pari: One more card.. with keys.. Good…Challo tum sab apna kam karo.. do your work.. main abhi ati hu..
Tara: Thik hai..
       [Wo chale jate hai. Pari card open karti hai. Pari card open karti hai. ]
Pari: Sweet!!! Not bad boy!! Now let’s see. Isame kya likha hai???
            [Pari happily card read karti hai…]
Precap: Pari Prince ka card read karti hai. Arpita Prince ko Airport bhejati hai……………..
If u have enjoyed this episode then like it  & comment on it..
And also like this Page to read whole story………
U can also give suggestion on the story…….
Thank u for  reading………. 

Sapno Si PariWhere stories live. Discover now