Episode 7

31 0 0
                                    

Episode: 7
Recap: Mamata & Manav dono Prince ko samjate hai. And other side Pari Heer ki mom Kamini se ladai ho jati hai………….
                                  {SHASHWAT  ORIENT}
                     [morning ko Pari ke flat ke doorbell rong hoti hai.]
Pari:[loudly] Wait.. one minute.
                  [Pari flourwalr hand wash karke door open karati hai.]
Pari: Ye bhi sath aae hai?
Natasha: [fake smile se] tere ghar to bina invitation ke hi tapak padungi.
Pari: ohh! Ab andhar padarengi….[naughtly]
                   [Dono hasti hue andar ati hai.]
Heer: Pari , ab to music bandh kar.
Pari: chalne dena.. kya problem hai?
Natasha: [teasing] Bandh kar de. Ab to ise shant rah ne ki adat rakhani hogi..!
Pari:[confusedly] what r u saying Natasha?
Heer: vo to kuch bhi bakati rahti hai.
Natasha: bak nahi rahi hu , Pari ko bata rahi hu.
Pari: tell me, What r u hiding?
Natasha: Heer , Pari ko batadu?
Heer: Vaise bhi batana hi hai, to bata de.
Pari: Dono baat ko ghoomav mat. Sach batav.
Natasha: Pari, ab hamari Heer badi ho… gae hai…[naughtly] vo Dr. ban gae hai. To ab ushaki sadi karani chahiye……
                    [Pari ki eyes wide ho jati hai. Heer Natasha ko marti hai.]
Pari:[surprizely] Heer, what is this?
Heer:[sadly] mom mere liye ladaka dhundane lagi hai. Aur kuch boys ki pics bhi collect karake rakhi hai.
Pari: [fake smile with angrily] to jab mein yesterday tere ghar aae thi tab kyu nahi bataya?  Chiiittar…….
Heer: tab mein bhi nahi janti thi. Last night ko hi muje sari baat batae. Tab tuje batana tha but rat ho chuki thi.
Pari: [shockly] I can’t belive teri sadi ho jayegi..! tu apne In-laws ke ghar chali jayegi…!
Heer: baate to ese kar rahi hai jaise tu to marriage karne hi nahi vali?
Pari: yaa… right.. I don’t know meri sadi hogi bhi yaa nahi..? mein kuch nahi janti.
Heer: Pari, Sadi to sabko karni padati hai. Aur tere liye bhi koi bana hi hoga?
Pari: pata nahi..!  vo kaha hoga?  [tab hi Prince apne bedroom se bahar ata hai]
[normally] chal tu apana bata aunty se kya baat hue?
                                     {OBEROY  MANSION}
                    [Prince apne bedroom se bahar ata hai. Tab hi ushe samne Riya milati hai.]
Riya: Bro, Apko mera ek kam karan hoga?
Prince: Tell me kya karna hoga?
Riya: Apko one week ki pocket money dilawani hogi… Vihan ki…..
Prince: money mein tuje deta hu.
Riya: no… Muje Vihaan ke hi paise chahiye. I only want his pocketmoney…
Prince: what… happened between u two?
             [Riya sari baate share karati hai.]
Prince: Ok, tuje money mil jayenge.
Riya: I knew it. Aap hi mera kam karwa denge.
                   [Riya khush ho jati hai. Dono Vihan ke bedroom mai aate hai.]
Vihan: So finally tu bro ko leke aahi gae!
Riya: tuje directly bola tha.. but tu nahi mana, to muje bhi bro ko batana pada.
Prince: Vihan galati teri hai. So tuje Riya ki baar manani hogi. Aur apni one week ki pocket money ushe deni hogi.
Vihan: bro apaki baat koreject bhi nahi kar sakata.
Prince: good.
Vihan: tuje abhi money deke baat ko yahi pe over karata hu.
                [Vihan apne valet se paise nikal kar Riya ko deta hai. Vo khush ho jati hai.]
Riya:[with attitude] akhir paise to tuje dene hi pade…
Prince: Riya tu chahati thi ho hua So no more..
Riya: ok, finish. I will go.
                  [Riya paise lekar chali jati hai. And yaha Prince apne valet se Vihan ko double paise deta hai.]
Vihan: Thnaks bro.
Prince: enjoy your life. Have fun… but take care yourself!
Vihan: Ok bro, And thanks again.
                [Prince yaha se aage ata hai to Alok-Arpita ko sath dekhata hai. And unake bedroom ka door knock kar ke andar ata hai.]
Alok: aa gaya tumhara devar….
Prince: bhai aap naraz ho?[funny]
Alok: Tujse to koi naraz rah bhi nahi sakataq.
Prince: By the way, Aap romance door close rakhake bhi kar sakte hai.
Arpita: Toh tu dekh raha tha?
Prince: dekhana to nahi tha pr dikh gaya.
Arpita: Jab teri sadi hogi, toh tu khud samj jayega.
Prince: bhai marriage hi sab nahi shikhata hai. Impotanat thing is love..
Arpita: I agree with him.
Alok: means tu love marriage karnewala hai?
Prince: I don’t know. But sadi se pahle love hona chahiye phir chahe vo aap sab ne hi kyuna select ki ho….
Arpita: baat toh sahi hai, agr husband & wife mai pyaar hi naa ho to vo rishta kishi kam kahi nahi rahta.
Alok: Tum dono apni baat continue rakho muje late ho raha hai.
Arpita: bye. Mein afternoon mai aa jaungi.
Alok: Ok.
                 [Alok yaha se chala jata hai]
Arpita: cha lab Bata ki tuje pyyar hua?
Prince: Abhi tak to nahi hua. And I really don’t know ki pyaar meri life mai kab anewala hai.
Arpita: Prince, I know tu mujase kabhi kuch hide nahi karta but honestly tu everytime girls ke sath hota hai, to kya ushame se koi bhi tuje pasand nahi aae?
        [Arpita question look se ushe dekhati hai]
Prince: no. And Miss. World like krana n love hona it’s very different. Girls ko life karta hu because I m boy. But I m not in love.
Arpita: Ok, so tell me tuje kesi Princess chahiye?
Prince: princess?  Actually Prince hu so Obvisely Princess hi milegi. But muje Pari chahiye. Jo sapne jaisi ho.. Yes, I want Pari..
Arpita: ohhh![happily] so tuje angel chahiye? Like tere “Sapno Si Pari”
Prince: yes. Bhabhi vo Pari ki tarah hi ho…
                 [Tab hi Pari apne room se White anarkali pahnke bahar ati hai.]
Prince: And ushke face pe always smile ho.
             [Pari samile ke sath apni friends se puchati hai]
Pari: So how is this?
Heer: awesome..!
Natasha: mausii ki choice not baa hhmm..
Pari: I agree. I really like it.
Heer: Pari tu sach bata na tu kya sachem sadi nahi karegi?
Pari:[confuslly] I don’t know. Maine kabhi ish bare mai nahi socha aur nahi meri life mai esa koi hai jo meri sadi ke bare mai soche!
Natasha: Means teri love marriage hogi?
Pari: perhaps, who’s knows! Agar life mai esa koi mil gaya, jo mujase hi pyaar karata ho. To sadi kar lungi!
Heer: of course milega. But tune kuch to socha hi hoga ki kaisa boy chahiye?
Pari: yaa. Mummy jo stories sunati thi ushishe ek lightly light si pic banati hai.
Natasha: yaar, to batana sayad kabhi vo raste pe mil jaye to tera address bata denge..
Pari: Natasha vo naa ek Prince hoga! Jise dekhakar hi sab ruk sa jaye![dreaming]
             [Heer n Natasha carefully Pari ki baat sunati hai. Second side Arpita Prince ki baat sunati hai.]
Arpita: Pari chahiye to kishi royal family se hi find out karni hogi.
Prince: Miss. World, Pari t sky se aayegi only for me. Aur agar esi koi Pari muje mil gae to ushaka family background jo ho … I don’t care. Vo royal nahi hogi to bhi chalega.
Natasha: Pari, Prince to palace mai hi rahate he!
Pari : but mera Prince agar esi small n cute se ghar mai bhi rahta hoaga na to bhi chalega. Bas usha dil palace jitana badha hona chahiye. And yaa usha ki family small honi chahiye because meine to kabhi family ke sath time spend   nahi kiya.
Arpita: ab aage bhi to bata.
Pari: hmm. Well educated hona chahiye..
Prince: and yaa sath mai smart bhi..
Pari: sabse pyaar karata ho..
Prince: Sabki help karne mai agge ho..    jisake face pe always smile hi ho.. Smile dekhake sari problem hi chali jayee.
Pari: chahe kuch bhi hooo, sari problems easily solve karje.
Prince: thodi funny bhi honi chahiye?
Heer: why funny?
Pari: jisase vo dushro ke face pe smile la sake!
Prince: ushki eyes mai only meri tashvir hi dikhe!
Pari: jo muje understand kare, mujase pyyar kare.
Prince: meri hobby, n meri work ko samjni chahiye…
Pari: esa koi mil gaya to sadi kar lungi…
Prince: most important jo mujase love kare not my money…  yaaa itana sab hoga then I m ready to get marriage.
Heer: Don’t do u think that it’s very long list?
Pari: no. it’s perfect list.
          [dono ki choice ek jaisi hi hai. But ek hai jo enhe alag karati hia kya hai vo dekhate hainaa…!]
Arpita: Prince, pyar to kisi se bhi ho sakahta hai. Love just happened. It never see all this thing.
Prince: Yaa. I know but I think jab muje essi koi milegi tab hi muje pyaar hoga! And family mai se bhi koi objection naa ho.
Heer: Pari ese Prince only Stories mai hi hote hai. So come back to reality.
Pari: I know but sayad ish mai se thoda sa kuch mil jaye!
Arpita: phir to tuje wait hi karana hoga, because esi Angel easily nahi milati !
Prince: ok, but I know muje Meri “Sapno Si Pari” milegi. Jisashe milane baat kishi aur girl ka khayal bhi naa aye. Ab tab wait kiya hai.. aage bhi karunga.
Arpita: means! [naughtly] Pari ka wait to hooo hii raha tha?
Mamata: kainsi si Pari ki baat kar rahi ho?
              [Mamata ki avaz sunke Prince n Arpita dono shock ho jate hai.]
Precap: Oberoy family Prince ki sadi ki baate kar rahe hai…..
If u all this so plz like it & comment it…
Thank u for reading…………  

Sapno Si PariWhere stories live. Discover now