Episode: 31
Recap: Prince Pari ka bus stop pe wait karata hai…. Pari apne frds ke sath theater mai hai…………….
{BOLLYWOOD THEATER}
[Heer Pari ki baat sunake shock ho jati hai.]
Heer: Pari.. chup…
Pari: maine kuch galat to nahi bola hai…!!! Did i???
Heer: teri sarart main samajati hai. Abhi kuch jayada nahi….
Ishan: Now… meet my frd…
[Ishan sabse milavata hai.]
Tanisha: Prince Oberoy nahiaaye hai?
[Sab dheere se haste hai.]
Ishan: actually, he is not coming.. he has other work…
Pari: Tanisha…. U come with me…
[Pari Tanisha ko agge lekar jati hai.]
Pari: Tu naa…. Ushake bare mai sochana chod de.. just leave him.. vo tere hath mai nahi anewala hai…
Tanisha: Kya pata ki wo hath mai aa jaye???
Pari: Tanu… Esa boy ke piche kyu bhagana jo hamari respect hi naa karata ho!! Tu ushake samne stupid lagegi…
Tanisha: Tune ushe dekha nahi hai.. isilye ye sab bol rahi hai..
Pari: Chal Waffers kahate hai…
Sandy: Muje bhi…
Pari: Sab sath mai chalet hai.. let’s go…
[Wo sab sancks lene jate hai.]
Pari: Aaj to cheeza wali khane hai…
Tanisha: muje nahi khana hai…
Natasha: tuje kya hua???
Tanisha: dieting kar rahi hu.. so no cheezee food…
Heer: Tanisha, don’t be stupid.. tu moti nahi ho jayegii.
Tanisha: Heer, tuje ladaka mil gaya hai.. muje nahi mila hai so care karani padati hai….
Pari: Tanu, look at me.. muje bhi nahi mila hai, to bhi main kha rahi hu..
Tanisha: tu khuch bhi kha.. tuje farak nahi padata hai..
Heer: Kaha se padega!! Sari energy to work karne mai chali jati hai… yaha se vaha….
[Pas mai khade kuch awara boys unaki baat sun rahe hai..]
First: Yaar… muje to koi bhi girl chalegi…
[Girls sun leti hai.]
Heer: Agar kuch nahi khana hai to chal…
Second: Aree!! Jara hamse to milate jaeye…
Pari:[angrily] Abhi ati hu..
Natasha: Pari.. no..
[pari fir bhi un boys ke pass ati hai. Sare boys bhi yaha aa jate hai..]
Rahul: Stop her…
Tanisha: Nahi…
[Pari bindass unake samne khadi rah jati hai..]
Pari: [attitude se] Chal bol. Kya bol raha tha???
First: kabhi sexy lag rahi ho..
Pari: Achchaa…. Aur kya pasand aya???
Ishan: what is she doing?? Has she gonna be mad???
Heer: No Ishan.. Unahe din mai stars dikhane wali hai…
Third: Bhai, lagata hai ye hamare type ki hi hai…
Pari: U r right!!! I m like u.. bindass.!! Yaa…. Jo man hai wo bol hi deti hu…
First: To kya ati hai hamare sath…????
Pari: Ok…
[Sab Pari ke behavior se shock hai..]
Sandy: Somebody stop her…
Pari: But, tumhe muje ek answer dena padega…
First: Aaj tak kabhi question paper ke answer nahi diye hai…
Pari: but mere que easy hai..
Second: Bhai, yes bol do naa… ladaki samne ne se sath aa rahi hai..
Pari: true..
[Pari question look se dekhati hai.. sab enjoy karate hai. Sath mai shock bhi hai..]
First: thik hai. Puch…
Pari: Tum mai esi kya baat hai ki main tumhare sath aau???
First: Mard hu mai.. aur tu ek ladaki.. teri har pyaash bujana ata hai muje….
Tanisha: Sameer, Rahul plz stop her.. it’s very far…
Ishan: right.. varana achcha nahi hoga..
Charmi: Agar Prince hota na to abhi ye sab hospital mai hote…
[Sameer Pari ke pas ata hai,..]
Sameer: Pari.. Come naa…
Pari: Sameer plz… go.. Stay out of this…
Ishan: Heer, tum baat karo.
Heer: WO nahi sunegii. She is very stubborn.
Second: Lagata hai, ye bhi ese kharid kar laya hai..
[Pari suddenly full energy ke sath usake point pe laat marati hai. Sab shock rah hate hai..]
Pari: girls koi cheez nahi hai.. Tum jaise boys ushe stuff samaja te hai.. jise jab chaha tab karid liya. Aur bech diya.. but it’s wrong…
[Pari ko ek marne jata hai. To Pari ushe samne marati hai.]
Pari: Don’t u dare to try again… agar asi harkat kiye dikhe naa to jo abhi bol rahe the naa. Wo khabhi kar nahi paoge.. and I mean it..
First: Tere liye achcha nahi rahega…
Pari: Khoti dhamaki nahi chahiye… main tumse darnewali nahi hu.. tere baap se kabhi nahi dari to ab kya?? Ish baar galat ladaki se pala pad gaya hai..
Sameer: Stay away.. or alse apne pairo par jaa nahi paoge..
[Sari girls clapping karati hai.. Pari bhi khush hoti hai..]
David: Ishaki story mai to Hero ki jarurat hi nahi hai..
Heer: Lovestory banana ke liye, hero to chahiye..
Pari: Now stop staring me… Get lost…
[Security akar usnhe apane sath le jati hai... Sab Pari se impress ho jate hai..]
Natasha: u done it Pari..
Heer: Yaa. Aaj tuje darte nahi dekha.. tune try kiya…
Pari: Yaa. U all told me naa try to move on…
Rahul: And we are really impressed by u…
Sameer: Ab kisi ke baap se bhi mat darna..
Tanisha: finally.. we have our hero back in our life….
Rahul: Yes…. One hug to banati hai….
[Wo sab hug karate hai.. sab taliya bajate hai..]
Ishan: Great Pari….
Sandy: U r so brave…
David: Pari head’s off u…
Pari: ye picture to dekha li, ab jara andar jakar dekhate hai…
Heer: [smile se] chal.. pagal…
[Sab happily movie dekhane jate hai…]
{OBEROY MANSION}
[Arpita Prince ke room mai ati hai.]
Arpita: Ye to abhi tak so raha hai…
[Arpita ushake pas ati hai.]
Arpita: Prince.. wake up… tujse ek baat karni hai..
Prince:[sleepy voice] Muje abhi sona hai..
Arpita: wake up… or else water dal dungi tere face pe….
[Prince apni eyes open karata hai.]
Prince:[frustatly] kya hai??
Arpita: mili tuje wo???
Prince:[angrily] don’t take her name….
Arpita:name?? agar naam pata hota to.. ushe tere samne hi le ati..
Prince: Miss.world.. joke ke mood mai nahi hu main….!!!
Arpita: kya hua??
Prince: I m very tired. Entire day ushe dhundata raha.. like fool… but nahi mili.. ek awara joker banake rah gaya tha, yesterday…
[Arpita usaha face dekh ke hasati hai.]
Prince: great!!! Aap bhi has lijiye muj pe…
Arpita: I told u yesterday.. mat bhaag usake piche.. right time pew o khud tere pass, tere samne aa jayegiii…!!
Prince: Par ye dil bhi to manana chahiye na!!!
Arpita: Nahi manata.. to mana ushe… par sahi yahi hai ki, ase ushe dhundane se nahi milegi..
Prince: ab nahi try karunga… Wo jo bhi ho… muje ushase koi lena dena nahi hai.. I don’t care…
Arpita:I have One doubt .. tu muje samja raha hai..yaa fir apane hi dil ko bahala raha hai???
Prince: aapko job hi samjana hai samjo…
Arpita: u r changed..
Prince: No more…. Ab main ush dayen ke bare mai baat nahi karana chahata…
Arpita: Ab wo dayen ho gae???
Prince: Dayen hi to hai… A horror look for a while, just like an evil illusion.
Arpita: Bol to ase raha hai, jaise wo dayen.. I mean wo ladaki intensely asa kar rahi hai….
Prince: miss.world aap job hi baat karana chahati thi wo ho gae.. so now plz leave. I want to sleep..
Arpita: It’s 9:30.. so awake…
Prince: I don’t care.. I love my sleep..
[Prince vapas jo jata hai..]
Precap: Mistake se Vihan se Pari ki scooty ka accident ho jata hai………………………..
If u have enjoyed this episode then like it & comment on it..
And also like this Page to read whole story………
U can also give suggestion no the story…….
Thank u for reading……….

YOU ARE READING
Sapno Si Pari
RomanceOne more Love Story..... This story is about One strong girl Pari. Jo ish world main alone hai.but Our Hero has everything. But fir bhi he feels empty space, for her Sapno Si Pari.. let's see how gone this story. Guys please support me. I hope u lif...