Episode 19

33 0 0
                                    

Episode : 19
Recap: Heer & Pari Ishan se milate hai….. Pari lift ke liye waite kar rahi hai………..
                            {RIYA  ROYAL}
         [Lift ko ane mai time lagata hai.]
Pari: I think, ye bhi waite karvayegi. Muje stairs se hi jana hoga..
         [Pari stairs ki aur turn karati hai. Aur piche ushi time Prince lift se bahar ata hai. And vo again ek dusare se mil nahi pate hai. Pari speed mai chali jati hai. And Prince Ishan ke pas ata hai.]
Prince: hello…. Guys….
Ishan: Meet my frd Prince oberoy….
Prince: Hello.. Dr.Heer..
Heer: hiii!!
         [Prince ushake sath bethata hai.]
Prince: So.. Aap akeli aae hai.?
Heer: Nahi.. Meri frd aae thi!! But ushe kuch kam yaad aa gaya tha. So chali gae..
Prince: Aap dono baat kijiye. Main bhi kuch kam khatam karake ata hu.
Heer: Aap chahe to hamare sath beth sakate hai.
Prince: No.. Main bich mai haddi nahi banana chahata..
Ishan: Dekh car lekar mat nikal jana???
Prince: main yahi pe hu..
             [Prince yaha se chala jata hai.]
Ishan: Heer, kya logi?
Heer: Anything.. u like.
Ishan: capechino??
Heer: Ok..
               [Dono thodi baate karate hai. Prince dur khada ushe dekh raha hai. Aur phone par baat kar raha hai.]
Prince: Heer. Achchi hai. Dr. hai but Ishan ke type ki hai.
Sandy: Tune ushashe baat ki?
Prince: Not more.. par muje usame kuch wrong nahi laga.
David: kahi Heer tuje to pasan nahi aa gae hai???
Prince: Just shutup!!! Meri life dr. to nahi ayegi. Becoz Dr. meri type ki nahi bani hai.
Sandy: Kahi koi aur to nahi mil gaya???
Prince: Hum Ishan ki matter mai vapash ate hai.
            [Ishan & Heer khade hote hai.]
Ishan: Tumse milkar bachpan ki yaade fresh ho gae..
Heer: muje bhi achcha laga. Main nikalti hu.
Ishaan: Car tak sath chalata hua.
          [Dono niche ground floor pe ate hai. Heer chali jati hai. Ishan khush hai. Prince ushake piche hi khada hai.]
Prince: So What???
Ishan: I need to time to think…
Prince: Any serious conversation???
Ishaan: No.. But now I m serious about marriage.
Prince: Ok. Take a time..
               [Dono yaha se alaga hote hai.]
                       {KAMINI  HOUSE}
       [Next moring, Kamini dinning table par bethi nasta kar rahi hai.]
Kamini: Heer is awake?
Servant: Mam unake room se koi avaj nahi aa rahi hai.
Kamini: Jab se Ishan se milkar aae hai, Apne rrom se bahar hi nahi aae hai.
Pari: Good Morning Aunty…
         [Pari ko dekh kamini angry ho jati hai.]
Kamini: Tu ish time pe yaha kya kar rahi hai?
Pari: Main Heer se baat karne aae hu.
Kamini: Kal Tu ushake sath gae thi. Kahi tune to kuch nahi kiya???
Pari:[surprizly] Ab maine kya kiya?
Kamini: Tune vaha koi gadbad ki hai???
Pari: No.. aunty..Main to thodi hi der mai chali gae thi. And ushake baad usase baat nahi hopae thi. So milane a gae..
Kamini: TU jooth bol rahi hai.
Heer: Mom.. Wo sach bol rahi hai.  She is not lying..
Heer: Kal Ishaan se milkar main akele rahana chahati thi. Thik se sab sochana chahati thi. Isiliye kishise baat nahi kar rahi thi.
Kamini: To Heer kya socha hai tune???
Pari: Sab yahi janana chahate hai. Plz tell na..
Kamini: Tumhara bich mai bolana jaruri tha???
Heer: Mom.. Plz.. PAri I m soryy!!!
Pari: It’s ok. Give us answer..
        [Heer thoda sochati hai. Dono ka dhyan us ape hi hai. Heer kuch bol nahi pati.]
Pari: tell na something…
Heer: Pari first u tell me.. Ishan kaisa laga?
         [Dono chok jati hai. Kamini angry pout se Pari ki aur dekhati hai.
Heer: Tu pata. Mom ki aur mat dekh.. Don’t look at her..
Pari: I like him.. Achchi family ka lag raha hai..
Kamini: Achche paricvaar se hi hai. Teri tarah bina khandan ke  nahi hai.
Heer:[angrily] Enough momm!!!!!!!
          [Pari apani nazar joka deti hai.]
Heer: Mummy,,, I’m ready..
             [dono shokingly ushe dekhati hai. Kamini ushe hug karati hai.]
Kamini: Main bahot khush hu. Tune sahi decision liya hai. Rally I proud of u.. main abhi ye baaat chandrika ko batati hu.
         [Kamini phone lagati hai.]
Heer: Mummy, Aap rukiyee…
Kamini: Ab kya hua??
Heer: Pahale unaka decision ane dijiye. Ushake baad hi aap batana.
Kamini: Unaki aur se to ‘yes’ hi hoga.
Kamini: Par abhi hua nahi hai. So plz..
Kamini: thik hai. Par main unase puch to sakati hi hu..
          [Kamini ushe call karati hai.]
Kamini: Radhekishan!! Chandrika..
Chandrika: Radhekishan…
Kamini: Ishan ne kuch bataya?
Chandrika: Wo abhi niche aya aur apana dicision sunaya hai.
Kamini: Wo kya chahata hai???
           [Teeno gabharaye hue hai. Pari & Heer ek dusare ke hand tightly hold kar leti hai.]
Kamini: Kyat um sach bol rahi ho?
Chandrika: haa.  Ishan ne khud kaha hai. Ushe heer bachpan se hi pasand thi.
Kamini:[happily] Ye to bahot hi badi gud news hai. Heer ne bhi sadi ke liye ‘yes’ bol diya hai.
         [Pari & Heer happily hug karati hai.]
Pari: Wow!!! Heer teri sadi taiy ho gae,…
Heer: Kabhi nahi socha tha ki ekbaar kisise milane par pyaar ho jayenga..
Pari: pyaar to kahi bhi ho jata hai. Today I m very happy for u..
Kamini: Main tere dad ko batati hu.
Heer: Thik hai mummy… Aur daddu ko bhi..
Pari: tune Ishan se baat thik se kar li naa??
Heer: haa.. Ushaka behavior bhi achcha tha. And last night ko hi ushaka call aya tha. Hum dono ne tab hi decision le liya tha..
Pari: [surprizly] idiots bata nahi sakati thi.. kitani gabhara gae thi!!!
Heer: Sorry…
Pari: Mera Kanha kuch bhi galat nahi karata hai. Main nikalti hu.
Heer:Aaj sath mai lunch karate hai.
Pari: Nahi.. Aaj aunty khush hai. And I don’t want ki muje samne dekh ke sari happiness chali jaye..
Heer: mummy.. se main baat karungi.
Pari: Muje waise bhi Sanjivani mai kam hai. Dr.Kavitamam ne bulaya hai.
Heer: Mam ne bulaya hai. To jana padega..
Pari: Tu aaj mat ana..
Heer: Mummy, Ane bhi nahi degi. Main apani gang ko batati hu.
Heer: Ok.. Done..
         [Pari yaha se nikal jati hai.]
                   {OBEROY  MANSION}
        [Ishan Sweet ka box lekar yaha ata hai.]
Ishan: Dddu, sabse pahale aap sweet khaeye..
        [Ishan Daddu ko sweet khilata hai. Sabko thoda ajib lagata hai.]
Daddu: ye mithae kish khushi mai khila rahe ho?
Ishan: daddu, Aap majak mat kijiye.
Mamata: Ishan, Hum koi nahi jante hai.
Ishan: [questionly] Prince ne apako kuch bataya nahi??
Dadi: Nahi, usane to koi baat nahi kahi..
Mamata: Prince hai kaha pe?
Vihan: WO Riya ke sath hai. Usaka assignment complete kane mai help kar rahe hai.
Daddu: Agar usane nahi bataya to tu bata de..
Ishan: Pahale ushe bulaye to sahii….
Prince: Teri avaj sunakar hi aa gaya..
          [sab ek sath livingroom mai hai]
Prince: I wanted that tu hi bataye. Life mai esa chance ek hi baar milata hai.
Alok: Ishan tu suli pe chadane wala hai??
            [Arpita ushe marati hai. Sab haste hai.]
Nilesh: Alok ye to Sahid hone ke pahale ki khushi hai.
Ishan: Aap dono muje dara rahe hai???
Daddu: Nahi Ishan beta.. Ye dono tumhe apana experience share kar rahe hai.
            {sab haste hai. Arpia again Alok ko marati hai.]
Prince: Ab to aap sabane guess kar hi liya hoga??
Mamata: means.. hamara Ishan sadi karnewala hai.
Ishan: Yes aunty.. Finally sabko girl pasand aa gae..
         [Sab khush hote hai. Aur Ishan ko wish karate hai. Aur sweets khate hai.]
Riya: Bhabhi ka naam kya hai?
Ishan: Dr. Heer…
Arpita: Nice name.. Means Dr. hai??
Prince: haa. But gud girl. Baate bhi achchi karati hai.
Alok: Mom, I think hame bhi koi Dr. ghar mai lani chahiye.
Prince: Alok bhai, it’s not funny..
Dadi: Prince. Main to Alok ki baat se agree karati hu.
Prince: No way. Muje life main koi Dr. nahi chahiye.. Wo serious & boring type ki nahi chahiye.
Ishan: I think, he is right. Or else ishaki racing, advantures sab vahi par hi finish ho jayega.
Arpita: Kya pata ki wo esi naa bhi ho!!!
Precap: Arpita first time market mai Pari ko dekhati hai………
If u enjoying this episode so like it  & comment on it..
U can also give suggestion to this story…….
Thank u for reading………. 

Sapno Si PariWhere stories live. Discover now