Episode: 26
Recap: Pari apni mom ka letter read karti hai.. Prince frustrate hota hai…..
{OBEROY MANSION}
[Mamata Prince ke room mai ati hai.]
Mamata: ye ladaka idhar bhi nahi hai.. ye kaha chala gya hai??? Sayad Arpita ko pata hoga..
[Mamata niche ati hai. Sab sath mai living room mai hai.]
Daddu: Mamata, kya hua?
Mamata: Prince, wo room mai nahi hai..
Dadi: haa. To bahar gaya hoga.. aa jayega..
[Arpita- Alok stairs se niche ate hai.]
Arpita: Alok Plz, mummy ke samne apna mouth close hi rakhana.
Alok: I think mom ko sach bata dena chahiye..
Arpita: No.. Prince ne mana kiya hai..
Alok: ushaka to har baar ka esa hi hota hai. Ushaki vajese sabko jooth bolana padata hai mom se..
Arpita: karana chahiye.. bhai hai tumhara…
[Arpita hasti hai. Alok ushe dekh ke happy hota hai. Mamta ushe dekhati hai.]
Mamata: Arpita mai tere pass hi aa rahi thi..
Arpita:[pretntly] Kyu? kYa hua??
Mamata: Prince ghar mai kahi nahi hai.. tuje kuch bataya hai..??
Arpita: Nahi to.. Muje to mila hi nahi hai…
Manav: Strengh ish baar Prince tumhe bataye bina hi chala gaya..
[Arpita shy karati hai. Baki sab dheere se haste hai.]
Arpita: Dad!! Waise apako to jarur bataya hoga…
[Manav thoda dar jata hai. Arpita attitude se dekhati hai.]
Mamata: Ye Baap beti mai chal kya raha hai?? Koi muje kuch batayega…
Manav: Mamata, don’t worry about him. Wo ab bada ho gaya hai. Just relax..
Mamata: I hope wo koi danger sa kam naa kare!!
[Sab ek dusare ki aur dekhate hai.]
Mamata: I will call him..
Arpita: [jerkly] No….
[Sab shockly ushe dekhate hai.]
Mamata: kya hua?? Whyr u shout???
Alok: Mom ushe call anhi lagega..
[Arpita Alok ke stomch par elbow hit karti hai.]
Mamata: kya??
[Sab Alok ki aur angry look se dekhate hai.]
Arpita:Mom isak matlab hai ki Sayad network weak hoga.
Mamta: try to karne do..
Arpita: ok..
[Mamata Prince ko call karati hai. Par phone nahi lagata hai. Sab tensly ek dusare ki aur dekhate hai.]
Mamata: sach mai call nahi laga raha hai.
Nilesh: Bhabhi bada mai baat kar lena…
Mamata: muje to lagata hai ki wo kishi adventure ke liye hi gaya hai.. agar esa hua to main ish baar main ishe forget nahi karungi,…
Vihan: No.. badimom. Nothing like that…
[Sabka dhyan Vihan pe ata hai.]
Arpita: ye sambhal lega..
Manav: I m sure ishane solution nikal hi liya hoga..
Daddu: bad Mamata isapar belive kar le..
Mamta: kya hua??
Vihan: Badimom bro ko ek emergency ki vajese jana pada.. aur kuch nahi..
Mamata: kaisi emergency?
Vihan: Aap hi sun lijiye…
[Vihan apne mobile mai voice recorder sunata hai.]
Prince: Hii mom!! I know muje naa dekh ke aap pareshaan hogi. But plz don’t worry. Meri ek frd ko meri jarurat hai. Ushake ghar pe thodi problem hai. So muje usake sath jana pada.. and aap to muje janti hai. Someone need me so main pahoch jata hu.. so plz don’t worry 2-3 days mai aa jaunga…bye..
[Sab khush hote hai. Vihan wrink kara ke sabko bata deta hai.]
Mamata: agar muje hi batana tha. To usane muje msg kyu nahi kiya??
[sab shock rah jate hai.]
{SANJIVANI HOSPITAL}
[Pari apane frds ke sath cantin ki aur jaa rahe hai.]
Natasha: tuje hamare sath ana chahiye tha..
Pari: sorry, but main tum laila – majanu ko disturb karana nahi chahti thi..
Rahul: Nice Pari.. But u r very special for us..
Sameer: right!! So tum hame kabhi disturb nahi kara sakti…
Pari: So sweet of u Guys.!!
[tab hi ek burn case stretcher par lekar ate hai.]
Boy: Dr, plz do something.. Ye jal gae hai…
[Pari penic ho jati hai. Ushake frds ushe dekhar hi scare hone lagate hai.]
Pari: No I can’t..
Heer: Pari relax…just relax…
[Pari ko ek light pictures dikhae dete hai. Koi ushe forcely pakad ke rakhe huae hai..]
Sameer: u go ahead!! Ye Dr. nahi hai..go..
[Pari burn pt. ko dekh ke apane aap ko sambhal nahi pati hai. Sameer & Rahul ushe tightly hold karte hai.]
Sameer: Pari relax.. sit here…
Natasha: koi nahi yaha..
Rahul: water..
Tanisha: lati hu..
[Tanisha water lekar ati hai.]
Rahul: Pari take water.. clam down..
Heer: we all r with u.. Don’t think about that accident..
Natasha:u r our brave girl naa!!! So don’t be panic…
Pari: I want to go home…
Rahul: ok.. just chill.. ham hai naa I will drop u..
Heer: main bhi ati hu..
[Rahul & Heer Pari ko apne sath l ejate hai.]
Sameer: ushe burn ward ke pas ana hi nahi chahiye..
Natasha: Par kab tak?? Ushe move on hona padega…
Sameer: try to karti hai woo!! Par nahi ho pata hai usase.. wo accident bhool nahi pati hai..
Natasha: I wish for her.. jaldi sab thik ho jaye..
[Sab Pari ke liye worry hai.]
{OBEROY MANSION}
[Sab Mamata ki baat par shock hai.]
Arpita: mummy aap so rahi thi…
Vihan: [suddenly] haa.. bro ne raat ko 3 ko msg kiya hai. And aap so rahi thi so ..
Manav: Mamata just leave it na… Prince thik hai..
Dadi: haa. Aur woe k achcha kam hi to kar raha hai…
Nilesh: bhabhi bhookh lagi hai..
Daddu: Juice pilado sabko…
Mamta: jee…
Riya: Now smile!! Badimom…
[Sab mil ke mamata ko distract karne ki try karate hai. Mamata bhi Prince ko lekar worry karan chod deti hai.]
Mamata: main juice lekar ati hu..
Dolly: Main bhi apki help karati hu..
[Dono kitchen mai chali jati hai. Sab relax hote hai.]
Arpita: Good Vihan..
Vihan: Anything for bro..
Alok: sab ek jaise ho!!!
Arpita: Maa ke ladale!!
[Sab jaste hai.]
Manav: prince ka koi call?
Arpita: anhi papa!! Jungle mai network nahi mil paya hoga..
Dadi: Vihan ye awaz?
Vihan: actually, bro ne pahale se hi ye recorde kar ke de diya tha..
Nilesh: smart move…
Manav: Agr kuch pata chala to plz, muje bata dena..
Arpita: Of Course papa!!
Daddu: aur haa. Apne ish pati dev ko ushaki mom se dur hi rakhana.. varana ye bata dega…
[Sab haste hai..]
Alok: Come on daddu. This is not fair…
Manav: achcha ab sab bhool jav ki kya hua tha…
[Sab dusari baate karne mai lag jate hai..]
{SHASHWAT ORIENT}
[Rahul Pari ke sath hai.]
Rahul: r u ok?
Pari: Rahul, I think u need to go home…
Rahul: No.. Pari.. main kahi bhi nahi jaa raha hu..
Pari: Natasha tera wait kar rahi hogi…
Rahul: Ek din to muje bhi free chahiye..
[Dono haste hai..]
Rahul: Kuch jokes sunata hu,… sunegi???
Pari: Sure!!
[Rahul Pari ko jokes sunake hasata hai. Tab hi baki frds yaha ate hai.]
Natasha: impressive my love!!!
Pari: lo!! Sab aa gaye…
Heer: Nice Rahul, tune Pari ke face pea mile la hi deee.
Rahul: yes, I did…
Heer: challo ab kuch kha lete hai..
Sameer: and Pari mana to bilkul bhi mat karana…
Pari: Ok…. Baba.. sath mai khayenge…
Tanisha: now how’s u feel?
Pari: Good. Tum sab ho na mere sath..
Heer: ushe bhool jate hai.. Just forget naa..
[Heer Pari ko hug karti hai. Sab ke face pe smile aa jati hai..]
Precap: Pari apni mom ka letter shre karati hai….. Prince sabse Sorry bolata hai.]
If u enjoying this episode so like it & comment on it..
And also like this Page For read whole story………
U can also give suggestion to this story…….
Thank u for reading……….

YOU ARE READING
Sapno Si Pari
RomanceOne more Love Story..... This story is about One strong girl Pari. Jo ish world main alone hai.but Our Hero has everything. But fir bhi he feels empty space, for her Sapno Si Pari.. let's see how gone this story. Guys please support me. I hope u lif...