Episode 15

32 0 0
                                    

Episode: 15
Reacap: Arpita Prince ko Pari ke bare mai find out karana ka suggestion deti hai……
                           {SHASHWAT ORIENT}
Heer: Aaj sam ko bio-data aa jayenga.
               [Pari surprizley ushe dekhati hai.]
Heer: don’t look at me like this…
Pari: Means aunty ne tere liye ladka select kar liya.
Heer: Mom ne kiya hai.
Pari: MUje sab detail me bata.
Heer: Iske bare me kal bat karenge tu nasta kar.
Pari: Ok as u wish.
    [ Dono nasta karti hai.]
                                { ON THE ROAD}
               [Prince Arpita call karti hai.]
Arpita: Abhi kaise yad kiya?
Prince: Miss world finally I have decided.
Arpita: What?
Prince: I will Decided about that girl. That I will find out her.
Arpita: Good… Tere dilne permission de hi di.
Prince: Yah….Dilne to ha bol hi diya.me apko sub jankar call karta hu.
Arpita: I m waiting for your call.
                     [Wo call cut karke apni hotel ke samne vale ghar ke pass ata hai.Waha bacche khael rahe hai.aur uske pass ata hai.]
Prince: hi kids…
Kids: Hi bhaiya..
Prince: So… Kesa chal raha hai?
Girl: Accha chal raha hai. Per ap kyu nhi aye?
Prince: Me bhar tha.
           [Tab gharse bhar ak ladies ati hai.]
Prince: Ap sabki favorite chocolets…….
      [Prince subko chocolet deti hai.]
Lady: Tum kabhi bhi unke liye chocolet lana nhi bhulte ho.
Prince: Ab kya karu! Ab adat si ho gay hai.Ab aap bataiye ghar me sub kaisa chal raha hai?
Lady: Abhi accha chal raha hai. Kucch din pehle thodi taklif thi.
Prince: ha shayad muje aisa laga tha.
Lady: To tub aap hmare pass kyu nhi aye?
Prince: Tub me a hi raha tha per tub apke ghar pe koi aur hi aa gya.
Lady: Tum kab ki bat kar rahe ho?
Prince: Usi rat ki bat kar raha hu.Woh ladki kon thi?
Lady: Pata nhi kon thi wo.
Prince: [Surprizely] Pata nhi matalab? Kucch samja nhi…..
Lady: Ush ladky ko hum nhi jante. Wo to use rat farishta banakar ay thi hamari life me.
Boy: Wo hamare liye bahut hi accha khana lay hai.
Prince: Kya apko uska name pata hai?
Lady: Hamne puccha hi nhi. Per hamare liye to ak farishte ki tarah hi hai.To uska name kucch bhi ho!
Girl: Apko pata hai… Wo bilkul “Sapno Si Pari” jesi hi Thi.
Prince: [Surprizely] “Sapno Si Pari”… yah to meri Dream Girl ka title hai…
Girl: Ham uske bareme kucch nhi jante.
Prince: {ownly] Prince… u again miss her.. Ab wo tere hath anewali nahi hai.
Lady: kya hua?
Prince: Nothing… Muje kucch kam yad a gya. Main  niklta hu… Bye….
          [Prince yaha se nikal jata hai.]
Prince: Miss.world was right.. sayad mera conection ushake sath hona hi tha.. Par ab main kya karu?? What m I doing???[frustrating]
           [Arpita meeting room  hai. Tab ushake cell mai ring bajati hai.]
Arpita: Sorry.. Excuse me..
     [Arpita bahar akar call receive karati hai.]
Arpita: Tell me kya pata chala?
Prince: Nothing miss.world Ushaka naam bhi pata nahi chala muje…
Arpita: [surprizly] what?
        [Prince sari baat batata hai.]
Prince: But good news bhi hai..
Arpita: Aur wo kya hai?
Prince: Unne bacho ne useh wo hi name diya hai jo mene apni dream girl ko diya hai.
Arpita: U mean “ Sapno Si Pari” ??
Prince: Yes. Bhabhi or yeh janke meri excitement aur bhi badha gai hai.
Arpita: Par tu useh dhundhega kese??
Prince: wo hi to nahi pata. Ush ka face bhi nahi dekha hai mene.  Warna dhundh leta. Aur Mumbai chota to hai nahi k use dhundh paun..
Arpita: I have a better idea.
Prince: Kya hai aap ka idea?
Arpita: Useh dhundhna chhod de.
Prince: [ Shockly] Bhabhi ab aap hi mana kar rahi ho.
Arpita: Ha.. Aager useh ladkhi se tera conection hoga to wo samne aa hi jayegi. Aur ager samne nahi aayi to sochlena ki tune khubsurat sa sapna dekha tha.
Prince: Chalo ye bhi try kr lete hai.
Arpita: Jispr tu belive nahi karta  wo soch samj kar hi karta hai.
Prince: Kya chahta hai wo to aapka upper wala hi jane. Pata nahi nahi wo ladki kaha hogi ?
            [ Tab hi samne se pari aati hai. Dono ek dusre ko cross kar ke nikal jate hai par mil nahi pate.]
Arpita: Zyada sochna chhod de apni normal life me wapas aa ja ager use milna hoga to mil jayegi.
Prince: Ok Miss world Ab muje Ishan ki help kr ne k liye jana hai.
Arpita: Kya pata uske sathe tuje bhi apni manzil mil jaye.
Prince: Bhabhi ab me zyada sochna nahi chahta or muje pyar milna hoga tab mil jayega.
Arpita: As u wish. Bs pray karungi ki muje apni devrani jaldi mil jaye.
Prince: [ avoding] Ok bye.
     [ wo call cut karta hai. Prince pari k bare me hi sochta hai. Barish ka mosham hai.]
Prince: I think ab yeh barish hi muje uski yado se chhutne nahi degi.
SONG: Yeh khuda bata jara muje kya hua???
Pahali baar ese gumsuda dil mera ho gaya….
Darbadar dhunde ushe ab ye nazar …main bhi na janu ki kish kadar…
Dil mera kho gaya….. jab se hai dekha tuje yee arama…
Sabhi yee roshan haue… ekawari aja, dil mil ja…
       [Prince ushake bare mai sochata hai. Ushaki vahi smile yaad ati hai. Barish ane lagati hai. Wo jyada khush ho jata hai.]
Prince: I don’t want remember her but I can’stop myself.
             [Prince Smile karata hai.]
                        [ON  THE  BEACH]
     [At Mid night.   Pari & Prince dono beach par hai. Pari bade se stone par alone hai. Prince ushshe dur pani mai pair rakhake khada hai. Dono moon ko dekh rahe hai.]
Pari: Aaj apaki kuch jyada hi yaad aa rahi hai mom.. but aap tension mat lijiye. Mera frd mere sath hai. Wo meri achche se care karata hai.
           [Pari kanha ka locket hande mai hold karati hai.]
Pari: U know what mom! Heer ki sadi hone wali hai. Ab wo bhi mujase dur chali jayengi..
Prince: Mere pass to puri family hai. And everuone loves me But phir bhi aaj ek akela sa pal khu hai?
        [Tab ushake mobile mai ring hoti hai. And wo call receive karata hai.]
Ishan: Prince, I want to meet u.
Prince: Soory, Ishaan .. But not now..
Ishaan: Any problem Prince?
Prince: No.. I call u later.. Bye..
      [Prince call cut kar deta hai.]
Pari: I know ki jab aapko esa feel hoga ki ab aap meri care nahi kar sakate tab u & dad dono milkar Prince ko meri life laenge…
        [Pari rote lagati hai.]
Prince: Why m I feeling so bad? Just like  ki mera koi apana hi hurt hai, up set hai,
        [Prince tens hone lagata hai.]
Prince: I think.. I need to go home..
         [Prince yaha se nikalata hai tab hi ushe Pari ke rone hi avaz sunae deti hai.]
Prince: Kya sach mai yaha koi hai? Or else I m imaging?
         [Prince thoda aage aata hai to kishi girl ko rota hua dekhata hai.]
Prince: it’s real.. and She is badly crying..
         [Prince shock ho jata hai..]
Precap: Ishaan & Heer ek dusare ke partner ke bare mai apne frds ko batate hai….
If u enjoying this episode so like it  & comment on it..
U can also give suggestion to this story…….

Sapno Si PariWhere stories live. Discover now