Episode: 29
Recap: Prince Pari ki Bus ko follow Karata hai. Par Wo again ushe miss kar deta hai….
{OBEROY MANSION}
[Alok Arpita sath mai apne bedroom hai.]
Arpita: How do u know ???
Alok: Ghar main sabke face par smile lana. And sabko tension dena usika hi kam hai..
Arpita: Bilkul nahi… Prince only sabke face pe smile hi lata hai. Wo kishi ko bhi upset nahi dekh sakata hai. Aur nahi kabhi kishi ko apani vajese tension deta hai…
Alok: Ok.. Achallo ye baat bhi maan li. But why r u tens?? What happened???
Arpita: U remember..?? before 20 days… Prince car race ke liye gaya tha…!!
Alok: WO to kitani baar jata hoga!! So what’s the big deal???
Arpita: It is no t big deal.. but ye race .. it was very different …
Alok: What r u trying to say???
Arpita: Kahna nahi hai… dikhana hai…
[Arpita Alok ko Prince ke mountain racing ka video dikhati hai. Alok bhi shock ho jata hai.]
Alok: What the hell!!! Itani dangerous ra… pagal hai kya wo????
Arpita: Main bhi samj nahi paa rahi hu. Wo apani life ki care hi nahi karata hai. Kabhi serious nahi hota hai.
Alok: Tumhare pas ye video kaha se??? I mean kaha se mila??
Arpita: Last night ko meri frd ne send kiya.. And it’s good ki ghar mai koi kuch nahi janata hai…
Alok: I think. Ab Prince se baat karani hogi…
Arpita: Wo kishi ki bhi baat nahi sunane wala hai. Bas apne hi dil ki karnewala hai. He don’t understand ki sab usase kitan payar karate hai. Agar isame thodi sib hi mistake hoti to… we lost him..
[Arpita senti ho jati hai.]
Alok: Arpita..Relax.. Jayda tension mat lo…
Arpita: I want ki usaki life mai esi koi girl aye ki jo ushe jeena sikha de.. Ye samje ki jeena only ye adventure karke hi nahi hota hai.
Alok: Wo apni life mai akela hai. So Life ki important nai janata hai.
Arpita: Prince ke bare mai sochakar hi dar lagata hai.
Alok: Don’t be scared Arpita.. Ushe kuch bhi nahi hone wala hai. Ek baar main baat kar leta hu.
Arpita: No Alok… Abhi wo vaise bhi trouble mai hai..
Alok: Means he still.. wo usha girl ke bare mai soch raha hai???
Arpita: haa.. Muje lagata hai ki WO hi hamare Prince ki “Spano Si Pari” hai.
Alok: May be it’s only a dream??!!!
Arpita: I don’t think so..!!
Alok: Ok.. Ab tum tension mat lo.. Prince apni care karna janta hai.. wo itana careless bhi nahi hai…
Arpita: Je nahi.. Ushe yahi nahi ata hai.. ushe bas dusaro ki care karna hi ata hai. Fir chahe ushaka job hi hona hai wo ho jaye…
Alok: Kabhi tens ho jati ho, to kabhi angry.. ab main kya samju??
Arpita: Kuch bhi samj ne ki jarurat nahi hai.. Aap apana kam bataav..
Alok: [naughtly] Jo chahiye wo dogi???
Arpita: Nahi.. Muje kae sare kam hai.
[Arpita ready hone lagati hai. Alok Arpita ko waist se back hug karata hai.]
Arpita: Now … what??
Alok: Aaj kahi deinner pe chalate hai.
Arpita: No.. Aaj kahi par bhi nahi jana hai.
Alok: Ab kya proble hai??
Arpita: Problem ye hai ki aaj evening ko hamari ek business meeting hai. So we must to go...
Alok: Nahi jana hai…
Arpita: Muje kuch bhi nahi sunana hai… ab jaav and ready ho jaav..
[Arpita alok ko push kar ke jane ko bolati hai.]
{SANJIVANI HOSPITAL}
[Same day At evening. Pari & Heer New Active mai ati hai.]
Pari: So Heer, kaisa laga?? How’s u feel???
Heer: Better… But thodi slow honi chahiye..
Pari: Wo bhi ho jayega…
[tab hi baki sare frds bhi aa jate hai.]
Pari: Ese kya dekha rahe ho???
Tanisha: Tum dono ki duty to morning ki thi.
Pari: Haa. Par hamane Wo Afternoon mai shift karava di hai. Koi problem hai??
Samer: esa nahi hai..
Heer:Ushe wish to karo damit….
[Heer active ki aur point karati hai. Sab ka dhyan uah pe ata hai.]
Natasha: Nice Pari, It’s very good..
Pari: Thank u..
Tanisha: Achcha to isiliye tum morning ko nahi aaye??
Heer: Yes…
Pari: New scooty, to sabko m=sweet khilani thi.. aur bhi bahot sare kam the…
Natasha: Aur hamari sweet???
Pari: Sabke liye laae hu.. I knew it kit u sabse pahale hi bolane wali hai.
Sameer: Good. Progression.. lagata hai M.S banana ke paha le car mai ghoomane wali hai…
Pari: May be… Par tody I m very happy..
Heer: Challooo… andar bhi chalana hai..
Pari: Main Kavita mam se milakr ati hu.
Natasha: Okk…
[Pari Dr.Kavita ke cabin ka door knock kar ke andar ati hai.]
Pari: May I come in mam!!!
Kavita: Yaa. Come…
[Pari ushake pass ati hai.]
Pari: ye sweet apaki family ke liye…
Kavita: Itani sari khushiya batogi???
Pari: yaa.. Meri mom kahati thi life mai happiness thodi kam milati hai, aur agar ushe kishi ke sath share karogi to happiness jaya ho jayegi.. so bas apana hi profit kar rahi hu..
Kavita: Teri ise soch ke reason se tu sabse alag lagati hai..
Pari: Aap baate mat banae ye aue haa, kal morning ko hi Tara ko mere ghar bhej dijiye ga..
Kavita: Wo tuje study karane nahi degi…
Pari: study karne bhi degi. Aur wo khud bhi karegi.. ushaki tension aap mat lo…
Kavita: Waise bhi ushe ab teri aadat ho gae hai..
Pari: Hona bhi chahiye,.. meri niece jo hai…
Kavita: kabhi ghar pe to ana nahi hai.. Bhaiya bhabhi se to milane aa jav…
Pari: apase yahi par to mil leti hu…
Kavita:Tujase to defeat hona hi better hai…
Pari:[haste hua] Nice.. Ab main challu???
Kavita: maan karungi to bhi jane wali hai.. so go…
Pari: Ok.. Bye…
Kavita: Bye.. And take care… And yaa Congratulation…
Pari: Thank u..
[Pari yaha se chali jati hai… Aur sabke pass ati hai.]
Pari: Heer, Ab apana kam kare??
Heer: Haaa… challoo…
[Tab Heer ke mobile mai ring hoti hai]
Heer: One min…
[Heer thodi dur akar call receive karati hai.]
Heer: Hello!!!
Ishan: Where r u? hame late ho raha hai…
Heer: Sorry Ishan.. Aaj mai nahi aa sakti hu..
Ishan: But why???
Heer: Sanjivani mai duty hai…
Ishan: But I thought tumhari moring duty thi??
Heer: Yaa. Thi.. Par wo Maine evening ko transfer karae hai..
Ishan: What??? R u serious???
Heer: Haa. Moring ko Pari ke sath thi. She needed me…
Ishan: But hamara plan to kal ka ban hi chukka tha…
Heer: Haa. Par maine Pari ko Bol diya tha.. and then I forgot.. so tomorrow… kal chale jayenge….
Ishan: Pakka..???
Heer: Yaaa….. Tomorrow finally ham movie dekhane jayenge…
Ishan: Ek kam karana apne frds ko bhi sath lekar aa jana…
Heer: Ab esa kyu???
Ishan: taki tumhare pas koi aur bahanazzz na ho!!!
Heer: Ishaan… koi bahanz nahi hai,,,
Ishan: I m just kidding.. Main bhi apane frds ke sath aa raha hu…
Heer: Ok .. sab aa jayenge…
Ishan: aur haa ish baar apni Pari ko lekar hi ana…
Heer: Promise…
[Heer call cut karti hai. Aur Par ushe hi dekh rahi hai]
Pari: Abhi Ishan ke sath jane ka plan tha???
Heer: [Scarely] Haa. Par tu tension mat lee.. sab solvate out ho gaya hai… ham kal jayenge…
Pari: Heer, tune muje bata kyu nahi??
Heer: Jyada dara mat.. muje bas nahi batana tha.. and muje bhi tere sath hi rahana tha…
Pari: Muje ek baar to bata na to tha…
Heer: Okk. Fine to ab batati hu.. kal.. tomorrow ham sabko movie dekhane jana hai…
Pari: Kish khushi mai???
Heer: Ishan ne kaha hai… Aur tere liye to personally invitation diya hai…
Pari: Ok then,,,, then I will come for movie….
Natasha: Aur ham???
Heer: Sabko sath mai hi jana hai…
[Sab khush ho jate hai.]
Pari: Guys,,,, Our work???
[sabko yaad ata hai..]
Rahul: yaa right.. come…
[Sab apne ward mai chale jate hai…]
Precap:Sab theater mai Prince ka wait kar rahe hai……..
If u have enjoyed this episode then like it & comment on it..
And also like this Page to read whole story………
U can also give suggestion on the story…….
Thank u for reading……….

YOU ARE READING
Sapno Si Pari
RomansaOne more Love Story..... This story is about One strong girl Pari. Jo ish world main alone hai.but Our Hero has everything. But fir bhi he feels empty space, for her Sapno Si Pari.. let's see how gone this story. Guys please support me. I hope u lif...