Episode - 12
Recap: Prince & Pari ek dusare ko dekha nahi pate hai……..
{OBEROY MANSION}
[Arpita office se ghar ati hai.]
Arpita: Dolly mera purse room mai rak dena…
[Dolly purse le jati hai. Arpita dadi ke pass akar bethati hai.]
Arpita: Dadi laeye. Vegetables mai cut karti hu.
Dadi: mein kar rahi huna. Vaise bhi tu thak kar aae hai.
Arpita: Aaj kuch jayada kam nahi tha.
Mamata: Phir to mera kam kiya hi hoga?
Arpita: I m sorry mom. Muje yaad nahi ki aapne kya kam diya tha.
Mamata:[angrily] Mera bataya ek bhi kam tumhe yaad nahi rahata hai naa…
[Arpita thodi dar jati hai.]
Dadi: Mamata vo dusare kam mai bhool gae hogi.
Mamata; esa kaise bhool sakati hai. Jo kam karane ke liye har jethani excited hoti hai vahi kam tum bhool gae?
[Arpita Mamata ki baat samj jati hai. Aur ushe hug karati hai.]
Arpita: kya mummy! Aapne to muje dara hi diya tha…
[Mamata hasti hai.]
Naina: Good.. Apni mother in law sw itana to dar hai.
Dadi: Ye baat tumhe bhi shikh leni chahiye…
Naina: ohh come on mummyji! Apko to meri har baato se problem hoti hai.
Dadi: tum kam hi ese karati ho.
Mamata: Mummyji, aap to baat ko aage mat bathae ye.
Dadi: Agar tu kuch bolati to aaj ye esi baate nahi karati.
Naina: Any way. Mein bahar ja rahi hu.
[Naina jati hai. Tab….]
Mamata: Naina tumse ek baat karani thi…
Naina: bataeye… kya batana rah gaya?
Mamata: Kal Vihan ke sath tumhe college jana hai.
Naina: Kal to mere pass time nahi hai. Harbaar aap hi jati hai to chale jaeye…
Vihan: By the way. Apaki jarurat bhi nahi hai.
[Vihan sabke pass aata hai.]
Naina: Vihan mind your language.
Vihan:[with attitude] Aap apani life enjoy kijiye. Mere liye pura parivaar hai. Aap apni care karo.
Mamata: Vihan tu apane room mai chala jaaa.
Vihan: BAdimom aap bethiye. And Mrs.Naina aap ja sakati hai.
[Naina angry hokar chali jati hai.]
Vihan: So dear bhabhi bataeye apne apani devrani dhundi?
[Sab ushe surprizly dekhati hai.]
Vihan: Don’t look at me like this…
Mamata: Vihan tuje ese nahi karana chahiye tha. Vo teri mother hai.
Vihan: Vo apani lovely daughter ki mother hai. Aur ab muje esi koi baat nahi karani hai.
Dadi: dolly. Sabke liye sharbat le aav.
Dolly: abhi lae dadiji…
[Dolly jati hai.]
Vihan: So Miss.World aap bataeye.
Arpita: Sorry Vihan. Mein ish baat ko bhool hi gae thi.
Vihan: esa nahi chalega. Meri second bhabhi to apako select karani hai.
Arpita: No. Ladaki select karana aap sabaka kam hai. Muje to only Prince ko guides karana hai.
Dadi: Par agar tere dhyan mai koi hai to tu bata sakati hai.
Arpita: Dadi meri nazar mai to kae girls hai par jaisi Prince chaiye vaisi koi nahi.
Vihan: Miss.world, so bro ki choice ke bare mai hame bhi bataeye.
Mamata: ushe kya koi princess chahiye?
Dadi: Prince ke liye to princess hi honi chahiye.
Arpita: Par hamara Prince kuch different hai. Ishe angel chahiye. He wants “Sapno Si Pari” jo sabke dil mai basati ho.
Vihan: Angel milani easy nahi hai.
Arpita: I know but ushaki choice yahi hai.
[Arpita sari baat batati hai,.]
Mamata: esi “Sapno Si Pari” sapno mai hi milati hai.
Dadi: Mamata ushe real mai bhi mil jayengi.
Arpita: ushaki baate sunake to esa lagata tah ki agar ushe koi nahi mili to vo kabhi sadi karega hi nahi.
Vihan: Don’t worry miss.world. bro ko apani angel mil jayengi. Jo ushke dil mai bas jaye.
Mamata: hame bhi dekhana chahiye sayad kahi mil jayega.
Dadi: apane bête par trust hai. So ushaka partner hame bhi pasand ayega.
Vihan: By the way bro hai kaha par?
[Dolly sabko sharbat deti hai.]
Mamata: mein khana banati hu.
[sab apane kam mai laga jate hai.]
{SHASHWAT ORIENT}
[Next day morning ko Paris are students ko padha rahi hai.]
Pari: Kal sabko H.W karake lana hai.
Chotu: Dr,dee abhi to hamare pass kaphi time hai.
Pari: Tumhare pass time hai par mere pass nahi hai.
Tara: Aaj apako kahi par jana hai?
Pari: haa. Aaj se meri duty start ho rahi hai hospital mai. So jana to padega hii…
Chotu: matalab aap vapash hospital janyegi?
Pari: haa. Mera kam vaha hai to vahi par hi jana hoga. To aaj ki class over.
Sab: All the best Dr.dee….
Pari:Thank u.. challoo…… ab jaav. Mein vapash akar baat karati hu.
[sare kids chale jate hai.]
Pari: Kanha! An muje bhi jana hoga. Aaj first day hai so mein late nahi hona chahati.
[Pari kanaha ke blessing lekar bahar ati hai tab….]
Pari: Mobile to mai anadar hi bhool gae..
[Pari mobile lene apane bedroom mai ati hai tab ushake mobile mai ring baj rahi hai.]
Pari: Ab ye datana start kar degi.
[Vo call receive karati hai.]
Pari: Heer, mein bas nikal hi rahi hu. Bachche the isiliye..
Heer: meri baat sun.
[Pari shant hi jati hai.]
Pari: Ab kya hua?
Heer: Aaj tuje Mumbai ke pass jo keshavpur village hai vaha pe jana hai. Yahase ambulance nikal chuki hai. Sare kids ko vaccine deni hai.
Pari: Ok. I will go Keshavpur…. Thanks.. Bye…
[Pari phone cut karake nikal jati hai.]
{OBEROY MANSION}
[Prince akela ravesh mai khada hai. Aur apni feeling ko understand karane ki try kar raha hai. Ushe pari yaad ati hai.]
Song:Main parinda beshbar… tha uda jo darbadar….. koi mujasko u mila hai … jaise banzare ko ghar…..
[Tab yaha se Alok pas hota hai wo wapas yaha dekhta hai aur Prince k pass aata hai par wo apne khayalo me khoya hua hai]
Alok:Lagta hai aaj barish aayegi
[prince apne khyalose bahar aata hai]
Prince:Bhai .. aap office nahi gaye??
Alok:Meri chod tu apna bata.
Prince: muje kuch bhi nahi hua hai.
Alok: To fir dopaher k dedh baje tak tu ghar pr kya kar raha hai.
Prince: Aaj bahar jane ka mood nahi tha. And Ishan is also not in Mumbai.
Alok: I don’t think k tu sach bol raha hai.
Prince: So, what are u thinking ???
Alok: Tu kisi ladki k khayalo me khoya hai.
[Prince shockly ushe dekhta hai.]
Prince: But bhai how do u know??
Alok: Jab koi apne apse hi khoya rehta ho to ek hi reason hota hai Girl.
Prince: Bhai, mein nahi sochna chahta but I don’t know why m I think about her?
Alok: By the way wo kesi dikhti hai??
Prince: I don’t know.
Alok: [ Shockly] What ??
Prince: Means meine uska face nahi dekha hai.
Alok: To fir uske bare mai soch kya raha hai?
Prince: I’m also confuce.
Alok: I think ab pandit ji se bat karni padegi.
Prince:[Seriously] Not funny bhai.
Alok: Yeh sign and symptoms to love ke hai.
Prince: Alos of attraction .
Alok: But aaj tak tuje kisi ladki ki or attract hote hua nahi dekha.
Prince: Bcoz ab tak koi asi mili hi nahi.
[Tab alok ke mobile me ring hoti hai]
Alok: Excuse me
[ Alok call receive karta hai ]
Alok: Yah I will come ….. u continue..
[ Alok call cut karta hai]
Alok: Sorry muje jana padega so tum apni bat apni miss world se share kar lena. Wo teri ish problem ka solution nikal degi.
[ Alok yaha se jaldi main chala jata hai]
Prince: I think muje lone drive pr chale jana chahia. I will feel better.
[ Prince yaha se nikal jata hai]
Precap: Pari Manav ki Help karati hai…. Prince & apri phone baat karte hai…..
If u enjoying this episode so like it & comment on it..
U can also give suggestion to this story…….
Thank u for reading……….

YOU ARE READING
Sapno Si Pari
Roman d'amourOne more Love Story..... This story is about One strong girl Pari. Jo ish world main alone hai.but Our Hero has everything. But fir bhi he feels empty space, for her Sapno Si Pari.. let's see how gone this story. Guys please support me. I hope u lif...