Episode: 22
Recap: Arpita & Alok Prince ko Love ka lecture lete hai…….
{SHASHWAT ORIENT}
[Pari Heer ke sath mobile pe baat kar rahi hai.]
Heer: Ush empty & horror road pe kya karne gae thi?? Wo bho Tara ke sath…. Ru serious???
Pari: Road ke between bhangada karne gae thi…
Heer: Shut up Pari…. Tell me truth!!!
Pari: Tara ko cycle sikhane le gar thi.
[Pari Heer ko morning ki baat karati hai.]
{AT PAST}
[Pari Tara ko cycle shikha rahi hai.]
Pari: Tara come on… Try to keep balance!!!
Tara: Fiya… Avhi try kar rahi hu..
[Tara sikhane ki try karati hai. Tab hi ushaka sandal nikal jata hai.]
Tara: Fiyaa…. Mera sandal???
Pari: Tera sandal kahi nahi jayenga. Tu yah ape dhyan de…
[Wo thode aage nikal jate hai.]
Tara: Mere foot pe pendle pinch ho raha hai.
Pari: thik hai. Main tera sandal lekar ati hu. But u wii stay here. Don’t go ahead…
Tara: Ok….
[Pari thodi backward ake sandal find out karati hai.]
Pari: Aree!! Sandal yahi par to gira tha…
[Wo thodi aage jati hai to ushe mil jata hai.]
Pari: Lo!! Yahi par hi to hai…
[Pari Tara ka sandal leti hai. Tab hi ek car full speed se yaha se pass hoti hai. Wo gabhara jati hai.]
Pari:[loudly] Tara side main aa jav..
[Tara Bich raste par aa jati hai. Pari dar jati hai. Wo daudati hue ushake pass ane chalne lagati hai.]
Pari: I told u naa ki side main hi rahana…..!!!!
[tab hi unake piche se speed mai car ati dekh Pari run karati hai Ati hai aur Tara ko side main pull karati hai. Car ki sped low ho jati hai.]
Pari:[with screaming] Idiot!!!! Stop the car… R u blind!! Stupid…
[But car stop nahi rahati.]
Pari: Duffer.. Ye sadak hai.. tere ghar ka ground nahi hai!!!!
[Wo apna hath window se bahar nikalata hai.]
Prince: I m really sorry…
Pari: Sorry my foot!!! Stupid…
[Wo hath mai Prince ki lucky dekhati hai. Wo car lekar agge chala jata hai. Pari ko garden ki baat yaad ati hai.]
{PRESENT}
Pari: ye rich boy awara hi hai. Sabki tahar bigada hua. Aaj to ushane meri galtfeni dur hi kar degi.
Heer: Tue k Lucy dekhate nahi bol sakati…
Pari: Wo hi tha… I m sure wahi old lucky thi. Aur main ushaka hand pahachan sakati hu. Ye gardenwala rich kid hi tha. And ushane car bhi nahi roki…
Heer: Wo job hi ho.. I don’t care. Plz tu angry mat ho. Meri baat sun.
Pari:Tu bhi bol le kya bolana hai tuje????
Heer: Ishanne tum sabse milane ke liye party throw ki hai. To sham ko club mai ana hai.
Pari: Sorry, but main nahi aa sakati hu.
Heer: muje tujase no nahi sunana hai.
Pari: Kal mers test hai. JO main week nahi hone de sakati . so plz…
[Heer koi answer nahi deti hai.]
Pari: Aur phir Ishan se to main mil hi chuki hu. But tonight I could not come there…
Heer: Thoda sa to time nikal hi sakati hai tu…..
Pari: Pura din busy hu. So reading raat mai hi karani padegi.
Heer: Thik hai. Tuje force nahi karungi.
Pari: Thanks.. Bye..
Heer: Bye…
[Dono call disconnect karati hai.]
{NIGHT CLUB}
[Prince apne frds ke sath club mai hai.]
Charmi: Prince, Do u know about that girl?
Prince: No. Mera luck achcha tha ki wo bachchi bach gae…
David: Agar vaha pe car stop ki hoti to vo ladaki to Prince ka murder hi kar deti…
Sandy: Esa nahi hota.. I don’t tink so.!!! Balki wo to Prince ko dekhakar vahi pe frdship kar leti… Prince ko dekhake to sari girls flat hi ho jati hai.
Charmi: U r right.. Jaha bhi jata hai aage-piche girls ki line hi hoti hai.
David: Ishan aaya nahi???
Prince: 5min mai aa jayega..
Charmi: By the way. Vo girl dekhane mai kesi thi?
Prince: I don’t know. Ushaka face dikh nahi paya. And vaise bhi life mai bahot si girls ati hai, jise yaad rakhana important nahi hai.
Ishan:Don’t worry frd. Teri life mai esi girl bhi jarur ayagi. Jise yaad karne ke alava koi kam important nahi lagega.
[Sab ka dhyan Ishan pe ata hai. Sath mai Heer bhi hai.]
Prince: Thanks Ishan…
Ishan: Guys, she is Heer Mahera..
Heer: Hello everyone..
[Ishan sabko intro karata hai.]
David: Not bad!!!
[Heer ke frds bhi aa jate hai. Heer unaka intro karati hai.]
Charmi: Waise kishi angle se Dr. lagate nahi ho…
Prince: achcha hi hai. Hum bore nahi honge…
[Tanisha surprizly Prince kea age khadi rah jati hai. Ushe ajeeb lagata hai.]
Prince: [surprizly] What???
Tanisha: apake bare mai bahot hi suna hai. Apaki photo bhi dekhi hai, but real life mai first time apako dekh rahi hu.. and socha nahi tha ki apako itani near se dekh paungi.
Prince: Thanks fo your compliment. But I m not any star so ralex…
Natasha: Wo kya hai apako suddenly dekhake senti ho gae hai.
Sameer: Tanisha… Yaha aa jav..
Sandy: I told u Prince ki dewwani kae sari hai..
Prince: Sandy not again…
[Sab ek dusare se milake khush hote hai. Sab sath mai cold-drinks pite hai.]
Ishan: Heer, tumhari best frd nahi aae???
Heer: Ushane tumhe thank u kaha hai, party mai invite karane ke liye. Aur sath mai hi sorry kaha hai. Yaha nahi an eke vaje se….
Ishan: Ushe yaha ana chahiye tha…
Heer: Ushaka to man tha. But wo nahi aa pae..
Prince: Why?? Ushake ghar pe late night party allow nahi hai??
Heer: esi baate nahi hai. Ushe reading karna tha..
Prince: Dr. ki yahi problem hoti hai. Har pal bad books ke asspass hi dekhae dete hai…
Sameer: par sab ese nahi hote hai. Ushaki kal test hai. Isilye wo nahi aa pae…
Charmi: Par apki to intern chal rahi hainaa??
Heer: haa. Par vo sath mai M.S. karana chahati hai. Isi liye vo reading kar rahi hai.
Prince: [dheere se] esi boring girl party mai na hi aye to better hai.
[ Tab Heer ke mobile mai ring hoti hai.]
Heer: lo!! Usika call hai.
[Heer phone receive karati hai. ]
Heer: tu to apana mobile switch off rakhane vali thi!!!!
Pari: tujse bat karne ke liye call nahi kiya. Mere jijaji ko phone de.
Heer: Tu mar khayegi !!!!!
Pari: Don’t waste my time. Phone de!!!!!
Heer: Deti hu. Wait…..
[ Heer Ishan ko phone deti hai. ]
Heer: vo tumse bat karna chahti hai.
Ishan: [phone pe] hello!!!!
Pari: I m sorry…. Main nahi aa payi.
Ishan: It’s ok. Heer ne bataya. Don’t worry. Carry on with your study.
Pari: Ok.. bye!!! Enjoy your party.
Ishan: Bye ………..
[ Wo call disconnect karte hai. Ishan Heer ko mobile vapas karta hai. ]
Prince: Now what???? Ese hi bore ho rahe hai.
Rahul: Let’s some dance!!!!!
Ishan: [ hath age kar ke] Dance???
[ Heer usaka hand hold karti hai. Vo dono dance karne jate hai.]
Natasha: Pari sath hoti to jyada maja ata.
Sameer: But wo nahi hai. Ab ham bhi dance karte hai.
[wo sab dance karne jate hai. ]
Devid: Prince, ye Drs. Kafi different hai.
Prince: Muje bhi kuchh esa hi lagata hai.
Sandy: tum dono yaha kyu ho??? Chaloo naaa……
[Sandy sbako dance floor pe le jati hai. Wo sab dhoom macha dete hai. Tanish Prince ko hi dekhati hai.]
Natasha: Tanisha ushe ghur mat.
Tanisha: Yaar!! Prince Oberoy hai..
Rahul: Tere hath nahi anewala hai….
[Tanisha upset ho jati hai. Prince Ishan& Heer ko sath dekhata hai. Wo dono apani life mai khush hai. Prince ko Alok & Arpita ki baate yaad ati hai.]
Prince: U r right Miss.world.. Pyaar to kaise bhi ho jata hai. Sayad mere sath esa hi kuch hone wala hai.
Charmi: Prince, don’t worry. Teri “Sapno Si Pari” bhi mil jayengi.
Prince: I know ab to life mai ushika hi intezzar hai.
Charmi: But abhi party enjoy karate hai
[Prince sabke sath party enjoy karata hai.]
Precap: Mamata Prince ko apane sath forcely temple le jati hai……..
If u enjoying this episode so like it & comment on it..
U can also give suggestion to this story…….
Thank u for reading……….

YOU ARE READING
Sapno Si Pari
RomanceOne more Love Story..... This story is about One strong girl Pari. Jo ish world main alone hai.but Our Hero has everything. But fir bhi he feels empty space, for her Sapno Si Pari.. let's see how gone this story. Guys please support me. I hope u lif...