Episode 12

1.8K 156 4
                                    

Shehnaaz was sitting with Sid's mom in the living room relaxing as they were exhausted from all the preparations they have been doing.

Sid's mom - Chalo acha hae ab bus Engagement ring lene hae aur Sidharth ke liye sherwani lene hae.

Shehnaaz - Aunty yeh sab mei aap Ek chiz bhul gae par mai ny bhuli.

Sid's mom - Kya beta?

Shehnaaz - Apka birthday aur kya? (she says excitingly)

Sid's mom - Aree beta ab iss umar mei Kon sa birthday?

Sidharth enters the living room.

Sidharth - Haan mom kal party toh hogi, kyu Sana?

Shehnaaz - Haan party toh honi chahiye (She doesn't look towards Sidharth)

Sidharth - Maine prepare bhi kar diye hae ap tention mat lo zada Koi ny Bus Aunty uncle shehbaaz aur.... Manya.

He didn't took Shehnaaz's name intentionally expecting her to react and talk with him but she didn't.

Sid's mom - Kya tumlog bhi (she nods her head in disbelief) Acha beta Sidharth tu Itne jaldi office se kyu aa gaya?

Sidharth - Aree mai toh bhul he gaya vo ek file lene aaya tha.

Shehnaaz - Acha aunty ab aap Aram Karo kal Koi kaam ny OK aur phir mai baat kar lungi Hum engagement ring aur sherwani lene chale ge. Tum bhi Parso office mat jana tumhara parso mere aur Aunty ke sath chalna zaruri hae. (He says to Sidharth without looking at him) Bye aunty.

Sid's mom - Bye bache.

Shehnaaz left and Sidharth silently watched her leave.

Sid's mom - "Bohot pyari hae yeh pata ny Sidharth ko aise ladki kyu ny mile!?" (She thinks)

The next evening.

Shehnaaz has dressed up in a cute baby pink top and white pants, looking cute as usual. She is also wearing Sidharth's bracelet which he had given her on her birthday. She always wears two things compulsory which is the bracelet and the Gold chain that her grandma gave her.

Shehnaaz - "Sana aaj enjoy Karna hae khush rehna hae ok let's go and try not to cry!!" (She talks to herself)

Sana's dad - Beta tu ready ho gae? (He shouts)

Shehnaaz - Haan papa bus aaye. (She replied from her room)

Sana's dad - Tu aaram se aa Hum ja rahe hae.

Shehnaaz - Thik hae papa.

Shehnaaz did a little bit of make up and was looking really cute.

Shehnaaz went to Sidharth's house. Everyone were sitting in the living area talking and laughing together.

Sid's mom - lo Shehnaaz bhi aa gae.

Sidharth looks at Shehnaaz, she was looking beautiful as always, her big eyes, cute nose, rosy cheeks and pink lips with straight hair and light make up. She was effortlessly beautiful.

Sidharth - "Kitne cute lag rahe hae yaar yeh... Par kyu? Yeh kya Soch raha hae yaar sid!! Stop thinking!!" (he thinks)

Manya - Mom chalye cake cut Karte hae ab.

Sid's mom - Haan chalo.

She cuts the cake, Sidharth and Manya were standing together beside Sid's mom looking like a perfect family.

Shehnaaz - "Tu kya Soch rahe hae Sana.... Dekh toh kitne khush hae sab. Kitne Acha lag raha hae aur tu apne ap vo waha dekhna chahte thi jo kabhi ny hone wala" (she thinks)

Manya - ab kuch khelte hae. Passing the parcel?

Everyone sat around in a circle. Shehbaaz was suppose to pause and play the song.

round 1 Sana's mom got out then in the next round Sid's mom then Sana's dad. They all did some interesting tasks there was only Manya, Sidharth and Shehnaaz left. This time Manya got out.

Manya - Aree yaar!! Acha chalo Mera task batao.

Shehbaaz - Sidharth ke sath romantic dance. (He chuckled)

Shehnaaz - (she thinks) "Yeh Bhai hae ya dushman.... Already yaha mujhe dono ko sath dekhne mei problem ho rahe hae aur yeh inn dono se romantic dance karwa raha hae!! Kala kawwa kahi ka" (she clinched her fist)

Sidharth - Naah mai ny kar raha yeh sab.

Manya - come on yaar Sidharth aise mat Karo please (She pulls him to stand up)

They both danced on 'Shayad of love aaj kal' but he was looking towards Shehnaaz the whole time.

Now there was only Sidharth and Shehnaaz left.

Sid's mom - Hmmm. Ab dekhte hae Kon jeetta hae.

Shehbaaz plays the song both are passing pillows to eachother and Shehnaaz gets out.

Sana's mom - Jaa Sana tu out ho gae!! Haar gae tu. Sidharth winner.

Shehnaaz - Haan maa har gae mai (she looks towards Sidharth) Acah ab batao Mera task (She smiles)

Shehbaaz - Sana tu Gaana gaa na tu bada Acha gaati hae.

Shehnaaz - Kon sa gao bata.

Shehbaaz - bol do na Zara, bada mast gati hae tu vo wala song.

Shehnaaz - Acha Thik hae.

She starts singing "Itni mohabbat karo na
Main doob na jaaun kahin
Waapas kinaare pe aana
Main bhool na jaaun kahin
Dekha jabse chehra tera Mai toh hafto se Soyi Nahi..... Bol do na Zara dil mei jo hae chipa mai kise se kahu ge nahi"

She is constantly looking at Sidharth, she couldn't control her tears anymore her eyes filled with tears and her voice broke in between she stopped singing. Everyone clapped for her. Manya was noticing everything. Everyone went to the dinning table to have dinner and Shehnaaz went outside to get some fresh air. Manya followed her. Shehnaaz was crying outside. Manya taps on her shoulder.

Shehnaaz - Manya tum? (She wipes her tears and smiles)

Manya - Stay away from Sidharth. Do you understand?

Shehnaaz - Yeh kya bol rahe ho Manya Mai toh durr he ho (She helds her hands)

Manya jerks her hands off.

Manya - Dur raho usse samjhi.

Shehnaaz - Mai dur he hu mujhe koi shock Nahi hae usse Karib aane ka.

Manya - oh really!? Vo Dekha maine abhi ander. Agar tum bhul chuki Ho toh let me remind you 11 din baad hum dono ke shadi hae.

Shehnaaz - Enough Manya I know. (she shouts) Aur mai yaha aunty ke liye he ruki thi aur tumlog ke haldi ke din mere flight hae, then I'll leave.

Sidharth on the other side noticed Shehnaaz and Manya both are missing.

                      PROMO

Sid's mom - Beta dekh toh Sidharth par yeh wale sherwani kaise lag rahe hae? Mujhe toh thik he lag raha hae.

Shehnaaz - Mujhe bhi achi lagi Aunty (She said this with almost no emotion and with an expressionless face)

Sidharth trying to make an eye contact with Shehnaaz but she is avoiding the eye contact.

(Manya aur Shehnaaz mei aage kya hoga? Shehnaaz kya sachi Sidharth ko chor kar chal jaye ge? Janne ke liye padhte rahiye "Kismat Connection")

Kismat Connection Where stories live. Discover now