ANI (shocked) - Sumati maa
SUM (sarcastically) - waa jamai nahi nahi Anirudh babu waa kya khel khela hain aapne meri aur Bondita k sath waa. Meine aapko aapna beta mana meri Bondita ne toh aapko aapna sansaar mana tha lekin aapne yeh sila diya hamare pyaar, bharose aur aapnapan kah. Sahi kehte hain log mard jaat ko kewal aapni khushi aur santusti se matlab hota hai unhe kisi ki bhavnao se koi farak nahi parta.
ANI - nahi maa
SUM (angrily) - maa kehne kah hak aap khochuke hain Anirudh babu. Mujhe pehle samajna chaiye tha ki aap ek mard hain aur mard ki bhi kuch jarurat hote hain. Jab aapne dusri vivaah ki baat ki thi mujhe tabhi samajhna chaiye tha. Apko toh bas ek wajha chaiye tha aur Bondita ki jidd ne aapko woh wajha bhi dedi ki aap Bondita ko khud se durr karsake. Bhala ek 22 sal k ladke ko ek 14 sal ki ladki ko khud ki patni kehne mey saram toh aayegi na aakhir padhelikhe barrister jo hain aap.
Meri bacchi roti rahi chillati rahi lekin meine uske aasu tak nahi poche. Meine aapne dil par pathhar rakh k usse bhare samaj k samne dutkara. Agar mujhe pata hota na ki yeh sab aap aapne swarth mey kar rahe haintoh mein bahot pehle Bondita ko leke chali jati aapne sath. Mujhe laga tha aap baki mard se alag hain jo aapni patni ko aapna barabar bana na chahti hain lekin mein bhulgai thi ki aap k liye Bondita hamesa se ek jimmedari rahi hain bas ek jimmedari.
ANI (slowly) - mein manta hu ki Bondita mere liye ek zimmedari thi lekin aab woh
SUM (holding Bondita hand)- aab woh aapki kuch nahi lagti mein aabi Bondita ko aapne sath leke jaungi
BON (jerking away her hand) - mujhe aapke sath kahi nahi jana. Aapki galti bhalehi choti hain Barrister babu ki galti ki samne lekin aapne bhi mujhe khud par ek bojh kaha tha na. Bhalehi Anirudh babu k kehne par kaha tha lekin kaha toh tha na. Aapke har ek sabdh ne mere dil ko rulaya hain isliye mein aapke sath kahi nahi jaungi.
SUM - Sampurna meri bondita kah khyaal rakhna. Aab bas tujhpe bharosa hain mujhe...
SUMATI LEAVES WITH TEARY EYES.
TRILOCHAN LOOKS AT ANIRUDH AND START BEATING HIM WITH HIS STICK.
TRI (in loud tone) - aabi k aabi hamare ghar se nikal ja Anirudh. Hamare ghar mey uss insaan k liye koi jagha nahi hain jisne hamari beti samman bahu kah dil toda ho. Nikal ja Anirudh isse pehle hum kuch yesa kare jiski kalpana tune sapno mey bhi nahi kiya hoga
ANI (holding Kaka) - kaka aap meri baat
TRI (pushing away Anirudh) - Nikal ja kaha na hamari bahu kah bharosa aur dil tod k kya mila tujhey Anirudh. Aray kehdeta ekbar ki Bondita chali jao yaha se yeh bacchi ek prasna bhi nahi karti aur chali jati tere jindagi se kya bigada tha iss bacchi ne tera. Kyu rulaya tune isse. Aray dekh Anirudh dekh hamari hasti khelti Bondita kyasi hogai hain aab. Tujh jyasa bete hone se accha tha ki hum...(he starts breathing heavily)
ANI/BON - KAKA...
BIN - durr hato Anirudh
ANI - Kaka ..
SOMTUK - durr hatiye ek dhokebaz insaan ko hamare kaka k aaspas bhi aane ki anumati nahi hain
ANI - Som Batuk
SAMP - nikal jao Anirudh yaha se tumhari koi jagha nahi hain iss Roy Chaudhary haveli mey chale jao yaha se
ANIRUDH LEAVES...
TRI - hamey maaf kardo Bondita hamare bete ne tumhare sath itna kuch kiya hame maaf kardo (joing his hands)
BON - nahi kaka aap please aapna haat maat jodiye aapki galti nahi hain
TRI - hamari parwarish mey koi kami rehgai Binoy hamey maaf kardo
BIN - nahi daa aapki parwarish mey koi kami nahi thi. Woh bhelbuddhi hi aapna rasta bhatak gaya na jane kab akkal aayegi.
TRI - humne toh yeh soch k maaf kardiya tha ki usne yeh sab Bondita k bhale k liye kiya tha lekin uss Anirudh ne toh yeh sab aapne swarth ki wajha se kiya tha hum kabhi maaf nagi karenge usse. Hamara koi lena dena nahi hain uss Anirudh se.
SAMP - bhala galat raste se koi sahi rah par aasakta hain kya jeth ji. Maaf kijeyga lekin rasta bhatki mein bhi thi meine bhi inn dono kah bhura chaha lekin jis din Anirudh dusri vivaah karke aaya mere pero tale zameen hilgai. Jo insaan aaurto ki izzat ki baat karta hain usine meri behen Bondita kah bharepure samajh k samna aapman kiya tha aap sabko ussi din samajhna chaiye tha ki Anirudh bas Bondita se alag hona chahta tha.
TRI - sahi kehrahi ho Sampurna bahu isliye aabi wohi hoga Som acche se barrister dhudho Anirudh aur Bondita ki Diboce (Divorce) k liye
SOM - ji kaka
BIN - da mein aur Sampurna kuch kehna chahte hain
TRI - kaho
BIN - daa woh Bondita
TRI - Bondita yehi rahegi fikar maat karo hum aapni beti koi kahi nahi jane denge
SAMP - nahi jeth ji woh Bondita
TRI - kya bondita bolo bhi Sampurna bahu
SAMP - Bonditakisiaursepyaarkartihainaur ussevivaahkarnachahtihainjethji
TRI - kyaa kehrahi ho Sampurna bahu kuch samajh nahi aarah hain
BIN - da bondita kisi aur se pyaar karti hain agar aapko
TRI - humey aapatti nahi hain karwado Bondita kah vivaah lekin hum milna chahte hain ladke se dubara aapni beti ki jiwan barbaad nahi karsakte hum
SAMP - ji jeth ji mein baat karungi bondita se iss bare mey..
SAMNOY LEAVES...
AS YOU MAY ALL THING BONDU AND SOMTUK KAHA GAYE..
TOH BONDU KADHA BANANE GAI AUR SOM DOCTOR LENE AUR HUMARE BICHARE BATUK KO NIKALDIYA ROOM SE SAMNOY NE..🤣🤣
YOU ARE READING
MY PAIN CANNOT BE HEALED
FanfictionSo this is the story of Anidita. It begins from the day when Anirudh married Manorama so that he can bring bondita on right path. Bondita was hurted and dead inside. Bondita was brutally tortured not physically but mentally leading her to panic atta...