(CH-30)CURSHING MY DIGNITY

1.1K 103 11
                                    

ANI - Bondita please ekbar meri baar sunlo bondita

BON - Barrister babu please jaiye yaha se aap jitni dher mere samne rahenge mujhe woh sab kadwe pal hi yaad aate rahenge

ANI - kya hamare riste mey itni kadwahat aagai hain bondita

BON (chuckels) - rista konsa rista barrister babu mein toh aap ki jimmedari thina bas ek jimmedari

ANI - bondita mein woh sab nahi karna chahta tha

BON (looking at him) - aap karna nahi chahte thye lekin aapne kiya hain aapne mere dil ko aur aatmasamman ko thes pochaya hain ek bar nahi doh bar nahi har bar baram bar

ANI - Bondita

BON (showing her hands) - bas kijey barrister babu mujhe aapki koi safai nahi sunni hain aap jitne bhi safai dedijey woh aapki galti aur mere dard ko kabhi kam nahi karpayega

LATER THE EVENING RC HAVELI WAS DECORATED FOR BONDITA'S WEDDING ANNOUNCEMENT...

EVERYONE WERE TAUNTING HER BUT SHE WAS IGNORING EVERYTHING UNTIL THE TIME SHE SAW RANI VAIBHAVI DEVI..

ANI (in mind) - Rani vaibhavi devi yaha aab firse bondita k dil ko thes pochegi

VAIBHAVI DEVI (V.D) - badhai ho bondita

BON - ji sukriya rani sahiba jara 2 min yehi rukiyega

ANIRUDH WAS CONFUSED. BUT HIS CONFUSION GOT CLEAR WHEN HE SAW BONDITA WITH A CAKE

BON - yeh lijey cake khas aapke liye (in little loud tone - meine khudne banai hain) jara taste karke bataiye toh kyasi bani hain

V.D - hm.. bahot acchi bani hain bilkul wyase jyase Manorama ne banai thi humne aaj tak utni tasty cake nahi khaya tha

FLASHBACK...

Khudne toh cake ki jagha koila banaya aur yaha mere banaye huye cake ko aapna bata k khub tarife lutrahi hain aap choti patni
Dusre k chiz ko aapna kehna sahi hain kya
Kya isse chori nahi kehte
Aur dusre k chiz churane kah itna shouk kyu hain aapko pehle mere patibabu churaya aur aba cake bhi

Yeh bacchi kya bolrahi hain

Mein bacchi nahi hu Bondita Roy Chaudhary hu mein aur sach kehrahi hain mein rani sahiba ji yeh cake meine banaya tha woh bhi aapne pb k liye shotti

Inhone toh daat todne wale cake banaya tha

Yeh kya tamasa hain ondita
Ghar mey aaye mehmaan k samne yese bartaf karna sahi hain kya

kisi k cake churana sahi hain kya

MANO - Ranisahiba aap inki baaton par dhyaan maat dijey inhone mujhse shaadi karli toh meri banaye huye cake ki jagha khud koyle ki tarha jalrahi hain badi patni jhut bolrahi hain woh

FLASHBACK ENDS...

BON - ek minute rani sahiba isse pehle aap kuch aur kahey mein kuch kehna chahti hu 12 saal pehle jo cake aapne khaya tha woh meine banaya tha na ki Barrister babu ki hum ummer, manbhaye, sulakshini, aadarsh patni ne. Uss waqt jala huwa koyle jyasa cake inki aadarsh patni (pointing towards Anirudh) ne banaya tha aur mein jali nahi thi usswaqt aur Manorama se jalne ki jarurat mujhe kabhi nahi paregi kyuki mein jaha hu waha koi dusri aaurat nahi hain. (Bondita told aadarsh patni in her rudest taunting tone)

MY PAIN CANNOT BE HEALEDWhere stories live. Discover now