BONDITA WAS TIRED OF GIVING EXPLANATION TO EVERYONE. SHE WAS GETTING ANGRY WITH EVERY SINGLE THING IN HER LIFE. SHE DECIDES TO LEAVE FOR LONDON.BON - mein parso london jarahi hu
TRI - Bondita itni jaldi tum bas ek hapte pehle aai ho
BON - lekin iss ek haptey mey meine 4 saal pehle jitna dard saha tha utnahi saha hain aur aab mujh mey air dard sehne ki takat nahi hain isliye mujhe jane dijey
TRI - thik hain Bondita jyasa tum chaho (with wet eyes)
BON - ji mein kal hi calcutta k liye nikal jaungi aur waha se london k liye
BINOY - thik hain Bondita mein aur Sampurna tumhare sath Calcutta aayenge
SAMP - haa mein woh packing karleti hu
SHAS - kaha jarahe ho maa
BON - hum Calcutta jarahe hain aur waha se mein London jaungi
SHAS - toh aap wapas kabhi nahi aaoge
BON - mein aaungi na 8 saal baad
SHAS - shotti bondu
BON - shotti shashu
SAMP - Bondita ja packing karle
BON - ji didi
ANI - kaka kal barsi ki tayari (he stops himself and looks at bondita)
BON - kiski barsi
SOM - inki hum umeer patni Shri Manorama ji ki
BON - ohhh
SOM - Bondita tum kal barsi mey
BON - nahi rukungi mere hona aur na hona rk barabar hain sab k liye aur wyase bhi mujhe uss insan k barsi mey shamil nahi hona jiski wajha se meri puri jinagi barbad hogai aur wyase bhi unke priye patidev hain na barsi mey bethne k liye (looking at Anirudh)
SOM - ha tum packing karlo
ANI - packing kyu
SOM - Bondita parso London jarahi hain
ANI - kya parso lekin kyu tumne college dekha hain apply kiya hain unka response aaya hain aur tumne koi
BON - meine sab kuch karliya hain 4 saal se sab kuch akeli karti aai hu aur aab aadat hogai hain sabkuch akele karne ki aur mein sab kuch aapne balbute par samhal sakti hu kyuki dusro k bharose rehkar meine aapna sab kuch khoya hain sab kuch isliye aab khud se karti hu taki na mujhe koi todsake na mein kisi k bharose rahu.
ANI - Bondita lekin aabi bahot jaldi hogi tum rahogi kaha aur kya karogi kyase karogi
BON - aapne sayad suna nahi meine sabkuch arrange karliya hain mein yaha se jake hostel par rahungi part time job karlungi aur aapni padhai ki kharcha khud uthaungi
ANI - tumhe yeh sab karne ki koi jarurat nahi hain mein
BON - aapke bharose bahot chal liya hain barrister babu aur aage chal nahi paungi agar chali bhi toh tut k bikhar jaungi. Aapke bharose jab 4 saal pehli chal k tutgai thi tabhi samajhgai thi ki aapke bharose aab aur nahi chalpaungi isliye rehne dijey.
SAMP - bondita tu ja packing kar mein kuch khane k liye bhi banadeti hu tujhe waha kam aayega
BON - thik hain didi
SHAS - Bondu mein bhi chalu tumhare sath Calcutta
SAMP - nahi tum yahi raho
BON - haa Shashu tum yahi raho jab mein wapas aaungi toh hum sath mey jayege
SHAS - shotti
BON - shottiii
AT EVENING ANIRUDH GOES TO SAMPURNA ROOM
ANI - Sampurna maa mein janta hu bondita mujhse kuch nahi legi isliye yeh aapko derah hu yeh bondita ko dedijeyga aur kahiyega ki aapne convication k din pehne janta hu aap bhi yeh sab nahi karna chahti lekin
SAMP - Anirudh mere liye tum aur bondita ek barabar ho mujhse bas bondita kah dukh nahi dekha gaya iska yeh matlab nahi hain ki mein tumhara dard nahi samajhti doh mein dedungi bondita ko
ANI - thank you
SAMP - maa bhi kehte ho aur thank you bhi
ANIRUDH JUST SMILES AND LEAVES.
SAMPURNA GOES TO BONDITA ROOM.
SAMP - Bondita yeh le yeh tu aapme convocation day k din pehenna (with smile)
BON - yeh kasturi ki khusbu Barrister babu
SAMP - kya huwa bondita
BON - kuch nahi didi yeh wapas leja
SAMP - tujhe meri kasam tu yeh lekar jayegi aur pehengi aapne convocation k din
BON - didi thik hain
BONDITA TAKES THE SAREE AND SMILES BUT SOON REALIZES THE THINGS.
BON - nahi bondita yeh galat hain tu yese nahi pighal sakti woh tere kuch nahi lagte aur tujhe koi hak nahi hain unse kuch bhi lene kah tu yeh nahi karsakti bondita
YOU ARE READING
MY PAIN CANNOT BE HEALED
FanfictionSo this is the story of Anidita. It begins from the day when Anirudh married Manorama so that he can bring bondita on right path. Bondita was hurted and dead inside. Bondita was brutally tortured not physically but mentally leading her to panic atta...