TRILOCHAN CALLED BACK ANIRUDH SO THAT HE WON'T CREATE ANY MESS IN BONDITA'S WEDDING TALKS.
KALINDI - umeed hain ki aapka yeh Anirudh meri bondita ki jindagi mey koi badha nahi daldga
TRI - chinta maat karo hum samjhayene usse
KALINDI - bharosa karma humne bahot pehle hi xoddiya jab kisi aapne ne bharosa tod k rakhdiya tha. Kher mey issi ummed mey hu ki aage ja k meri Bondita ko dukh na ho
TRILOCHAN NODES
BON - Barrister babu mujhe aapse kuch puchna tha
ANI - haa pucho
BON - Kyu kiya mere sath woh sab kya galti thi meri?? Kya aapne pati kah sath magna galat tha barrister babu?? Kya aapne pati k sath pyaar se rehna unke sapne dekhna galat hain barrister babu?? Kya galat kiya tha meine meine toh bas aapne patibabu ki pyaar magha tha na?? Bas aapne patibabu ki aadarsh patni banna chahti thina?? Aapne patibabu se pyaar magna kyase galat huwa??
ANI - Bondita jo tum chahti thi woh mein tumhe nahi desakta tha tum ek patni kah pyaar magrahi thi samjhti hona uska matlab
BON (in firm voice) - kya patni se pyaar kah matlab saririk sambandh hota hain kya yehi hain aapke najar mey ek patni se pyaar karne kah matlab?? Kya yehi hain Barrister Anirudh Roy Chaudhary k liye pyaar ki paribhasa?? Kya itni ghiri hui soch hain aapki barrister babu??
ANI - Bondita kehna kya chahti ho tum saaf saaf kaho
BON (chuckels) - 14 saal ki thi mein barrister babu sirf 14. Aur ek 14 saal ki bacchi kya samajh sakti thi pati patni bich ki sambandh ko. Mein chahti thi aap mujhse pyaar kare, mere liye tohfa laye, mujhe ghumane leke jaye, mere liye rosogulle leke aaye, mere sath waqt bitaye, mere sath sukh dukh bate, meri baat sune samjhe , mein aapke baat sunu aur samjhu lekin afsos aapke liye toh pyaar ki paribhasa sirf sharirik sambandh tha.
ANI - Bondita kya karta mein kya karta kaka mujhe barbar pariwarik jiwan aage badane ko kehrahe thye aur tum padhai xod k sindoor ki dibbi kharidne jati thi, gown pehen k makeup karke mere kareeb aana chahti thi. Tum mere liye sirf ek jimmedari thi meine kabhi tumhe ek patni k najar se nahi dekha tha
BONDITA WAS SILENT
ANI - Insaan hu mein bhi bondita dard mujhe bhi hota hain tum mujhe aapna bhagwan aapna sansaar manti thi iska yeh matlab nahi ki galti mujhse nahi hogi. Mein bhi 20 saal kah tha mujhe bhi koi chaiye tha jisse meine aapna dard baat saku. Kisse batata ki mein tumhe kabhi dard aur taklif nahi pocha sakta. Mein tumhe ek pati se milne wala pyaar nahi desakta tha. Mein kyase samjhata ek 14 saal ki bacchi ko ki tumhe jo magne par majbur kiya jarah hain woh tumhara Patibabu nahi desakta kyase samjhata mein
ANIRUDH BREAKSDOWN ON HIS KNEES
ANI - haa kiya meine Manorama se vivaah mein uske taraf aakarshit huwa. Nahi samajh mey aaya ki kya galat tha aur kya sahi. Tumhe sahi raha mey lane k chakkar mey aur Manorama se pyaar pane k swarth mey bhatak gaya mein. Kya karta kon tha jo mujhe samajhta kon tha jo yeh puchta ki Anirudh tu thik hain na, Anirudh tu kya chahta hain, Anirudh tujhe koi samasya toh nahi hain na. Tha kya koi Bondita jo hamare maan k riste ko samajhta tha. Tha kya koi jo puche ki Bondita Anirudh tum dono kya chahte ho.
BON - haa koi nahi tha jo aapke maan ki duvidha samajh sake, sunn sake aapke dard dekh sake aapko samjhaye ki yeh galat hain
ANI - Bas farman sunaadiya ki waris chaiye, pati kah pyaar chaiye insaan hu mein bhi mujhe bhi dard hota hain taklif hoti hain chot mujhe bhi lagi thi jab jab tumhe chot pochaya tha, mein bhi roya huwa raat bhar jab tum roi thi, tumhe dard pocha k khud woh dard saha hain meine bhi. Tumse kam dard saha hain lekin dard meine bhi saha hain Bondita
BON (with a fake smile) - dard aapne bhi saha hain Barrister babu lekin mera toh bharosa aur dil bhi tuta hain. Meine aap par sabse jyada viswas kiya tha aur aapne wahi toddiya.
ANI - janta hu Bondita tumne sabse jyada viswas mujhpe kiya tha aur meine woh toddiya. Jo dard meine tumhe pochai hain woh kam nahi hosakta..
BON - aapka aur mera dard sunn k suna k kaam nshi hone wala isliye behtar uehi hain ki hum dobo ek alag raha par chale jaye. Hamara rasta bahot pehle alag hochuka hain aab woh judnahi sakya isliye aab mein apko aur mujhe jodne wali har kadi todn a chahti hu. Mujhe divorce chaiye barrister babu
ANIRUDH LOOKED AT HER BEING SHOCKED
BON - Mera apke sath reh k dum ghut rah hain mujhe aazadi chaiye. Isliye parso subha court jane k liye ready rahiyega
YOU ARE READING
MY PAIN CANNOT BE HEALED
FanfictionSo this is the story of Anidita. It begins from the day when Anirudh married Manorama so that he can bring bondita on right path. Bondita was hurted and dead inside. Bondita was brutally tortured not physically but mentally leading her to panic atta...