TRILOCHAN SEES ANIRUDH AND GETS ANGRY. HE KNEW ANIRUDH DID WRONG WITH BONDITA BUT ANIRUDH WAS REGRETTING IT EVERYDAY SINCE BONDITA LEFT.TRI - Bahu yesa bhi kya hogaya hain ki tum Anirudh ko maaf tak nahi karsakti aray halat dekho uski kyasi hogai hain tumhare jane k baad ek bar dekh toh lo uski taraf (in little loud tone)
BON - sach may aapko nahi pata kya huwa hain kaka. Aapko nahi pata ki 4 saal pehle kya huwa kyase barrister babu ne ek 14 saal ki bacchi kah dil, bharosa, pyaar aur gurur todha tha. Kyase barrister babu ne mujhe andhakar ki taraf dhakel diya tha. Kyase barrister babu ne aanusan aur sikshya k naam par ek 14 saal ki bacchi ko yese raha par la k khada kardiya jaha usse na aage kah rasta pata tha na piche kah (in equally high tone)
TRI - hum jante hain anirudh ne jo kiya galat tha lekin woh tumhara bhala chahta tha (looking at Anirudh)
BON - bhala sach mey mera bhala barrister babu (looking at Anirudh)
TRI - haa tumhara bhala kyuki tum patni banna chahti thi
BON - lekin mujhe patni banne kah bhoot kaha se chada kaka mein batau aapse aur inn samajh walo se. Aap sab ki baat sunn sunn k mein ek patni banna chahti thi Barrister ki sapna xod k ek patni banne kah sujhaf aapka aur inn gau walo kah tha kaka mera nahi. Barrister babu ko aapne taraf aakarshit karne ko aapne kaha tha kyuki aapko toh waris chaiye tha na (looking at Trilochan)
TRI - hum jante hain humne jidd ki thi Roy Chaudhario ki waris k liye lekin hum aapni galti mante hain. Bahu aab maaf kardo Anirudh ko kitna dard mey hain Anirudh (in little shaky voice)
BON - aapko inkah dard dikhai derah hain lekin mere dard kah kya jo dard 4 saal meine akele bitaye thye uska kya. Aapne inhe aapne aakho k samne tarapte huye dekha isliye aapko inka dard kah aandaza hain lekin mein mein akeli 4 diwar mey band hoke akele roti thi akeli. Aap sab ne inkay dard ko samjha lekin jo dard mujhe mila uska kya usse kisiko koi farak nahi parta kyuki mein ek ladki hu aur ladki kah dard kah koi mol nahi hota (tears starts rolling down her eyes)
TRI - hum mante hain ki tumne bhi bahot kuch saha hain lekin aab biti baat ko bhul k ek nayi suruwat bhi karsakte hain
BON - thik hain bhuljati hu lekin kya kya bhulu kaka mein. Mere pati ne mere samne dusrri vuvaah ki yeh bhuljau,mere pati ne mujhe pehli patni ki rasam karne par majbur kiya yeh bhujau, inhone hamesa Manorama ki tarafdari ki aur meri bejjati, inhone hamesa Manorama kah saath diya chahay woh sahi ho ya galat ueh bhuljau, Manorama mujhpar haat uthane wali thi aur inhone usse ek sabdh tak nahi kaha yeh bhuljau, inhone mujhe ek bar nahi balki barbar harbar mujhe nicha dikhaya yeh bhuljau, Holi k din jo typewriter mere patibabu ko mere sikshak babu ko mujhe dena chaiye tha woh inhone dusri patni ko dediya yeh bhuljau, yeh dusri patni ko typewriter chala na sikharahe thye aur mujhe mujhe lucchiya kheer lane ko bolrahe thye woh bhi ekplate par yeh bhuljau, samajh wale mujhpar kamiya nikal rahe thye jab ki mujhmey koi kami nahi thi yeh bhuljau,inki wajha se gau ki aaurte hamesa mujhe nicha dikhati thi mujhe kya kuch nahi kehti thi yeh bhuljau, inhone mujhe iss hadh tak pochaya ki mujhe Panic attacks aate hain mujhe har raat sone k liye neend ki goli leni parti hain yeh bhuljau mein. Bataiye na kaka kya kya bhuljau mein. (Tears were continously flowing down her eyes)
ANIRUDH WAS ALSO SILENTLY CRYING LISTENING TO BONDITA's WORDS
TRI - hum samajhte hain ki
BON - nahi kaka aap nahi samajhte kyuki agar aap samajhte toh mujhe dubara uss riste mey bandhne k liye nahi kehte jo barrister babu ne khud toda tha (wiping her tears)
TRI - Anirudh ne kabhi tumse koi rista mahi toda hain bahu
BON - rista toda nahi kaka lekin inhone jo kiya hain na usse rista tutgaya hain. Aap nahi samajhege kyuki Dhristrastra ki tarha aap bhi aapne putra moha mey aandhe hogaye hain. (Saying this much bondita leaves)
TRILOCHAN STANDS IN SHOCK AS HE COULD NOT BELIEVE THAT BONDITA TOLD HIM HE IS BLIND IN ANIRUDH's LOVE.
TRI - hum aapne putra moha mey aandhe hogaye hain yesa kyase kehsakti hain bondita (in shaky voice)
ANI - Kaka usse akela xoddijey usne bahot kuch saha hain akele usse waqt lagega sabse bahar aane mey (he wipes his tears)
TRI - lekin Anirudh
ANI - kaka hum jitna ussey majbur karenge woh utna hum sabse durr jayegi
TRILOCHAN NODES AND LEAVES.
BONDITA GOES TO HER ROOM AND LOCK HERSELF.
BON - kyu harbar mere sath yesa hota hain kyu koi yeh nahi samajhta ki barrister babu ne jo mere sath kiya tha woh galat tha bahot galat aur mein woh kabhi nahi bhulsakti kyuki ek ladki sab kuch sehsakti hain lekin aapne pati se miley huwa dhoka kabhi nahi. Barrister babu kah dard sabko dikhai deta hain lekin mera dard mera dard mere aasu kyu nahi dikhai dete. Sabko unki taklif samajh aati hain lekin mere taklif kisi ko samajh kyu nahi aati kyu. Meine jo saha woh kisi ko nahi dikhai deta hain lekin jo barrister babu ne saha woh sabko dikhai deta hain. Kyu har bar ek ladki ko hi sab kuch samajh k maaf karke aage badhna parta hain. Kyu harbar ek ladke ki galti se jyada ek ldki ki galti dikhai deti hain. Kyu harbaf ladke ki taraf se sab sath dete hain lekin ek ladki k liye koi sath nahi deta kyu dugga maa kyu
BONDITA WAS CONTINOUSLY CRYING BUT TEARS STOPPED TO FLOW AS SHE HAD CRIED SO MUCH IN PAST 4 YEARS THAT EVEN TEAR DROP HAD STOPPED FLOWING.
BONDITA TAKES 2 SLEEPING PILLS AND FALLS ASLEEP.
ANIRUDH WAS ALSO CRYING IN STUDY. HE WAS CRUSHING HIMSELF FOR BREAKING BONDITA TO EXTREME LEVEL. ANIRUDH UNDERSTOOD THAT BONDITA WAS BROKEN BUT TURNED TO BE MUCH STRONGER THAN BEFORE.
YOU ARE READING
MY PAIN CANNOT BE HEALED
FanfictionSo this is the story of Anidita. It begins from the day when Anirudh married Manorama so that he can bring bondita on right path. Bondita was hurted and dead inside. Bondita was brutally tortured not physically but mentally leading her to panic atta...