(CH-16)I WAS A BURDEN FOR YOU

1.6K 131 25
                                    

A FINE MORNING WHEN THE SKY WAS DULL SUN WAS NOT OUT YET JUST LIKE THE PEACE BEFORE CHAOS. WHOLE RC MEMBER WERE OUT FOR WORK (SOMTUK WERE OUT WITH FRIENDS) AND SAMPURNA, BONDITA & ANIRUDH WERE AT HOME. SAMPURNA NOTICED SUMATI ENTERING THE MANSION AND GETS HAPPY.

SAMP - sumati pisi (goes and hugs her)

SUMA - Sampurna kyasi hain tu (with smile)

SAMP - mein thek hu pisi aur aap kyasi hain?

SUMA - mein thek hu..aur bondita

SAMP - bondita rukiye aabi bulati hu

SUMATI MAA NODES. SHE WAS THINKING HOW SHE WILL FACE BONDITA AS SHE HAD TAUNTED HER BADLY LAST TIME.

SHAS - Nani maa

SUMA - Shaswati kyasi hain meri bacchi

SHAS - bahot acchi aap Bondu se milne aai ho

SUMA - haa mein Bondita se milne aai hu aaur aabi tumhari maa ussey bulane gai hain

SHAS - mein bhi jaungi (runs to bondita room)

BON - Sampurna didi mein janti hu tu yaha kyu aai hain chali ja yaha se mujhe nahi milna unse (with moist eyes)

SAMP - Bondita ekbar bas ekbar mil le na pisi se

BON - nahi nahi nahiiiii (a tear drop fell down)

SHAS - Bondu (with smile)

SAMP - Shashu yeh Bondu kya hain Masi hain na tumhari (in little strict tone)

BON - rehne de na didi Shashu tum yaha kyu aai ho mujhse khelne (with force smile)

SHAS - nahi tumhe lene chalo (dragging her)

BON - Shashu lag jayegi xodo aur kaha jana hain

SHAS - niche Nani maa aai hain chalo (she dragged Bondita with all her force)

SAMP - aaram se lagjayegi tum dono ko kya kar rahi ho Shaswati

SHAS - nahi lagegi chalo na Bondu

SUMATI SEES BONDITA IN LIGHT SAREE WITHOUT ANY SINDUR, ALTA OR SAKHAPOLA.

SUMA - kyasi hain Bondita meri bacchi (hugging her)

BON - hmm..thek hu (removing her hands).

SAMP - Shaswati dekho tumhare dost aaye hain jao jao khelo (seeing Shaswati friends on door)

SUMA - Bondita tu kitni badi hogai hain aur tu

BON (cutting her) - insaani bojh hu badi hungi bejaan bojh nahi hu jo hamesa wyasihi rahungi (in firm voice)

SUMA - Bondita kya kehrahi hain tu yeh sab tu mujh par bojh

BON - haa haa bojh ek bojh thina mein toh aap par jo bojh aapne baad mey barrister babu par daldiya aur ekdin barrister babu bhi paresan ho k Bondita naam k bojh ko fekdiya (with moist eyes)

SUMA - nahi bondita yesa nahi haintu galat samajhrahi hain jamaibabu ne jo bhi kiya tere bhale k liye kiya

ANI - maa ne yeh sab mere kehne par kiya tha please bondita tum maa se ghussa maat ho (almost in begging tone)

BON - oh toh aagaye aap kya jodi hain jamaibabu ki barrister unki sasu maa aur sasu maa k barrister jamaibabu bahot acchi hain

SUMA - bondita tu

BON - dekhiye Sumati ji mera aapse koi rista nahi hain aap jasakti hain nahi nahi mera iss ghar par koi hak nahi hain isliye aap mera kehna maat maniyega. Aapko aapke yeh barrister jamaibabu Shri Anirudh Roy Chaudhary ji kahenge tab jaiyega (looking at Anirudh)

MY PAIN CANNOT BE HEALEDWhere stories live. Discover now