(CH-25) CONFRONTATION - II

1.1K 95 9
                                    

DOCTOR GAVE MEDICINE TO TRILOCHAN AND HE SLEPT WHILE BONDITA WAS CRYING LOCKING HER DOOR. NO ONE DISTRUBED HER AS SHE NEED TO TAKE TIME TO UNDERSTAND EVERYTHING.

ON THE OTHER SIDE ANIRUDH WAS WALKING ON ROAD LIFELESS. HE HAD LOST A CHANCE TO ASK FORGIVENESS FROM BONDITA A LAST CHANCE THAT MAY MEND THEIR RELATION HAS ENDED.

A STRONG GRIP FULLS HIM AND HE GETS SHOCKED.

ANI (shocked)- Mano.. Manorama tum

MANO (angrily) - aapni gandi juban se mera naam bhi maat lena Anirudh Roy Chaudary.

ANI (with concern) - Mano tum yaha kya kar rahi ho agar kisine dekhliya toh tun janti hona duniya k liye tum

MANO (gritting her teeth)- Duniya k liye mein bahot pehle mari thi lekin tumhare liye mein aaj isiwawt marchuki hu aur mere liye tum Anirudh

ANI (confused)- Mano tum yeh kya

MANO (angrily) - Mano nahi Manorama hain mera naam

ANI - tum yeh kya kehrahi ho aur mujhe tumse bon..

MANO (slaps him) - naam bhi maat lena uss masum kah xii Anirudh Roy Chaudhary xi ghin aati hain mujhe tum jyase mard se jo aapne khushi aur swarth k liye kisi aur ladki ki jindagi barbaad karte hain. Barrister Anirudh Roy Chaudhary tum mey aur unn baki mardo mey koi kami nahi hain jo ek aaurat ko ek vastu k rup mey dekhti hain. Mujhe laga tha ki tum Bondita ko sahi rah mey lane k liye mujhse vivaah kar rahe ho lekin mujhe yeh nahi pata tha ki tum aapne swarth k liye mera istamal kar rahe ho. Aab mujhe samajh aarah hain ki tum hamesa Bondita ko nicha isliye dikhate thye taki Bondita dabirahe tumhare samne. Tumne Bondita ko nicha isliye dikhaya taki woh yehi soche ki usse uski aawaz uthane kah hak nahi hain. Meine tumhe aapna saccha dost mana tha Anirudh lekin tum xii dosti toh kya tum mere dushmani ki bhi layak nahi ho.

ANI - nahi Mano..

MANO (cutting his words) - Tumne hamesa mere samne Bondita kah aapman isliye kiya na ki taki mujhe yaken ho ki tum dono k bich pati patni jyasa kuch nahi hain? Mein kehti rahi tumse Anirudh ki Bondita ko torture maat karo usse itna jyada mansik rup se pratarid maat karo ki uss masum ki masumiyat hi chinjaye. Meine kaha tha tumse ki Bondita bacchi hain lekin tumne meri ek nahi suni tumne Bondita ki bhalai k naam pe Bondita ko kitna tanav diya hain jante ho tum aray tumhe kyase pata hoga tum toh mere pyaar mey aandhe thyena. Tumne usse uss mod pe la k khada kardiya tha Anirudh ki woh aapne jaan dene k liye nikalgai thi.

ANIRUDH WAS SILENT AND NUMB

MANO (lashes out) - Tumne aajtak sirf Bondita kah istamal kiya hain Anirudh Roy Chaudhary khud ko mahan sabit karne k liye aur aapni mahanta dikhane k liye. Tumne Bondita se vivaah kiya aapne fitoor mey aake aur usse yese mod par xoddiya jaha se na woh aaghe badsakti thi na piche hatsakti thi.

ANI (shouts)- Bas Manorama meine Bondita kah istamaal nahi kiya hain haa mein tumse pyaar karta tha lekin Bondita meri rooh haim meri jeene ki wajha hain Bondita. Bondita ko kabhi istamaal karne k bare mey soch bhi nahi sakta mein.

MANO (in loud tone) - kyu nahi sochsakte tum Anirudh aray tumne mere pyaar mey aake uss ladki ko bhare samajh mey aapmanit kiya tha yaad hain na. Yeh woh Bondita nahi hain jo hamare jhuti vivaah k waqt mandap par behos hogai thi. Yeh woh Bondita nahi hain jisne khun k aasu bhaha k pehli patni hone kah rasam nibhaya. Aur yeh woh Bondita nahi hain jiska sath tum aandhere mey bhi dene kah wada karke bhulgaye Anirudh Roy Chaudhary. Yeh woh Bondita nahi hain jo chillati rahi roti rahi ki maat durr karo usse tumse lekin tumne uski ek nahi suni. Yeh woh Bondita nahi hain jiski hasi se pura Roy Chaudhary haveli gunjti thi. Yeh woh Bondita nahi hain jo Patibabu Patibabu karke tumhari piche ghumti thi. Yeh woh Bondita nahi hain jo tumhe aapna sansar manti thi.

Lekin yeh aab woh Bondita hain jo kisi ko khud k sath galat karne nahi degi aur na galat sahegi. Yeh Bondita Roy Chaudhary nahi balki Barrister Bondita hain jo aapne liye akele puri duniya se ladjayegi yaad rakhna Anirudh Roy Chaudhary. Uss 14 saal ki bondita aur aab iss 26 saal ki Bondita mey bahot farak hain Anirudh bahot bada farak. Tum uske samne jitna bhi maafi magoge ma woh nahi sunegi.

MANORAMA RUNS AWAY AND REACHES TO ROY CHAUDHARY HAVELI. SHE CLIMBS UP THE EALL AND ENTERS BONDITA'S ROOM.

MANO - Bondita mujhe maaf kardo ki meri wajha se tumhara bachpan kharab hogaya. Tumhari masumiyat chingai. Meri wajha se tumhe bahot dard sehna para mujhe maaf kardo Bondita mujhe maaf kardo Bondita mujhe. (holding Bondita's feet)

BON (in shock) - Manorama

MANO (while crying) - nahi Bondita kuch maat kehna mein issi layak hu meri wajha se ek bacchi ki bachpan kharab hogai. Ek masum se uski masumiyat chingai. Ek patni se uska pati chinliya meine. Meri wajha se tumhari sari khushi aadhuri rehgai bondita.. mujhe maaf kardo bondita

BON - tum jinda ho kyase .. tum

MANORAMA TELLS HOW SHE KILLED VICEROY AND RUN AWAY. SHE HIDE THIS YEARS SO THAT ROY CHAUDHARY FAMILY WON'T GET INTO TROUBLE.

BON (chuckels) - Galti tumhari nahi hain Manorama galti halat aur meri kismat ki hain ki mera haat jisne tham k aandhere mey bhi mera sath dene kah wada kiya usine baad mey mera sath xoddiya... Janti ho tum yeh samajh hum ladkiyo ko hamesa se ek vastu k rup mey dekhti aai ek manoranjan k rup mey isliye hamari koi keemat nahi hain. Hum chahe jitne bhi aasu bhahaye kisi ko kuch farak nahi parta isliye meine aab aasu bahana bhi xoddiya. Meine tumhe maaf kiya kyuki galti tumhari kabhi thihi nahi Manorama. Tumne hamesa mujhse behen ki tarha pyaar kiya uske liye mein sukraguzar hu lekin mein yeh kabhi nahi bhulsakti ki tumhi woh wajha ho jis k karan mera ghar tutgaya meri hasti khelti jindagi ujadgai. Please tum jao jab tak tum yaha rahoge mere purane jhakham aur taza honge...

MANORAMA LEAVES...

MY PAIN CANNOT BE HEALEDWhere stories live. Discover now