(CH-13)MY BURRIED PAIN

1.8K 125 12
                                    

BONDITA WAKES UP IN MORNING. HER HEAD WAS GETTING HEAVY DUE TO SLEEPLESS NIGHT AND CONTINOUS CRYING. SHE FRESHEN UP AND COMES DOWN.

SAMP - Bondita tu thik toh hain na teri aankhe itni laal kyu hain (with concern)

BON - haa didi mein thik hu

SAMP - lekin tere aankhe aur tujhe dekh k toh yesa nahi lagta

BON - bas thoda sar dard hain aur kuch nahi

SAMP - mein sar dabadu

BON - nahi didi iski jarurat nahi hain

SAMP - bondita dekh mein janti hu tu badi aur bahot samajhdar hogai hain aur tujhe accha nahi lagegha mera tere mamlo mey bolna lekin bondita kab tak tu Anirudh se durr rahegi. Tum dono ekdusray k binha adhure ho. Anirudh bahot akela hain bondita bahot akela meine dekha hain usse har din har raat tere liye taraptay huye ekbar bas ekbar Anirudh ki jagha beth k toh dekh (with moist eyes)

BON - sabko barrister babu ki taklif unka dard unki tadap dikhai deti hain lekin mera dard meri taklif meri aasu meri tadap kisi ko kyu nahi dikhai deti didi kyuki mein ek ladki hu isliye ya woh iss ghar k bete hain aur mein mein bas ek bojh ek jimmedari

SAMP - bondita mera matlab woh nahi tha mein janti hu Anirudh se jyada dard tujhe huwa hain lekin

BON (cutting her) - lekin kya didi yaad hain tujhe tune mujhse ekbar kaha tha ki agar Saurabh jamaibabu dusri patni lekar aaye toh tu aapni jaan dedegi lekin pata hain didi mere pati ne toh mujhse kahe bina dusri patni lekar aagaye. Aur mein abhagan mar bhi nahi payi din raat marti thi lekin yeh saas fhirse laut aati thi. Tu soch bhi nahi sakti didi ki barrister babu ne mujhe kitne chot pochai hain kitna dard diya hain. Unhone sikshya aur anusan k naam par mera aur meri masumiyat kah gala ghotdiya. Sayad unke aapne jarurat thye jo mein pura nahi karpai isliye unhone mere sath woh sab kiya kher unke ehsaan k tale dabi hui hu jisdin unke ehsaan chuka dungi uss din hamesa hamesa k liye chali jaungi iss haweli se aur unki jindagi se (she completed with moist eyes)

TRI - Bondita hum jante hain Anirudh ne tumhe bahot dukh diye hain lekin yese usse durr reh k tum bhi usse dukh derahi ho

BON - mein unke paas thihi kab kaka jo unse durr hui hu. Mein hamesa se unpar ek bojh thi unki ek paresani ek jimmedari jinhone unhe na koi sukh diya na koi khushi haa ek icchya tha jo meine aadha pura kiya hain woh tha mere padhne kah aur jab mein barrister banjaungi toh woh sapna aur unka mujhpar kiya gaya ehsaan pura hojayega (a lone tear escape her eyes)

TRI - Bondita tum yeh sab kehke sabit kya karna chahti ho ki Anirudh galat tha hum mante hain Anirudh galat tha lekin usne tumhare bhale k liye kiya tha

BON - bhala bhala bhala konsa bhala kiya unhone mujh par mere samne dusri vivaah karli mujhse sare rasam karwaya gaya, bhare samajh k samne mera aapman kiya, Manorama k samne aur gauwalo k samne nicha dikhaya, aray mein abhagan toh marne jarahi thi lekin marne bhi nahi diya, mujhe iss hadh tak pochaya ki mujhe aaj tak panic attacks aate hain mujhe raat ko neend nahi aati neend ki 2 goli leti hu tab jake neend aati hain aapke bete ne yesi ki hain meri bhalai aray yesi bhalai karne se accha tha ki hojane dete mujhe sati marne jane dete mujhe ussidin

BONDITA SAID IT IN TOP OF HER VOICE MAKING EVERYONE SHOCKED.

BINOY - Bondita shaant hojao

BON - kyu aaplog mujhe iss riste mey bandhna chahte hain kyu mujhe aage nahi badhna dena chahte kyu mein kya karu mujhe kuch samajh nahi aarah hain mein mar kyu nahi jati (she start slapping herself continously)

SAMP - Bondita bondita ruk ja bondita kya karrahi hain bondita (she slapped her and hugged her tight)

BINOY - Sampurna kya karrahi ho tum

SAMP - pagal hogai hain yeh ladki aaplogo ki wajha se dekh nahi rahe hain kitna tutgayi hain bondita mein aaplogo se haat jod k binti karti hu baksh dijey aab meri behen ko. Anirudh ne pehle kam toda tha kya iss masum kah dil jo aaplog aab yeh chahte hain ki bondita sab kuch bhul k Anirudh ko maaf karde. Kitna aasan hain na yeh kehdena ki sab bhuljao lekin socha hain kitna muskil hain Bondita k liye woh sab bhulpana aab sab Anirudh kah dard dekhrahe hain lekin Bondita Bondita kah kya uska dard uske aasu kuch nahi hain na aaplogo k liye. Aakhir Anirudh hain toh aapka beta lekin Bondita Bondita toh kucb nahi hain na jo kehna hain aap sab Bondita ko kahenge lekin Anirudh Anirudh se kuch nahi kahenge akhir beta hain woh aaplogo se kaha bete se kuch kaha jata hain (in high tone while tears were rolling down her cheeks)

SOM - Sampurna maa thik kehrahi hain jo bhi bou..mera matlab Bondita ne saha hain woh bhulpana bahot muskil hain aaplog uss par aur jor maat daliye please (with moist eyes)

SAMP - 14 saal ki thi meri behen jab Anirudh ne uske samne woh sab kiya tha ek 14 saal ki bacchi par kya biti hogi jab uske Pati ne uska haat xod k kisi aur kah haat thama tha woh bhi uske samne kya biti hogi uss ladki par jab uski maa ne sab k samne usse dutkara tha aaplog andaza bhi nahi laga sakte ki kis dukh se guzri hain Bondita

BON - tu kisse kehrahi hain didi yaha sabko Barrister babu ki fikar hain meri nahi inhe koi farak nahi parta ki mein jiyu ya maru. Mein aaplogo se aakhri baar kehrahi hu ki mein Barrister babu ko maaf nahi karsakti aur nahi maaf karna chahti hu. Ek 14 saal ki bacchi k sath jo unhone kiya hain na woh maafi k kabil nahi hain

ANI - Bondita bas ekbar meri baat sunlo usle baad tum jo fausla logi mujhe manzur hain (with moist eyes)

BONDITA LOOKS AT HIM WITH MOIST EYES - Mein janti hu aap kya kehna chahte hain

MY PAIN CANNOT BE HEALEDWhere stories live. Discover now