ANIRUDH ENTERS INSIDE STUDY WITH ALOT OF MIXED EMOTION. HE MADE HER CAPABLE TO HANDLE EVERYTHING ON HER OWN.
ANIRUDH (keeps of blabering) - meine Bondita k bhalai k liye kiya yeh sab sirf Bondita k bhalai k liye kiya hain
SUDDENLY LITTLE BONDITA APPEARS INFRONT OF HIS EYES. THE CUTE MISCHIVEOUS SMILES, EXPRESSIVE EYES AND HER CHUBBY CHEEKS WERE LOST SOMEWHERE
BON - Patibabu kyu kiya yeh sab kyu kiya mere sath kyu Patibabu kyu
SUDDENLY TENNIS ANIRUDH APPEARS
kyuki Anirudh tumhari bhalai chahta tha Bondita hain na Anirudh asked Tenis Anirudh
ANIRUDH NODES IN YES
BON (looking at Anirudh) - Lekin yesi bhalai kah kya faida jo ek masum ki masumiyat aur bachpan barbaad karde
BARRISTER ANIRUDH (B.A) APPEARS
B.A (sternly) - Bondita kya kehrahi ho tumhari masumiyat kab barbaad huwa
T.A (taunts) - jissdin Anirudh ne Manorama se vivaah kiya ussdin k baad se har ek din Anirudh ne Bondita ki masumiyat kah gala hi toh ghota hain
BON (sadly) - haa kyu kiya Patibabu aapne yesa kyu kiya. Kyu ekbar bhi mere bare mey nahi socha aapne
B.A - Bondita tumhare ujjwal vawisya k liye toh kiya gaya hain yeh sab
BON (glaring at B.A) - Lekin kya yeh sab se mera vawisya ujjwal huwa nahi na, kya mein khush thi ya aabi bhi khush hu nahi na, kya ek barrister banne se mera vawisya ujjwal hogaya
B.A (looking at her) - haa hogaya. Aur aakhir issi liye toh tumse vivaah kiya tha ki tumhe sati hone se bachaya jaya aur dekho jo ladki 13 sal ki umar mey sati hone wali thi woh aaj 26 sal ki hogai hain aur barrister bhi bangai hain. Tumhe toh dhanyabaad karna chaiye Anirudh ki usne tumhe aaj itna kabil banaya.
T.A (glaring at B.A) : bondita Anirudh ko dhanyabaad kyu karey aur kisliye aaj agar Bondita itni kabil hain toh sirf aapni mehnat aur parishram se. Aur Anirudh ne agar Bondita ko bachaya hain toh uska bachpan ko mara bhi hain, agar Bondita ko hasaya hain toh usse rulaya bhi hain, agar Bondita kah saath diya hain toh uska saath xod k Manorama kah saath chuna hain usne, agar Bondita kah haat tham k usse padhai k marg dikhaya tha toh woh haat xod k usse jindagi k dorahey mey akele xoda bhi hain
B.A (looking at T.A and Bon) - aray Anirudh ne toh yeh sab Bondita ko aatmanirbhar aur swabhimani banane k liye kiya
BON (angrily) - mere swabhiman ko thes pocha k mujhe swabhimani kyase banasakte hain. Mera sansaar aur meri maa ko mujhse durr karke unse yeh kehelwa k ki mein bojh hu bas ek jimmedari hu mujhe aatmanirbhar kyase banasakte hain
T.A (taunts) - Bondita tumhe swabhimani banane k liye nahi balki aapne swarth pure karne k liye kiya gaya hain. Aakhir Manorama se pyaar jo hogaya tha Anirudh ko
B.A (looks at Anirudh) - haa toh hogaya toh hogaya aakhir hum ummer thye Anirudh aur Manorama
BON (loudly) - hum ummer toh mein aur Batuk bhi hain lekin mujhe toh kabhi usse pyaar nahi huwaa
B.A - kyuki tumhe pyaar kah matlab nahi pata tha hain na Anirudh
T.A - kya kaha tumne Bondita ko pyaar kah matlab nahi pata tha kya yeh sach hain Bondita
YOU ARE READING
MY PAIN CANNOT BE HEALED
FanfictionSo this is the story of Anidita. It begins from the day when Anirudh married Manorama so that he can bring bondita on right path. Bondita was hurted and dead inside. Bondita was brutally tortured not physically but mentally leading her to panic atta...