part:-15

724 108 25
                                    

P:- achha ek bat pucho ....agar tumhe bura na Lage to ..

R:- ha pucho..

P:- she shows her finger in which she has engagement ring.....n asks es ring k peeche ki kya story h.....agar tumhe koi problem na ho to hi batana

R:- smiles n says ...kal se pehle tak problem thi per kal tumne apna wo kissing stunt se  mera problem solve kar diya ..to ab mai tumko bata sakta h

P:- blushes ....

R:- waise es ring ka aur es restaurant ka bhut bada connection h ....

P:- achha ..

R:- aaj se lagbhag 5 saal pehle ka bat h....mai just college se pass out hua tha...aur apna business ka shuruwat kiya tha...
Tabhi mai ekdum simple sa ladka tha ...mera pas proper rehne ka bhi koi jagah nahi hua karta tha....mai apna kharcha chalane ka liye ek cafe me kaam kiya karta tha...yad h us din mai tumko coffee bana k pilaya tha...

P:- ha wo jis din ved ne attack kiya tha . .

R:- to coffee banana mai wahi cafe me seekha tha ..... Mai waha kaam karta aur jab time milta to apna design ka sketching ka kaam kiya karta tha...ek bar ek ladki us cafe me aaya ....usko mera sketches bhut achha laga ....phir wo aksar ata tha ...mera se baat kiya karta tha....dhere dhere hum achha dost ban gaya tha....mere ko to yahi lagta tha...phir kuch time bad mai usko thoda like karne lag gaya tha......ek din mai socha k mai usko apna feelings bata dega.....uska kuch dino bad birthday tha to mai  usi din batane ka decide kiya ...ab birthday pe khali hath to nahi jata na ... Tabhi ye ring maine design kiya tha esko maine ek jwellery shop pe deke banwaya ......ab itna paisa to nahi tha mera pas k diamond ya gold ka ring banwata ....to simple silver ka banwa diya....phir jab wo apna birthday ka din cafe aya mai usko bataya k i like her.... Aur usko ye ring diya ....wo bola k wo bhi mere ko like karta h n phir wo mere ko request kiya ki ye ring mai usko uska dosto ka samne pehnaye ...to wo mere ko es restaurant me hi bulaya ....abhi jaha hum log baitha h na yaha pe hi wo aur uska dost log baitha tha jab mai yaha aya....

Tumhara tarah mai bhi itna expensive jagah dekh k thoda ghabra gaya tha ...phir wo mere ko bola k mai uska sab dosto ko yaha pe treat de uska birthday ka occasion pe....mere ko to kuch smjh hi  nahi aya....us ladki ko mera financial condition pata tha k mai itna expensive jagah pe kuch afford nahi kar payega....maine bola k mai nahi de payega treat... to wo ladki mera bhut insult kiya bola k mera itna bhi hasiyat nahi h k mai uska ek time ka khana bhi afford kar paye....maine aisa socha bhi kaise k uska jaisa ladki mera ko pasand karega...usne mera ye ring ka insult kiya aur usko phek diya zameen pe...wo mere ko bola k wo mera sath dosti aur pyar ka natak kisi ka kehne pe kiya...

Phir mere ko uska asli plan pata chala.....us ladki ka ek boyfriend tha Sumit ....aur wo Sumit college me mera batch mate tha ....aur uska mera se dushmani tha....
Sumit college me drugs liya karta tha ..ladkiyo ka sath misbehave karna uska liye normal tha ..ek bar usne mera ek female friend ka sath misbehave kiya ....to maine usko sabka samne bahut mara aur uska complaint kar diya k wo college me drugs leta aur dusra students ko bhi drugs supply karta h....phir Sumit ko college se nikal diya gaya ....uska father bhut gussa tha uska es harkat se... Wo hostel chhorte wakt mere ko bola tha k wo es insult ka badla mera se lega...  Aur phir kafi time beet gaya mera college bhi over ho gaya ..mere ko to Sumit phir yaad bhi nahi raha...
Lekin jab maine usko usdin restaurant me us ladki ka sath dekha tab mere ko uska plan smjh aya ....k wo jaanboojh k apna girlfriend ko mera paas bheja aur uska girlfriend mera se dosti ka natak kiya..n all.....aur mai bewkoof jo us ladki ko like karne lag gaya ....phir un dono ne milke mera gareebi ka bhut majak banaya esi restaurant me....sab koi mera pe has raha tha.....us din ka bad se mere ko ladkiyo se nafrat sa ho gaya tha.....aur mai decide kiya k aaj ka bad kabhi bhi kisi bhi ladki pe trust nahi karega mai....kyuki sab ek no ka dhokhebaaj hota h. ..To bas yahi story tha es ring ka......

raghvi os N Short Stories Where stories live. Discover now