part:-27

758 120 38
                                    

Pallavi:- thinks in her mind sayad kuch jyada hi bol gayi mai.....

Raghav :- without saying anything further started moving out of the room..

But suddenly kirti comes running towards their room..

R:- tu aisa bhaag kaiko raha hai...

K:- anna jaldi se neeche chaliye

R:- kya hua...

K:- aap chaliye to sahi ...aur akka aap bhi chalo...

R:- tera ankho me ye anshu kaiko hai kirti ...

K:- neeche chaliye sab pata chal jayega..

N then they go to hall...

R:- gets shocked to see three men standing in front of him....he couldn't believe his eyes....for him this is a miracle.

P:- is confused to see tears in all people's eyes.....jaya, kirti , raghav n a teenager boy and an old man they all have tears in their eyes....while another unknown old man is smiling....

R:- immediately hugs the old man n says appa tum jinda hai ...

Ajit:- ha beta mai aur Arjun to kabhi mara hi nahi tha...

R:- to phir wo khoon se sana hua kapda wo kiska tha...

A:- wo humara hi tha ...lekin hum dono to bach gaya tha...

N then they break the hug ..

R:- looks another old man who is his boss Krishna Rao.......n he becomes angry....
N he shouts tum kaha bhaag gaya tha sabka paisa leke

Ajit:- unki koi galti nahi thi beta ....wo kahin nahi bhaage the ....

R:- kya matlab....

N then Ajit tells them the entire story...

Ajit:- gaon walo ne mjhe aur Arjun ko mara hua smjh k jungle me phekk diya tha per hum dono jinda tha....aur kisi tarah hum log raat bhar ka safar tay kar k wo jungle ko paar kiya... phir waha pe kuch logo ne humari madad ki aur hume hospital pahuchaya... Lagbhag ek hafte baad jab mai aur Arjun puri tarah thik ho gaye to hum log wapas se gaon ko gaya.....

Tab ja k pata chala k tumhare boss to us hadse k do din bad hi wapas aa gaye the aur unhone sabke paise lauta diye the aur jo bhi profit hua tha uska bhi share gaon walo ko diya tha..

R to KR :- lekin phir ek mahina tak aap kisi ko koi contact kaiko nahi kiya

KR:- jab mai warangal ko gaya tha kaam se to achanak se meri tabiyat bahut kharab ho gayi....meri kidney me problem ho gayi thi ...aur phir mjhe hospitalise karna pada ... lagbhag ek mahine tak mai hospital me hi raha....aur us wakt mere dimag me ye baat aayi hi nahi ki mai apne kisi employee ko pH kar k bata du apni condition k baare me....yaha tak ki mere gharwalo me se bhi kisi ko es baat ka khayal nahi aya...

Aur phir jaise hi mai thik hua to mai wapas guntoor aa gaya ..aur sabse pehle aate hi maine tumhe contact kiya aur tumhare ghar gaya tab ja k mjhe pata chala ki gaonwalo ne tumhare pariwar k sath kitna galat kiya...maine sabko sach bataya aur unke paise bhi wapas kar diye....

Phir kuch dino bad tumhare appa aur bhai jab laut k aaye to unko bhi tumhare hisse ka paisa lauta diya....

Ajit:- pata sab gaonwalo ne humse maafi bhi mangi..... Lekin tab tak bahut der ho chuki thi....tum , kirti aur Jaya ja chuka tha gaon chhor k.....sab gaonwalo ne tum logo ko dhundhne me humara madad kiya ... lekin kai mahino tak dhundhne k baad bhi tum logo ka kuch nahi pata chala .... Phir mai aur Arjun ye soch kar hi gaon me ruk gaye ki kya pata kisi din tumlog wapas gaon laut aao....aur pichle 5 saal se hum tum logo ka intezar kar rahe the ...

raghvi os N Short Stories Where stories live. Discover now