part:-6

640 97 39
                                    

Savitri notices mangalsutra in pallavi's neck....n asks tumhari shadi ho gayi kya pallavi...

P:- ji ....

S:- congratulations ....

P:- smirks n says es shadi me congratulations wali koi baat nahi hai

S:- aisa kyu bol rahi ho tum .

P:- kyuki meri shadi ek bhut hi wahiyat insan se huyi hai... Paise to bhut hai uske paas per insaniyat aur pyar ka ek ansh bhi nahi hai usme
Ek taraf aapke Ramaswamy ji jaise log hai jo apne paiso se en bujurgo ki jarurato ko pura karte hai...aur dusri taraf mera pati wo to bujurago pe haath uthata hai unke sath badtameezi karta hai...

Raghav who was listening all this becomes angry ....that how can she say bad about him to someone else ..

LWR appears...

R:- tum kaun hai..

LWR:- tumhara dost ..

R:- yaha kya kar raha hai tum

LWR :- tere ko aaina dekhane aya hai....tune ye to suna ki pallavi tera burai kar raha hai per es baat pe dhyan nahi diya k wo Ramaswamy ka baare me achha bhi bol raha hai jo k aur koi nahi tu hi hai ....

Then raghav again hears pallavi's chat...

S:- to tumne aaj jo kuch bhi donations kiye hai wo kis k paise se kiya

P:- apne pati k ...ab socha ki uske paise kisi achhe kaam me laga du ....socha uske paiso se kisi ka to bhala ho ..

S:- tumne ye shadi ki kyu agar tumhe wo insan nahi pasand to .

P:- apne pariwar k liye ..unke liye to mai apni jaan bhi de du ..

R:- in his mind aur mera family ka to tum Jaan ka peeche pada hua hai

S:- tumhare husband ki family me kaun kaun hai..

P:-mere husband ki behen aur Amma aur uska ek bhai hai....uski family me usko chhor k baki sab bahut achhe hai....unke hi sahare to mai us aadami k sath reh pa rahi hu......us insan ko to apni family ki kadar hi nahi hai...uski Amma aur chhoti behen ko uski harkato ki wajah se alag rehna padta tha....

S:- ohh. 

P:- ji...bataiye itni achhi Amma hai uski aur usko unki koi parwah hi nahi....

S:-aur uske father...

P:- father ki death 5 sal pehle ho gayi thi....lekin eska matlab ye to nahi hai na ki apni amma ko aise koi akela chhor de....kitna lucky hai wo ki usko kam se kam ma baap ka pyar to mila itne saalo tak.....aur ek mai hu hosh sambhalne pe apne ma baap ko sirf tasveero me hi dekha hai aaj tak aur 4 saal se naye ma baap mile the to  unko bhi mere pati ne mjhse chheen liya ..n tears come out of her eyes...

R:- feels bad for pallavi......

LWR:- suna tune wo tere pariwar ka baare me bhi achha hi sochta hai...

R:- to phir unko nuksan pahuchane ka baat kaiko karta hai

LWR:- wo mere ko kya pata.....eska jawab tu khud dhundh...

S:- patted pallavi's cheek lovingly n says dekhna ek din sab theek ho jayega

P:- ab mjhe aisi koi jhuthi ummeed nahi hai.....aur nahi mai rakhna chahti hu....kyuki jab ummeed puri nahi hoti hai to bhut dard hota hai...

Achha ab mai chalti hu... 8  bajne wale hai....ghar ja k Amma ko time pe dinner dena hai nahi to unki dawai me delay ho jayega ....

S:- thik hai..

Pallavi started moving n raghav too follows her from a distance...

P:- comes out of the ashram n notices a black audi car n sees the no plate n recognises the car n asks savitri ji ye kiski car hai..

raghvi os N Short Stories Where stories live. Discover now