part 35

403 45 10
                                    

M hugged HM and snuggled into her like a cute baby and slept. Meanwhile HM caressed her hairs and adored her cutie pie, her baby sister.

HM (while caressing M's hairs, M is asleep): chahe duniya hume, S.H.O Haseena Mallik ko jitna bhi strong samjhe... Hume pata hai ki aap humse jyada strong hai, humari choti si jaan kitni mature hai... Bhale hi Humare santushti ke liye aap humare aur duniya samne bachi bane rehti hai, par hum jaante hai, aapka vo Darr, aapki vo understanding. I love you so much mere bacha, and Mai jaldi aaungi... Puri koshish krungi sahi salamat lautne ki.

HM also doses off to sleep.

The day ends on a happy note.

The next day, again HM wakes M up at 4:30 am, and after alott of efforts and little scolding, M uth jaati hai. But before going to the park, they have an argument:

HM: bohot bigad gayi hai aap... Har roz ka ho gaya hai, har cheez mei late

M: utna bhi nahi

HM: 3 din se roz thaane late aa rhi hai 15mins minimum late... Had hoti hai... Abhi bhi uthne mei time laga diya...

M: ha toh 15min mein konsa pahad Tut gya... Aur aap na thaane ke baat ke liye hume gharpe nhi daat sakte...

HM: acha, toh ye baat hai, thik hai, fir ab toh S.H.O Haseena Mallik hi aap ko punishment degi aaj....

M: areh par diii...

HM: ground jana hai, aur baat krke waste karne ko time nahi hai... Chaliye...

They both go to the ground separately because KS ko abhi tak sach nhi pata hai... HM has thought ki vo unhe sach bata degi after the special case. But KS ko thoda shaq toh hai hi ki HM aur M ka koi bond/rishta hai, par kya... Pata nhi...

M was again 10mins late to reach the ground.

KS: kya hua? Fir late ho tum aaj? Kab tak aisa chalega?

HM: aur 3 din se madam thaane bhi late aa rhi hai...

M: vo sorry... Hum thoda

KS: nahi ama tumko discipline sikhna padega na M

HM: toh aaj aap 10 ki jagah 20 rounds lagayengi ground ka...

M: par MS... Nhi nhi, hum time se aayenge na kalse... Hum 5mint pehle aa jaya krenge...

HM: 25 rounds

M: MS nahi na pls

HM: 30 rounds...

M (seeing no other option): ha ha... Thik hai...

HM: shuru kariye...

KS was shocked on HM's command so she decided to remain quiet and enquire HM once M was gone.
M started with her punishment and HM folded her hands infront of her chest and was watching M.

KS: MS 30 rounds... Choti bachi hai vo... Kaise itna karegi...

HM: utni bhi choti nahi hai... Ki time ki ehmiyat na samjhe... Aur use pyaar se samjhaya tha na hum dono ne... Fir bhi 3 din se late aa rhi hai...

KS: par fir bhi MS, uska leg pain krega isse kaafi...

HM: tabhi toh samajh aayega na ki un legs ka istemal krke time se aana hota hai...

KS: par fir bhi...

HM: KS unhe late aane pe humlog ne kuch nahi bola tha... Par fir ye sarpe chadhke aur late hone lagi... Toh ye zaruri hai... Aapko bharosa hai na humpe?

KS: khudse bhi jyada

HM: ha toh hum uske bhalai ke liye hi kar rhe hai...

KS: par MS aaj uska night duty bhi hai...

HM looks at M who had stopped in between and was about to sit on a bench nearby but before she could do so HM interrupted.

HM (to M): rukna nahi hai... Abhi 15 hi hue hai... Chaliye jaldi... 30 karne hai

M: MS sorry na

HM: 30 kam lag rhe hai kya? Aur badhaye... Jaldi khatam kariye...

M again starts running...

HM (to KS): ha toh hum honge uske saath Night Duty pe, uske baad use ghar drop bhi kr denge... Aap itna tension mat lijiye... Aur kal aap aur vo akele rahenge subah... Yaad hai na?

KS: Hmm jii MS.

Soon the training/exercise session gets over. They return home and HM leaves for duty after having breakfast. That day, M reaches thaana on time, infact 10mins before the time. To this, KarEena share an eyelock and smile inwardly. The day goes well. KS doesn't allow M to do much walking and standing vale kaam, she gives her the work which can be done while sitting. At night, when the duty hours ended and everyone was leaving except for HM and M as they had night duty.

HM (from her cabin): M aap jin files pe kaam kar rhi hai vo leke humare cabin mein aa jaiye...

M: ji MS.

Everyone left and they were now alone. HM noticed M being little uncomfortable and touching her back and leg.

HM: kya hua? Dard ho rha hai? Leg mein? Back mein?

M: hmm... Par aapko kya..

HM nodded her head in disappointment and took out a medicine. She applied that to M's leg and gave her a painkiller. But then she kept M's leg on her lap and started massaging.

HM: better?

M (with pain): hmm...

HM: jyada dard hai?

M nodded in yes...

HM: toh fir agli baar aap ye mistake repeat nhi krengi...

M nodded in no...
HM hugged M

HM: koi nahi bacha, abhi thik ho jayega... Dawai di na maine, mera strong bacha hai na aap toh...

HM then kissed M on both the cheeks and hugged her also while massaging her legs.

All this was noticed by someone and then that person left.

Aajke liye bas itna hi...

Comment karna mat bhulna

Kon hai vo someone? Jisne ye sab dekh liya?
Sochte rahiye...

Please like, comment your views and share.
Your views are very important for me.
Thank you and please ignore grammatical errors, if any.

Ji, Hum Hi Hai!जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें