part 36

376 54 13
                                    

Toh chaliye bina bakaiti kiye shuru karte hai...

Enjoyyy Readinggg ❤️

#Episode36

HM applied ointment to M's leg and gave her a painkiller. But then she kept M's leg on her lap and started massaging.

HM: better?

M (with pain): hmm...

HM: bohot dard hai?

M nodded in yes...

HM: toh fir agli baar aap ye mistake repeat nhi krengi...

M nodded in no...
HM hugged M

HM: koi nahi bacha, abhi thik ho jayega... Dawai di na maine, mera strong bacha hai na aap toh...

HM kissed M on both the cheeks and hugged her also while massaging her legs.
All this was noticed by someone and then that person left.

That night, HM dropped M home at about 4am and left for her case. M meanwhile went home and followed her normal routine adding taking a nap. That day her training was scheduled at a later time so that she could cover her sleep.

At 11:30am. HM is back from her special case.

Scene shifts to MPT:

SS: areh MS aap aa gyi

Cheetoshpa: Jai Hind MS

HM: Jai Hind

PJ: aap thik toh hai na? Kaisa raha case?

HM: ache se solve ho gya PJ

PJ gives her some prashad congratulating HM

HM: M aur KS kaha hai? Aaye nahi abhi tak?

SS: MS vo gye hai na

HM: kaha?

CC: morning exercise ke liye

HM: oh acha...

PJ: aane vale honge... Aap tension mat lijiye MS

HM (still not satisfied): hmm.. acha SS any updates?

SS: yes MS ek chota sa case toh hai...

HM: acha toh file leke aaiye, aur aap sab cabin mei aaiye.. case discuss krte hai

At HM's cabin

HM (to herself): ye ajeeb si feeling kyu aa rhi hai hume kabse... Kahi M ne koi kaand toh nahi kiya... Nahi nahi, itni baar gye hai hum aise missions pe, vo is time toh mature rehti hai, kuch nhi karegi... Allah, M aur KS dono thik ho...

Cheetoshpa then arrive at the cabin and they all are discussing the case when PJ's phone rings

SS (teasing): pushpeee... Kahi nawab sahab ka toh nahi?

CC: PJ ka aap bhi, jawani gyi par shock nahi gaya...

PJ: ama chup, jab dekho bakaiti karte rehte ho tum dono... Ye phn uth nhi rha hai... Karishma ji ka hai...

HM: speaker pe kariye

PJ follows and picks up the phone on the last call as unka phone hang ho gaya tha

KS (shouting): kaha hai aap PJ, kabse phone kar rhe hai hum... Uthana nahi hota hai toh rakhte kaahe hai

PJ: ama hang ho gaya tha phone humara... Aap chilla kyu Rahi hai, saas hai hum aapki... Sambhal ke baat kariye...

KS (shouting): PJ vo...

HM: ek second... KS aap royi hai kya? Aapki aavaz nasaz kyu lag rhi hai? Sab thik toh hai? M aur Aap thik hai na?

KS: MS aap... Aap aa gyi mission se? Aap thik hai?

HM: ha ha, aap apna bataiye...

KS: MS hum toh thik hai par (her voice chocked as she spoke and tears formed in her eyes, but gathering courage she continued) MS vo...

HM: boliye KS

KS: MS... Mannat.... Vo..

HM (lost her patience, shouted): kya hua M ko... Thik toh hai na vo?

KS: uska ek accident ho gaya MS.... Vo... Voo...

HM loses her balance and with CC's help she sits on her chair with blank expressions, she did not react by any other means

PS: MS.. sambhaliye.... Karishma... Kaha ho tumlog abhi? Kaise hua ye sab? Aur M... Vo thik toh hai na?

KS: abhi check kar rhe hai.... Hum City Hospital aaye hai...

HM: KS aap dhyan rakhiyega M ka pls... Hum aa rhe hai abhi, jaldi se jaldi aa rhe hai...

KS: j.. jii...

They cut the call

HM (to Cheetosh): ek kaam kariye pls... Ye lijiye cheque (signs and gives one)...

Cheetosh: MS ye?

HM: abhi M ka accident hua hai na.... Uske ilaaj aur treatment ke liye paise lagenge... Aap turant bank jaiye... Ye paise leke aaiye... Hum aur PJ hospital jaa rhe hai, vahi milte hai

Cheetosh: okay MS

They all leave to do their respective works assigned

PS: MS aap drive mat kariye... Hume karne dijiye... Aap soyi bhi nahi hai kal aur fir aapki halat hume thik nahi lag rhi hai...

HM: ha..  par... M vo...

PJ: hum jaldi drive krenge aur jaldi pohocha denge... Bharosa rakhiye ... Chaliye...

HM: jii...

They both leave by HM's jeep and Cheetosh leave on CC 's bike.




Aajke liye bas itna hi...

Kya hua M ko?
Sochte rahiye...

Please like, comment your views and share.
Your views are very important for me.
Thank you and please ignore grammatical errors, if any.

Ji, Hum Hi Hai!जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें