part 48

376 57 70
                                    

Filhaal merko aaplog ko, mere priye readers ko ek hi chiz bolne ka mann kar Raha hai... Uff ye masumiyat 👀✨❤️ ki jo aaplog itne itne comments kar rahe ho, kaafi chalak ho😂
End mei ek question hai, vo yaad se dekhle.... Aaplog ki suggestion chahiye merko

Thank you for the jabardast response, and as per promise.... Here I am with the next episode

Chalo shuru karte hai

Enjoyyy Readinggg ❤️


HM (shouted): muh se bolo

M: j... Jii

HM: now go to your room and gate khula rehna chahiye aaj room ka

M looked at HM in a questioning manner

HM: repeat kare hum?

M nodded in 'no'

M: hum... Hum samajh gye

HM: leave now

M went to her room taking baby steps as she was in pain but she tried her best to run away as soon as possible. This was well noticed by KS and HM.
So KS went to help her. She held M from one side but M left her and moved away

M: hum manage kar lenge

KS: hum madat krte hai na bacha

M was in no mood of sympathy

M: humne kaha na... Aap jaiye

KS: par

HM was noticing this and she finally spoke up

HM: rehne dijiye KS

KS: Hasu hum kr dete na

HM: hum keh rhe hai na... Rehne dijiye, use jaane dijiye, aap aaiye humare saath humare room mei...

Seeing no other options, KS followed HM. M went to her room and threw herself on the bed. She hugged her pillow and cried her heart out. She was thinking that she had beat Sneha because her father always created problem for HM but she was then realising that it was very wrong of her. She accepted her mistake of behaving in such a manner with Sneha, who wasn't even at fault ever. But still one thing was in her mind that Sneha shouldn't have said about HM. Then she cried thinking about how bad HM might have felt when she found out about such act of M.

M (to herself ): ek taraf di hai, jo apni achai ke liye famous hai, sabki help karti hai, aur dusri tarah hum... Bematlab maar Diya humne use... Ye sab toh thik hai, khatam hua, par ab dii humse naraz hai, unhone itna maara hume🥺🥺 unhe kitna kharab laga hoga... "Kuch nahi sikha paaye hum aapko"  were words of HM that were roaming in M's head and she dozed off to sleep.

Scene shifts
In HM's room:

HM: aap aaj yahi adjust kar lijiye humare saath... Aapka room kal tak set ho jaayega...

KS just nodded in agreement

HM: koi aur din hota toh hum M ko apne sang bula lete, par ab vo atleast shaam tak toh nahi aayegi, uske baad fir bhi dekh sakte hai

KS kept her hand on HM's hand...

KS: hume koi aapatti nahi hai... Aap humare liye humari Hasu pehle hai aur MS baad mei... Aur room share karna toh humari academy ke dino se aadat hai na

HM saw KS with brimmed eyes and they both shared a hug. After breaking the hug:

KS: shhh.... Shaant shaant... aapne bilkul sahi kiya... aur rhi baat M ki, usne galti ki thi, par ab aap us baare mei mat sochiye, vo samajhdaar hai, apni galti samajh gyi hogi... Shaant ho jaaiye aap... Aur ab rest kijiye

HM: shukriya aapka, par hume kaam hai, aap rest kar lijiye

KS: kaisa kaam?

HM: itne dino se thaana nahi gye hum dono, aur PJ bhi, unki toh fir kalse bhi leave hai, kitne kaam pending hai...

KS: oh haa... Chaliye hum madat krte hai aapka...

They both were working on file and were discussing about cases. They even did some chitchat and HM was better now.

KS: Hasu ek sawal puche agar aap bura na maane toh?

HM: hum kyu bura maanenge... Puchiye na, Aram se puchiye... Ek kyu? 2 sawal puchiye...

KS: vo... Aapne M ko room ka gate lock karne se kyu mana kiya?

HM: kyuki agar vo room lock krti, toh fir apna boxing bag nikal ke uspe puri bhadas nikal deti... Isse na uska gussa shaant hota, na vo apni galti realise karti

KS: par vo boxing toh gate kholke bhi kar sakti hai na?

HM: par vo nahi karegi

KS: kyu?

HM: kyuki usko abhi humne mana kiya na bhadhas nikalne se... Aur usko pata hai ki hume uski ye harkat nhi pasand... Ki vo gusse mei boxing bag faadh de... Abhi itna maar khayi, gate kholke firse aisa kuch karna Jo hume nahi pasand, utni himmat nahi hai usme

KS: boxing bag fatt jata hai?

ND: jiii

KarEena: areh Neelu didi aap?

ND: ji hum, Karishma di apko pata hai... M ke chakkar mei humne boxing bag silna sikh liya hai.. ab toh hum pro ho gye hai

KarEena: hahah🤣🤣

HM: bas bas, ab aaplog humare bache ka aise mazak mat udaiye... Aur ND aap yaha? Koi kaam tha?

ND: jii vo hum ye kehne aaye the, ki aaj ghar saaf karne mei time lag gya, itne dino se hua nahi tha na, toh Karishma didi ka kamra set nahi ho paaya pura, kal aake kar denge hum, aaj hume late ho rhi hai...

HM: jii thik hai, koi baat nahi

ND: aur khaana humne banake rakh diya hai aap teeno ka... Aur abhi ap dono ki coffee idhar le aau? Ya aap bahar aayenge?

KS: hum aate hai bahar

HM: M uth gyi? Usne dudh liya?


Aajke liye bas itna hi...

Kaisa lag rha hai ye comment krke bataye, also, if y'all want to give any suggestions to comments and dms kare...

Also, ek question tha, aaplog ne AS ko laane se mana kiya hai... Toh kya KarEena ka love angle banaya jaaye? Yaa bina koi angle ke rehen diya jaaye... Isse 2 chiz hogi... Agar love angle banate hai... Toh is book ke 100 episodes karke mai season 2 nikalungi jald hi... Jisme hum dono love angle aur sisterhood pe focus krenge...  And if not... Toh fir ye aise hi chalegi... Jaisa aaplog bole?

For the next episode to be uploaded,

Vote target: 45
Comments: 35

Ab story mei....
Sab normalise ho Raha hai? Ya nahi?
Aage kais rhega... Ye toh aap
Sochte rahiye...

Please like, comment your views and share.
Your views are very important for me.
Thank you and please ignore grammatical errors, if any.

Ji, Hum Hi Hai!जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें