part 40

365 49 11
                                    

N: par ye aapki hi behen hai kya?

HM: haanji, par aap aisa kyu bol rhi hai?

N: lagti toh nahi hai...

HM: matlab?

N: madam kabse koshish kar rhi hu... Kitna pareshan kar rhi hai... Na injection le rahi hai, na dawai... Bina dawai ke lunch kaise khayegi... Maine ye bola toh kehti hai yaha ka lunch nahi khayegi

HM looked at M and out of fear M turned her face away, KS stood up and came there

HM: aap bataiye filhaal kya kya karna hai? Hum hai na... Aise kaise nahi sunegi

N: pehle toh ye dawai khila dijiye... Fir lunch aur fir injection denge...

HM: thik hai... Hum dawai de dete hai...

N: fir mai 10mint mei khana leke aati hu

HM: jii

KS: MS hum kabse ise samjha rhe hai... Ki kha le dawai par nhi sun rhi...

HM: pyaar se nahi sunegi toh daat se sunegi...

M: dii yaar aapko pata hai na I hate medicines

HM: even I hate many things, par fir bhi aap sab krti hai na... Ab chup chap kha lijiye... Kabse KS bhi request kar rhi aapko, N bhi bechari pareshan ho gyi

M: nahi na dii

HM: mahii... Bas... Ab le lo

M nodded in no
HM gave her a sharp glare
M made a puppy face

HM: kha lo ab

M: nahi na...

HM: Mahi ab bas... Varna thappad lagake khilayenge hum toh sochlo kaisa lagega

M🥺: gandi hai

HM: haa, hai hum gande... Aur kuch

M: aap nhi, dawai! Vaise aap bhi

KS bursted out laughing

HM: ha ha, zarur... Ab lo

M: dii

HM cupped M's face and made her have the medicine anyhow, jabardasti karke pura... M frowned after that and KS was laughing

KS: ama kaisa shakal banai ho, chhote bacho jaisa..

M: chhoti hi hu mai

HM: ha ha, pata hai class 9 ki chhoti bachi, badhi aayi

KS: sahi kaha MS🤣🤣

M: Karuu dii cheatingg, aap mere side ho ki unke

KS: na baba, I dare not, mai toh humesha apne bacha ke side hu

M: pakka?

KS: yes my love

And both share a hi-fi

HM: bohot badiya... Aaplog ne hi bigada hai ise Karu...

KS: areh, kya Hasuu, isme humara kya kasur

HM: aapka kya kasur... Aapko pata hai, jabse madam MPT mei aana shuru ki hai, baat manni kam krdi, shaitani jyada krti hai... Aur nakhre toh mat pucho, Haye Allah, alag hi hai iske

M: ab mai itni bhi kuch khaas nhi hahaha🤣🤣

KS:🤣🤣

HM: abhi batate hai khaas toh

KS: areh areh... Kyaa aap bhi hasu, mazak ke rhe hai na hum

HM: hmm... Thik hai

N gets the food

HM: Lo khao M

M: nahii

HM: acha hum khila dete hai

M: nahi main ye marizo vala khana nahi khaungi

HM: arehh, ye kya baat hui

PJ entered

PJ: yehi baat hui

HM: areh PJ aap?

KS: Itni jaldi vapas aa gyi?

PJ: hum konsa rukne gye the.... Humne toh pehle hi kaha tha

HM: areh par aap thoda rest kar leti na

PJ: hum toh abhi jaavan hai, hume rest ki koi zarurat nahi hai, aap kar lijiye

Full overacting:

M: pushpeee

PJ: haa mera bachaa

M: acha hua aap aa gyi... dekho na ye log mere saath jabardasti kar rhe hai

PJ: kyaa... Kyuu... Hey bholenath, ye kya din dikha rahe hai aap

Normal:
KS: Amma kya aap bhi...

HM: kis shaitan ki baat maan rhi hai aap

M: pushpee mai sahi bata rhi hu, jabardasti ye marizo vala khana nahi khila rhe the kya aap dono

KarEena: haa, aur khana hoga

M: nahiii, pushpe samjhao na inhe

KarEena: no

M: areh yaar

PJ: chup sab, ekdum chup... Koi kuch nhi bolega, hum laaye hai tiffin, aaiye sab vo khaate hai

HM: par ise ye sab allowed nahi hai Amma

KS: haa aur ek diet follow karna hota hai iske liye

PJ: ama humko malum hai, isliye pura diet ke according khaana banake laaye hai... Tum dono (to KarEena) bhi baitho... Dabba nikalo us packet se aur khao...

M: aur mai?

PJ: terko toh mai apne haatho se khilaungi mera bacha

HM: PJ aur aap?

PJ: hum khaa ke aaye hai

KS: pakka na?

PJ: haa... Ab aaplog khaiye... Aur tu, chal sidhe baith... Aur aa kar

M gave a wide smile... And that gave HM pleasure, seeing both the sisters happy KS was also happy and adoring them. KarEena ate the food together while PJ was feeding M with all her motherly love.

M: kitna mast khana banate ho aap pushpee... Heera di ko bhi kuch sikhao na

HM: kya matlab... Hum acha khaana nahi banate?

M: bilkul bhi nahi

HM: achaaa

M: sach hai dii... Nilu didi better banati hai...

HM: isliye toh unko rakha hai

Everyone bursted laughing and they had a nice chit chat session there after that.


Aajke liye bas itna hi...

Kaisi lagi M ki hospital diaries?
Sochte rahiye...

Please like, comment your views and share.
Your views are very important for me.
Thank you and please ignore grammatical errors, if any.

Ji, Hum Hi Hai!जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें