part 26

334 38 4
                                    

Enjoyy Readingggg ❤️

Then B saw the time carefully

B: so sorry... Maine galti se jyada bol diya, thik se dekha nahi tha

CC: kya nalle insan... Tumko time dekhna bhi nahi aata sahi se... Sirf bada bada hakna aata hai

B: chup kar na Cheeteh, aur M ji, sorry haa Mera dhyan kahi aur tha shayad....

M was simply ignoring B untill she saw HM glaring at her

M (in mind to herself): kya kar rhi hai M, aa bail mujhe maar wali harkat... Itna bhav khayegi toh didi aaj dinner nhi khane degi.. aur sutai karegi vo alag

M: aa.... Um..... it's okay B ji, sabse mistake... Toh ummm... ho jaati hai....

Saying this M again looked at HM, she was still glaring and she signalled M to say something more...

M: aurrr... Sorry B ji, jyada hi bol gyi thi main...

B: areh aise kya aap formal ho rahe ho M ji

Everyone smiles at this

HM: M aur KS humare cabin mein aaiye

HM, KS and M go to HM's cabin

HM: jo baate kal aadhi reh gyi thi, aaj aap vo sab cover karenge M, aur books laayi hai na aap?

M: ji MS

HM: okay toh KS...

KS: hum rakh dete hai MS inki books...

HM: jii (smiles)

KS got a call

KS: MS ek minute hum aate hai...

KS went from there

HM: ji ji zarurr

M smiles nervously

HM: aapko toh hum ghar jaake dekhte hai... Bohot bolne lagi hai aap... Aise koi baat karta hai kya....

M: arehh... Dii pls🥺

HM: nahi

M: aapne hi bola tha na, Thane ki baat thaane mein aur ghar ki baat ghar mein... Toh aap hume is baat ke liye Ghar pe nahi daat sakti

HM: jyada nautanki mat karo, aur history ho gya?

M (smiles nervously): umm voo.... H.. haa... Ummm...

HM: chodhke jao vo book mere cabin mein

M: book aap rakh lengi toh hum revise kab karenge?

HM: aapko humne gharpe khatam karne bola tha ye... Abhi hum ques paper banayenge na... Jab free time milega

M: toh MS hume ek hour pehle chodh dijiyega na...

HM: nahi, bilkul nai...

M: pls na dii ....

HM (sternly): MS

M: MS thoda jaldi chutti de dijiyega hume aur aap thoda late se nikaliyega... Toh ho jayega Mera

HM: vaise hume kaam thoda jyada hai aaj toh ho sakta hai hum ghar 1 hour late jaaye... Toh aapko anyways ek hour extra toh mil hi jaa raha hai

M: ha ye bhi thik hai...

KS returns

KS: MS vo khabri network se information mila hai case ke baare mein
....... (Muted conversation as I said I won't be discussing about cases much)

HM: okay toh M aap aaj ye written sheet submit kar dijiyega.... KS ki help se ye ho jayega...

M: yes MS

HM: okay then, get back to work

KS and M go out of the cabin, everyone is doing their own work.

In the evening, KS went to HQ to submit some files, PJ and SS went for field duty and CC and B went to collect some information regarding the case. Meanwhile only HM and M were there in thana, HM in her cabin and M on KS's desk, doing the paperwork.

'knock knock' M at HM's cabin

HM: ji kahiye? Ho gaya paperwork?

M: yes MS, ab main ghar jaau? Pls

HM: hmm, thik hai, hum ekbaar check kar lete hai... Aap tab tak pack kariye... Aur ye aaj aap jaldi ghar jaa rhi hai... Par aisa harbaar nahi chalega... Okay?

M: ha ha, aaj sirf ek din ke liye bas... Aur aap kab tak aaogi?

HM: dekhte hai... Humara kaam toh ho gya hai vaise... Koi aaye tab toh niklenge na...  Thaana chodhke toh nahi jaa sakte...

M: hain, itni jaldi ho gya aapka kaam?🥺

HM: aap chinta mat kariye... Abhi hume aapka ques paper banana hai... Toh humne book ki photos le li thi... Hum abhi vo banayenge... 1 hour se pehle ghar nahi ghusenge...

M: fir thik hai

M goes to pack her bag while HM checks the paperwork



Aajke liye bas itna hi...
I know ye thoda chota and boring part ho gaya... Sorry 😞
Next part isliye jaldi aa jayega!

Aage kya hoga..
Sochte rahiye...
Please like, comment your views and share.
Your views are very important for me.
Thank you and please ignore grammatical errors, if any.

Ji, Hum Hi Hai!जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें