SHUBMAN'S POV -
Sari packing toh ho gayi. Jra check krta hai kuch saman chut na jaye..ishan ki sari shirts toh pack kr li maine..(ishman bromance is treat to watch). Pehle Mumbai itni pasand nahi thi mujhe...but ab to Mumbai aana Jana laga rahega..Aaj zindagi mein pehle bar Ghar wapas Jane ki itni excitement nahi hai mujhe..
Shubhi badal raha hai tu..Meri family humesha mere liye priority thi.. Cricket toh zindagi he meri. Indian cricket team se khelna mera sapna tha aur aaj mein sapna jee raha hu..Papa ne bahut struggle Kiya hai mujhe cricketer banane mein..Yaar aaj itna emotional kyun ho Raha hu mein..
Aaj pehle bar Mumbai se Jane ka Dil nahi kr Raha hai..Pata nahi phir kab manisha se mulaqat hogi..kab usse mil paunga.. 4 din mein hi voh ladki itni special ban gayi mere liye...
Pata nahi jabhi use dekhta hu ajib sa feel hota hai..Dil ki dhadkan badh jati hai..Manisha kya kr Diya tumhe mere sath..har waqt tumhara khayal aate hai..itna maine kabhi kisi ladki ke kiye nahi socha..Jabhi tumhe dekhta hu Dil se ek feeling aati hai ki your are so precious aur mujhe tumhe protect krna hai..
Mera man toh krta hai tumhe sabse chupake pass rakh lu apne..First I don't believe in love at first sight but jabse tumhe dekha hai pata nahi kya ho gaya hai mujhe.
Aisa lagta hai tumhari bate sunata rahu..tumhe hi admire krta rahu..kya haal bana diya manisha tumne Mera..
4 din mein pyar toh nahi hota hai but mujhe itna pata hai ki mein bahut jyada attached ho chuka hu tumse...pata nahi tum meri zindagi mein na hogi toh kya krunga mein ..Aaj Tak mein jitni bhi ladkiyon se mila voh sab mere fame ke piche thi..
Manisha is the only girl who admire me as a shubhman gill not as a prince of cricket that's make her so unique..
Pagal hai yeh ladki khud troll hogi uski tension nahi thi use mujhe koi troll na kare iski fikar thi use..I don't know what future hold for us but I know one thing me and manisha will remain forever and ever..
Tabhi waha pe shehneel aati hai
Shehneel- kis ke khayalon mein kho gaya kake..
Shubhi- kuch bhi didi packing kr raha tha mein.
Shehneel- Mujhse jhoot to mat bol...ek bat puchu
Shubhi- pucho na dii apko kabse mere permission ki jrurat padne lagi..
Shehneel- kya chal raha hai tera manisha ke sath??
Shubhi- kuch chal nahi Raha hai..just friends hai hum..
Shehneel- just friend hai toh publically tune support Kiya hai use
Shubhi - ha toh mere fans use troll kr rahe the toh meri responsibility hai na voh ki mein use support kru...
Shehneel- agar Aisa hai toh Sara ko bhi troll krte hai log usko tune kabhi support nahi kiya .
Shubhi- sara ko mere support ki jarurat nahi hai ...voh cricket ke god Sachin sir ki beti hai dii..
Shehneel - why manisha why not sara..
Shubhi - why sara why not manisha...agar meri life mein koi nahi bhi hota na to bhi mere dil Sara ke liye kuch feelings nahi hoti..
Shehneel- but why kya Kami hai sara mein..acchi hai Dil ki , khubsurat hai, well educated hai...
Shubhi- sara mein koi kami nahi hai di..but voh manisha nahi hai voh sara hai..
Shehneel - tu sure hai manisha ke bare mein ...
Shubhi - future kisne dekha hai dii..mere present ka toh hissa hai manisha...but ek bat aapko mein batadu manisha bahut special hai mere liye...
YOU ARE READING
LOVER
FanfictionOne is prince of Indian cricket team Another is queen of social media What happened if they meet...is there any chances for love blooming between them Or destiny has some other plans for both of them ... Stay tuned to know more..