Tere liye
"tere liye
Manan moment ab aage.
nandani niche jati hai aur bachcho ke liye breakfast tayyar karti hai Mr malhotra bhi aa jate hai.
nandani _Good morning papa.
Mr malhotra _good morning beta manik kaha hai mughe osse jarori baat karni hai.
nandani _woh aagaye kar le kya baat hai.
manik _yes dad kya baat karni hai.
Mr malhotra _beta tumhe aaj hi nikal na hoga.
manik _kaha dad.
Mr malhotra _business tour par.
manik _business tour par ye kya hai papa.
Mr malhotra _yar itne din absent rahe ho tum maine badi mushkil se hendel kiya sari branch ko but ab tum sahi ho gaye ho to har branch ke manager ne ye demand ki hai ki tum ek ek round sari branch main laga kar aao take sab ko ye yakeen ho ki tum bilkul thik ho aur company ki bag dor tumhare hatho main safe hai so aaj hi tumhe jana hoga jaldi se paking kar lo Mr mehta aate hi honge woh tumhare sath jayenge iss tour main.
manik sun kar shoked reh jata hai aur nandani ko dekhta hai aur nandani bhi manik ko dekhti hai.
Mr malhotra _are you OK na beta jao ge na.
manik _ beman se yes dad kehta hai aur thoda sa breakfast karke room main chala jata hai.
nandani bachcho ko school bhej kar kitchen main jane lagti hai.
Mr malhotra _beta manik ke pass jao oski paking main help karo jakar jaldi nikal na hai ose.
nandani _Ji papa.
nandani room main aati hai to manik ko paking karte pati hai.
nandani _aap hate main paking kar deti hon.
manik _rehne do kar longa main tum jao kitchen ka kaam karo naraj naraj sa bolta hai.
nandani _ gussa ho mugh se manik.
manik _han bahut jyada.
nandani _maine kya kiya ab papa bhej rahe hai tour par main nahi.
manik _ jab main aaya maire pichhe aana tha tumhe par nahi sanskari bahu jo ho pehle sare kaam karne hote hai na tumhe tab maira khayal aaya hoga tab aagayi room main main itne din ke liye jaa raha ho tumhe koi dukh nahi ho raha hai yahan dil betha jaa raha hai jane ka sun kar khud hi sawal khud hi jawab karta manik turn karke dekhta hai to nandani silently khadi aanson baha rahi hoti hai.
manik _ are sorry sorry maine jyada bol diya shayd sorry yar rona band karo plese jaate hue rote nahi hai hans kar bhej a karte hai samghi my dear wife.
nandani kuchh nahi kehti aur manik ke chest par sar rakhe kar rona start kar deti hai aur manik ose apne ambres main lekar khada ho jata hai aur oski back ko rub karta hai.
nandani jab bahut ro chuki hoti hai tab rona band kar deti hai par sar ab bhi chest par hi hota hai.
manik _ho gaya jaan ya aur bhi rona hai hon bolo crime branch officer pati ke jane ka sun kar bachcho ki tarha ro rahi hai kamal hai yar.
nandani _manik mazak nahi samghe na. bivi bivi hoti hai samghe aap do din nahi hue thik hue aap ko tabiyat pori tarha thik nahi hui hai aur jaa rahe hai kuchh ho gaya to waha jakar ke cutly pochhti hai.
manik _aww mairi jaan bas iss bat se pareshan ho main to kuchh aur samgha tha. .
nandani _kya samghe the aap.
manik _yahin ki aaj ki rat hamari suhag rat hone wali thi woh na ho sakti to tumhe dukh hua aur tum rone lagi simple.
nandani _shoulder par slap Marti hai how disgusting manik main yahan itna worid ho aur aap be kar ki baat kar rahe hai.
manik _to kya karo rone lago tumhari tarha hon bolo.
nandani _mughe nahi pata more sung gel hokar khadi ho jati hai.
manik _kya irade hai madam ke chhod na nahi hai kya mughe paking bhi nahi hui hai papa bola lenge abhi to kya karonga aap ki bahu chhod nahi rahi hai mughe oske irade thik nahi hai aaj nahi kal chala jaonga main.
nandani _ how mean manik aur alg ho jati hai lo alg ho gayi kar lo paking jaise karni hai.
manik _ main karonga ya tum khud karo ab bivi ho mairi.
nandani _hato kar dongi beth jao aaram se ok.
phir paking ho jati hai aur manik bag lekar jane lagta hai tab hi manik rokti hai aur nandani ke pass jakar apne lips oske lips par rakh kar softly onhe smoch karne lagta hai aur kuchh der ke baad dono wild way main kiss karne lagte hai aur breathes hone par kiss broke karte hai aur lambi lambi sans lene lagte hai.
aur forged ek dosre se tuch karke khade ho jate hai.
manik _ I love you so much jaan mughe miss karogi na.
nandani _ apne aap se bhi jyada jaldi waps aana main wait karongi aap ka.
manik _ yes of course yar yahan koun kafir jane ko tayyar ho raha tha par papa ne kaha issliye jaana pad raha hai apni cute se wife ko chhod kar titly hug kar leta hai aur nandani bhi equally hug karti hai.
manik _ hug broke karke ab jao jaan.
nandani _ dil nahi kar raha maira par jana hoga best of luck hubby jaldi aana. .
aur dono niche Chale jate hai. aur Mr malhotra ki blessing lekar manik nandani ko dekhta hua nikal jata hai.
Mr malhotra _sorry beta jarori tha jana.
nandani _it's OK papa I understand apne sorry kyu bola.
Mr malhotra _ ok aage nahi ka hoga sorry bas.
nandani _that's good ab main bhi chalti hon ofice main bahut jarori kaam hai late ho sakti ho main bachcho ko geeta dekh leti hai. main jaa kar aati hon.
Mr malhotra _koi baat nahi. Work cum first beta jao main kuchh der main niklo nga kuchh kaam karna hai mughe bhi.
Nandani _ ok papa kuchh chahiye to bata de main a range karke chali jaongi.
Mr malhotra _ no beta sab hai tum jao main dekh longa geeta hai hari hai na.
Nandani _ Ji papa chalti ho woh bhi blessing lekar nikal jati hai.
Malhotra menstion ke bahar khade do aadmi. .
One person _ ye black mirror lagi car se daily koun jata hai bahar.
Second person _ han maine bhi dekha hai Mr malhotra aur ab manik malhotra normal glasses lagi gadi se gaye hai ye gadi nikli hai aage jakar gayab hojati hai kitna pichha kiya iska humne.
First person _ boss ko batana hoga Hume.
Second person _ are nahi yar jab pata laga lenge ki ski gadi hai tab bata denge abhi nahi chal abhi to kisi ne dekh liya to gad bad ho jayegi wese hi police ghumti rehti hai yahan par jab se woh dipali waps aayi hai tab se.
Dono chale jate hai.
आप पढ़ रहे हैं
Tere liye
Misteri / Thrillera unique love story one crime branch officer girl and one mad parson how they fallen love each other let's see care fully and enjoy it. with respect all fans shazia khan
