yad hot um mughe bhole nahi hai .

1.2K 111 28
                                    

One week later .

Cabir_ navya navya .

Navya_ kya Hua cabir kyu chill rahe ho .

Cabir_ are yar yahan aao ek bar .

Navya_ Jan bolo kya bol rahe ho oske pass beth jati hai aur.

Cabir_ main one week ke liye out of town jaa raha hon .

Navya_ Jan to achhi baat hai jaao .

Cabir_ achhi wife mili hai husbad dor jata hai isko koi farq hi nahi padta .

Navya_ hum newly seeded couple nahi hai jo main ro to ke aankhe all kar lo aapke Jane ka sunkar ke ok kaam hai jana to padega so jate that's it .

Cabir_ are yar maira sara plane gadbad ho gaya manik nandani ko milane ka .

Navya_ what kaisa plane mughe to kuchh bhi nahi batya tumne how mean you are jaao mugh se baat karne ki jarorat nahi hai tumhe .

Cabir_ oh god kya karo main tum bhai behan ka dimag hath main lekar chalte ho kya .

Navya_ kya matlab hai tumhara iss bat se .

Canir_ are maine kaha plane gadbad ho jayega maire Jane se matlab tumhe bata kar hi to plane aage jata Maira mrs cabir .

Nsvya_ oh .

Cabir_ oh aage bhi to kuchh kaho ab .

Navya_ sorry .

Cabir_, that's better .

Navya_ ho gaye khush ab batao kaise plane gadbad Hua aapka.

Cabir_ are main daily baat karta ho yash se nandani ko lekar ke nandani jab se manik aaya hai oske pass se tab se restless si rehne lagi hai roti rehti hai akele main .aur mughe aisa lagta hai tumhara bhai aaj bhi  nandani se pyar karta hai ose bhola nahi hai ek baar dono sath aajayenge to woh pyar jo on dono ko lagta hai khatam ho gaya hai woh phir se dono ke dil main dobara janm lega aur dono sath aajayenge hamesha ke liye.

Navya_ han bhai aaj bhi pyar karte hai bhabhi se ye to pata hai mughe nafrat sirf hume dikhate hai woh .

Cabir_ ye hi to baat hai but ab jo main plane aage le Jane wala tha woh rok gaya yar .

Navya_ aap kya karne wale the ye batao mughe .

Canir_, are family dr se milkar nitara ko bimar karta aur dr ke throw manik ko ye ashure karta ki

Nitra bina nandani ke thik nahi hogi ose nandani ko waps lana hoga tab hi nitara thik hogi aur beti ke liye woh nandani ko ghar jaror lata ek bar nandani ghar aajati na oske baad to sab apne aap thik ho jata .but ab Maira sara plane gadbad ho gaya pata nahi mughe jyada time lag jaye .

Navya_ koi baat nahi aakar ke kar lena apna plane execute .

Cabir_ han ab to tab hi karoga yar

Navya_ you are my best husbad .

Cabir_, aaj pata chala aapko mrs cabir dhawan ose side hug lekar bolta hai aur navya ose shoulder par headown kar jati hai relax hokar ke .

Phir cabir chala jata hai aur par kehte hai na agar insan sachcha man se kuchh souchta hai achha karne ke liye to woh hokar rehta hai yahan bhi yahin hota hai .

Navya_ bhai kya Hua aapne itni rat ko call kiya sab thik hai na .

Manik _ navya with nitara .

Navya_ bhai kya Hua nutara ko han .

Manik _ woh behosh ho gayi thi hospitalised kiya hai dr ne ose tum jaldi aajao .

Navya_ ya bhai abhi aayi don't worry aap relax raho ok .

Tere liye जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें