Poem

564 27 6
                                    

Aakhir kaar aaj voh din aa hi gya. Isi ka toh intezaar tha,phir ye bechani kaise?

Aaj 14 varsh pashchat urmila se milunga punha, phar  bhay hai.

bhay!

kya usne mujhe maaf kiya hoga? 

shayaad nahi.

kaisi hogi voh?

kya- kya parivartan aaye honge usmain? 

aab 14 varsh pashchat kaisi dikhti hogi voh?

kya aaj bhi voh mujhse utna hi prem karti hogi?

kya main, usse utna hi prem karta hu?

nahi, usse kayi gunha karta hu ,jitna phele kiya karta tha.

kya hmare beech sab phele jaisa ho sakega? ya, ek sankoch hmesha hi rahega.

tyaag diya! yahi duniya kheti hai mujhe.

prantu, hmare rishte ko koyi smajh hi nahi paya.

voh swash hai meri koi swash ko kaise tyaag sakta hai?

parantu, kahin urmi bhi toh yhi nahi sachti?

itna sochte hi lakshman ke kadam jo uskai aur mila ke mahal ki taraf jaa rahe the. mano vahin tham se gaye ho.

soumitra! ( lakshman ko ek madhur aawaz sunai padi)

vo muda bhi nahi usse phele hi us madhur aawaz ki swamini urmilesh ki baho main ja giri aur lakshman ne use apne aagosh main smeth liya. bina kisi becheni kai.


LAKSHMILA: the saga of love and sacrificeWhere stories live. Discover now