07

802 74 8
                                    

To be continued...

Raavi was in Shiva's room Shiva was not in his room as he got call... His room was properly arranged every thing was in their proper place and there was his picture too

 His room was properly arranged every thing was in their proper place and there was his picture too

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

The picture was this ☝️☝️
Raavi (to herself) - Haaye... Shiva ache ke saath saath kitna cute aur hot bhi hai... Kitni achi body hai... Mann karta hai ki kiss kar lun... Kaash mujhe ek baar ache se uski body dekhne mil jaaye
Raavi's alter ego comes - Ey raavi kya bol rahi hai tu... Woh tujhe apni boy dikhaye...(laughs) aisa kabhi nahi ho sakta...
Raavi - Kyun? Kyun nahi ho sakta?
Raavi's alter ego - Kyunki tum dono ki shaadi boht alag hai tum dono ek doosre ko ache se jaante tak nahi...
Raavi - To kya hua... Arrange marriage mein bhi kaha koi ek dusre ko jaanta hai... Aur phir bhi woh dono ek saath hote hain na...
Raavi's alter ego - Woh baat alag hai woh thoda to jaante hote hain... Aur baad mein hi apni shaadi aage badhate hain...
Raavi - Aisa kuch nahi hota...
Someone - Kaisa nahi hota? Aur tum mere photo ke paas kyu khadi ho? Usme koi aur hai kya... Ki tum uss sey baat kar rahi ho?
Raavi - (slowly to herself) Shiva... Ab main iss sey kya kahungi agar yeh C.I.D Bane to main to phas gayi...
Shiva - Raavi... Kahan kho gayi?
Raavi - Kahi nahi... Woh to bas main aise hi akeli akeli baat kar rahi thi...
Shiva - Akeli akeli... Yeh bhi sahi hai... Akele baat karne ki jarurat nahi hai yaha pe itne log hai... Main hu, Neel hai, staff hai... Mana ki staaf se koi thodi baatein karta hai... Par mere liye yeh mera staff nahi meri family hai...
Raavi - Shiva aapki family nahi hai kya main jabse aayi tab se koi nahi dikh raha... Oh acha kahin pe bahar gaye hoge...
Shiva - Nahi... Meri family nahi hai... Mere mummy-papa ka accident ho gaya tha... Tabse main akela hi rehta hu... Main aur Neel uski bhi family nahi hai...
Raavi - Oh sorry... Mujhe nahi pata tha...
Shiva - Tum batao apne baare mein...
Raavi - Mere mummy to hai par step...
Shiva - Ohk...
Raavi - Mere dad health issues ki wajah se nahi rahe aur meri real mom main jab choti thi tab hi chali gayi thi...
Shiva - Hmm...
Raavi - Aap bura na Mane to ek baat puchu?
Shiva looks at her and raises his eyebrows
Raavi - Do you believe in love?
Shiva - No...
Raavi - Why?
Shiva - Bas aise hi... Jaane do uss baat ko...
Raavi - Koi to bat hogi na... Warna insaan aise kaise love mein beleive nahi karega...
Shiva - Raavi please... Mujhe iske baare mein baat nahi karni...
Raavi - Koi baat nahi Shiva... Tum jab chaho jo chaho mujh se share kar sakte ho... Tum ne hi kaha tha na ki we will leave as friends to friends to baatein share kartein hai naa...
Shiva - Sure when I will feel... I will tell... Ab so jao...
Raavi takes her pillow and blanket and goes towards sofa...
Shiva - Raavi... Tum yahi bed pe so jao...
Raavi - Nahi Shiva... Tum so jao...
Shiva - Raavi... Yeh bed koi chota nahi hai jo ek hi log aaye... Hum dono isme aaram se so sakte hain...(after realising what he said) Sorry woh tum uncomfortable feel karogi... I m sorry agar bura laga ho to... Par if you don't have any problem then hum dono ek saath bed pe so jaate hai...
Raavi - Shiva...
Shiva - Oh... Don't worry... Main koi aisa waisa aadmi nahi hu... Main kuch bhi nahi karunga... Aur haa mujhe neend mein aise haath paav marne ki bhi bimari nahi hai... So you are safe... Main ek hi side sota hu to ek side tum so jaana ek side mai so jaunga... Aaj try kar lo agar tum comfortable nahi ho to hum beech mein pillows laga denge... Nahi to... Nahi to hum bed cut karva lenge (chuckles)
Raavi - Shiva you are so funny... Bed kaise cut kar sakte hai...
Shiva - Carpenter to bulva ke machine se...
Raavi - (chuckles) Tum na sach mein boht funny ho... Aisa kaise koi kar sakta hai aur tumhara bed bhi kitna acha hai bilkul bhi cut mat karvana...
Shiva - As you wish... Par tumhe bhi mere saath Sona hoga...
Raavi - Ohk...
Shiva smiles and they both sleeps

So guys it was the part agar accha laga ho to vote and comment jaroor karna...

SHAADI : COMPROMISE OR LOVEजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें