To be continued...
As Neel opened the door he was shocked to see the person and immediately hugs her...
(Ab tak to shayad aap samajh chuke hoge ki woh koi aur nahi balki hamare majnu ki laila hai I mean Jaimi hai)
Neel - Tum yaha pe?(shocked+happy)
Jaimi - Kyu nahi aa sakti?(sarcastic)
Neel - Arey bilkul aa sakti ho... Tumhara hi to ghar hai...
Jaimi - Ab andar to bula... Warna kisi ko pata chal gaya na ki kal ka sab drama tha to bawal ho jayega...
Neel - Oh Haan... Aa andar...
Then she comes inside and hugs Raavi
Jaimi - Raavi kitne dino se nahi mili... Its not fair...
Raavi - Haan woh thode dino se kaafi busy thi...
And then Jaimi and Raavi starts gossiping
Shiva - (wishpers to Neel)Yeh ladkiyaan hamesha Aisa ki karti hai kya?
Neel - Pata nahi...
Neel (to Jaimi) - Waise maine to tumhe kal ke drama ke baare mein nahi bataya tha to phir tumhe kis ne bataya? Aur tum achanak se yaha kaise aayi?
Shiva - Yeh to main bhi bata deta...
Raavi - Woh actuallyFlashback
After the breakfast Neel had gone to his room and Shiva abhi bhi breakfast hi kar raha hota hai...
Shiva - Waise Raavi main to boht bore ho jaane waala hu...
Raavi - Kyu?
Shiva - Kyu na houn? Aaj to kahi jaa bhi nahi sakte hai... Aur sahi to keh raha tha Neel ki hum bore ho jayenge... Kaash hum kahi jaa sakte... Koi friend yaa relative ke ghar... Waise Mera to koi relative nahi hai par hum kahi mall mein to jaa sakte...
Raavi - Haan...
Shiva - Waise Raavi... Ek kaam kar... Tu na Jaimi ko call kar ke bula le... Neel ka bhi man laga rahega aur tujhe bhi uske saath time spend karne ko mil jayega...
Raavi - Waah bandar... Kitna achi cheez Sochi hai...
Shiva - Kya main bandar?
Raavi - To kya main?
Shiva - Nahi tum to nahi ho bandar...(pause)(Raavi was happy that she won the argument but she was wrong) Kyu ki ladkiyan bandar nahi ho sakti woh to sirf ladke hote hai... Tum to meri pyaari si bandariya ho... Sach mein jab tum make-up lagati ho na ekdum bandariya jaisi lagti ho... Waise tum ek aur cheez bhi ho... Chipkali(and starts laughing)
Raavi - Tum naa...
Shiva - Boht ache ho, boht pyaare bhi ho, aur ekdum samajhdaar ho...
Raavi - Tum se na argument mein koi Jeet hi nahi sakta... Kaha se sikhye ho yeh sab?(irritated)
Shiva - I am talented... Pehle se hi... Main to pehle se hi aisa hu... And you know this is Shiva Pandya's style...
Raavi - Bada aaya (mimicking like him) Shiva Pandya style wala... Bandar kahi ka
After sometime
Then they both goes in their room
Shiva - Raavi tune call Kiya?
Raavi - Nahi...
Shiva - To kar na...
Raavi - Haan
Then she calls Jaimi
Jaimi - Hello... Hello Raavi Shiva sir ko kya hua hai kal raat ko main jaldi so gayi thi aur abhi mujhe meri friend ka call aaya ki Shiva sir ne sucide attempt kiya tha usne kaha ki yeh news T.V par bhi aayi hai par yeh to raat ko aayi hogi na... Ab tu bata na...
Raavi - Tu chup reh... Shiva ko kuch bhi nahi hua hai... Woh sab natak tha... Tu ek kaam kar sakti hai tu mere ghar pe aa sakti hai?
Jaimi - Haan... Par Shiva sir ne naatak kyu kiya tha?
The call was on speaker and Shiva too listened that Raavi asked through her eyes ki kya woh usey bataye... In answer Shiva blinked his eyes and tell her to mute the call... Raavi did so
Raavi(on call) - Jaimi ek min haa... Tum wait Karo
Jaimi - Haan theek hai...
Raavi muted the call and asked him - Kya hua shiva tumne call kyu mute par rakhne ko kaha?
Shiva - Tum usey uske baare mein kuch mat batana... Sirf yahi batao ki ek trick thi kisi ko pakadne ki...
Raavi - Haan theek hai...
Then Raavi unmuted the call and told her everything... And then she asked her to came and Jaimi agreedFlashback end
Neel - Oh toh yeh baat hai...
Raavi - Haan...
Neel - To ab aap dono bhi aaram karo main mere room mein jaata hu aur isey guest room dikha doge aap?
Before Raavi could say anything Shiva said
Shiva - Kyu yeh Teri gf hai na... Tere kamre mein rahegi...
Neel - Kya(shocked)(but in his mind he was happy that he could see her actually stare for a long time)
Shiva - Haan... (To jaimi) I hope tumhe kuch problem na ho... If you have problem you can say... After all it's your house also(smiles)
Jaimi nodded - I don't have any problem
Neel - Tune us sey pucha mujhe kyu nahi?(in a complaining tone)
Shiva wishpers to her - Kyu ki mujhe pata hai tujhe yehi chahiye tha... Taaki tu usko zyada der tak taad (stare) sake...
Neel - A... Aisa kuch nahi hai...(nervously)
Shiva - Khabar che khabar che have vaat na kar ane jaa(Pata hai pata hai ab baat mat kar aur jaa)
Neel - Hu vaat nathi karto tu kare chhe(main baat nahi kar raha tu kar raha hai)
Shiva - Haa have vadhare na bol netar Jaimi ne tara room maa je Reva kidhu chhe e Raavi ne kai dais ke eno saaman guest room ma mukavi dye... Ane Jaimi ne bolava no idea pan maro j hato (Haa ab jyada mat bol nahi to jaimi ko tere room mein rehne k kaha hai na woh raavi ko keh dunga ki uska saaman guest room mein rakhva de... Aur jaimi ko bulane ka idea bhi mera hi tha)
Neel - Tu chhe ne...(Tum na...)
Shiva (cuts him) - Bov samjhdaar chho...(Boht samajdaar ho)
Shiva - Have jaa tara room ma... Jaimi wait karti haise...(Ab jaa tere room mein Jaimi wait kar rahi hogi)(teasing)
Neel - Haan jav... Em pan ahiya to rehva no j nathi... Tu pan jaa tara room maa... Bhabhi pan wait karta haise (Haan jaata hu... Waise bhi yaha to rehna nahi hai hi nahi... Tu bhi jaa tere room mein Bhabhi bhi wait kar rahe hoge...(teasing))
Shiva being Shiva
Shiva - Naa ene ek call karvo to to e call ma busy haise to e wait nai karti hoi...(Nahi usey ek call karna tha to woh call mein busy hogi woh wait nahi kar rahi hogi)
(Ab boht ho gaya gujarati warna main thak jaungi gujarati to hindi translate karte karte)
Then they goes in their roomFirstly I am so sorry... I was going to post this part yesterday but I totally forgot about it... I thought that I had posted already... Agar part accha laga ho to vote and comment jaroor karna...
Nehumishra
Nissh2021
9A20SubhrasmitaPanig
jashankaur2207
LovelyPuja03 You guys were right... Jaimi was on the door...

आप पढ़ रहे हैं
SHAADI : COMPROMISE OR LOVE
FanficEk aisi shaadi... Jismein naa to pyaar hai na hi kuch aur jo ki ek majboori ki wajah se hui hai... Kya yeh shaadi chal payegi... Kaisi hogi Shiva aur raavi ki zindagi shaadi ke baad... Kya unn dono mein pyaar hoga... Kyun ki hogi Shiva ne Raavi se s...