To be continued...
Then Raavi comes...
Neel - Shiva Raavi bhabhi aa gayi... Ab chal...
Shiva - Hmm... Jaldi haal Raavi... Pela j late uthi ne tu late chhe... Have vadhare late ny chale... Mare ek important meeting pan chhe...( Jaldi chal Raavi... Pehle hi tu laye uth kar late hai... Ab aur jyaada late nahi chalega... Mujhe ek important meeting bhi hai...)
Raavi - Haan aavi to gai... Hal have... (Haan aa to gayi... Chal ab)
Then they goes and Neel goes on bike
Shiva and Raavi was on their way there was a silence but Shiva broke the silence
Shiva - Raavi I want to say something...
Raavi - Haan bolo na...
Shiva - Woh mere mummy papa ka...
Raavi - I know ki accident hua tha... Neel ne bataya...
Shiva - Accident nahi hua tha... Unka kisi ne murder kiya tha...
Raavi - Kya... Par unka jinhone murder kiya tha usko police ne padka nahi?
Shiva - Raavi bail... Bail naam ki bhi koi cheez hoti hai...
Raavi - Kya usko aise kaise bail mil sakti hai?
Shiva - Pata nahi... Usko bail mil gayi... Aur main tab tak chup tha jab tak woh mere raaste phir se nahi aayi thi... Par ab nahi...
Raavi - Acha Shiva par maine Neel ko bhi pucha tha ki tumhare maa-papa ki death kaise hui thi... To usne kaha ki unka accident ho gaya tha... Usne mujhe sach kyu nahi bataya?
Shiva - Maine usey meri kasam di thi aur Raavi tumhe bhi meri kasam kisi ko kuch bhi kehna mat please... I know ki main tumhara kuch nahi lagta par agar tum mujhe apna dost bhi maanti ho na to please... Yeh baat kisi ko mat batana
Raavi - Acha Shiva main kisi ko yeh nahi bataungi... par uska murder kiya tha kyu?
Shiva - Meri wajah se meri ek galti ki wajah se...
Raavi - Par kyu Aisa kaise ho sakta hai... Jaha tak main jaanti hu tujhe... Tum koi aise kaam hi nahi kar sakte jiski wajah se kisi aur ko guzarna pade...
Shiva smiles sadly - Par agar woh anjaane mein hua ho to...
And suddenly woh brake lagata hai car mein
Raavi - Shiva kya hua... Achanak se brake kyu lagai?
Shiva - Woh samne ek puppy jaa raha tha... Aur mera dhyaan baato mein tha to agar usey meri wajah se kuch ho jaata to...
Raavi - Par koi aise achanak se brake lagata hai... Mera sar samne laga hota toh... Tumhe dhyaan rakhna chahiye...
Shiva moves closer to her
Raavi - Y... Yeh ... K... Kya kar... Rahe... Ho...
And he gives no answer and takes the untied seatbelt and ties it... Raavi looks into his eyes and he too looks into her eyes and they share a cute eye-lock...
Bgm = Kuch to hai tujhse raabta
Shiva comes in his senses
Shiva - Raavi seatbelt naam ki bhi koi cheez hoti hai... Jo tum ne nahi pehna tha... Seatbelt to hamesha pehn na chahiye na... Ab se dhyaan rakhna...
Raavi - Hmm...
Shiva - Ab boht ho gayi batein.... Baaki ki story tumhe phir batata hu...
Raavi - Hm...
Then they both reaches office
At evening
In Shiva's cabin
Raavi was working there and suddenly someone comes
Shiva - Tum... Tum phir se aa gayi... Maine kaha na ki mujhe nahi milna hai tumse... Nahi hai mujhe tum mein koi intrest.... To kyu... Kyu iss tarah se kar rahi ho...(angrily)
Heli - Arey shivu baby...(she traces her fingers on his face) Itna gussa sehat ke liye acha nahi hota... Tumhe yeh bhi nahi pata...
Shiva jerks her hand angrily- Pata hai ache se pata hai ab tum jao yaha se... Maine tumhe kaha na ki jao... To jao Naa... Kyu mere piche padi ho...
Heli - Theek hai main chali jaungi... Pehle meri demand to puri kar do...
Shiva - Shut up... Tum kya kabse bole jaa rahi ho... And please for God's sake mujh se dur ho kar baat karo... Aur dur ho kar to kya mujh se baat hi mat karo...
Heli - Aur woh... Uss din ham ek saath ek bed pe soye the uska kya?
Shiva - Oh hello... Yeh sab na tumhare sapne mein hua hoga... Aur tumhari demand bhi tumhare sapne mein hi puri hogi... So get lost... For God's sake heli get lost...
Heli - Acha to mere sawal ka javab do...
Before Shiva could say anything Raavi comes and slaps her hardly
Heli - Ab tum kon ho... Aur kyu mere aur mere bf ke beech mein aa rahi ho haan...
Raavi - Oh... Pehle Ms. Chipku... Aap jinhe apna bf bol rahi hai unhe to puch lijiye ki woh apke bf hai yaa nahi... And dusra... Aap jinhe apna bf keh rahi hai na woh ab apke bf nahi hai kyunki unki shaadi ho gayi hai so please stay away from him...
Heli - What rubbish... Shiva tell her that I am your gf... Tell her ki tumhari shaadi nahi hui hai... Kaho ki yeh jo keh rahi hai woh sach nahi hai...(to Raavi) Aur pehle to tum apna naam batao...
Raavi - Raavi... Mrs. Raavi Shiva Pandya... Aur kuch...
Heli - What the hell... Aisa nahi ho sakta...
Shiva - Kyu nahi ho sakta? Life mein sab ko shaadi karni hi hoti hai na... Aur sab ko move on bhi karna hi hota hai... Tumhe kya laga ki tumne jo mere saath kiya uske baad mein ek kone (corner) mein baith ke aansu bahata rahunga... Aankhon se ganga jamuna bahaunga? Agar tumhe Aisa lagta ho na to tum bilkul galat ho... And yes... Ab kya main apni patni ko hi kahun ki meri shaadi nahi hui... Waah kya logic hai...
Heli - Stop it... Stop this drama
Shiva - Exactly... This applies on you too... Stop this nonsense drama... And get out...
Raavi - Suna nahi Shiva ne kya kaha... Get out... Yaa main aur pyaar karu... Uske baad jaogi?
Heli - You how you dared to slap me?
Raavi slaps her again
Raavi - Like this... Abhi agar aur insult nahi chahiye to get out
Heli - Shiva yaad rakhna... Abhi to main jaa rahi hu... But I will come back...
Shiva - In you dreams...
Then she goesSo guys it was the part agar accha laga ho to vote and comment jaroor karna...
Shiva's half past revealed...

आप पढ़ रहे हैं
SHAADI : COMPROMISE OR LOVE
FanfictionEk aisi shaadi... Jismein naa to pyaar hai na hi kuch aur jo ki ek majboori ki wajah se hui hai... Kya yeh shaadi chal payegi... Kaisi hogi Shiva aur raavi ki zindagi shaadi ke baad... Kya unn dono mein pyaar hoga... Kyun ki hogi Shiva ne Raavi se s...