7.Papa figure

398 32 0
                                    

Neil and Aarohi were sitting in the front and the newly wedded couple at the back.
"Tho saali saheba tumhe Kam se kam ek hafta rukna hoga humare Ghar main" said Abhimanyu.
"Ek hafta!! Main tho Aaj hi jaane waali thi waapas"
"Waapas?" Asked Abhimanyu.
"Haan isne Kolkata ke ticket book kar ke rakhi thi" said Akshara complaining.
"Main reception pe bhi nahi Rukh ne wali hun bohot kaam hai" said Aarohi.
"Haan Jaa ne do na bhaiya bhabhi,main to nahi jhel paunga ise ek hafta" said Neil raising his hands.
"Tum chup raho,tumhare Marzi pucha kisi ne? Mera Kam hai meri behen hai main chahe uske paas rahu ya kaam pe jaau?" Said Aarohi fighting with him.
"Haan haan whatever" said Neil rolling his eyes.
"Aaru sach main kaam se Jaa rahi hai yaa bahana bana rahi hai" asked Akshara seriously.
Aarohi lowered her gaze and said "Main nahi reh sakti Akshu Ghar main Isi liye Aaj hi Jaa rahi thi, main toh seedha Jaipur aana chah rahi thi tere saath time spend karne Ghar aagayi"
Everyone sat silent.
Abhimanyu broke the ice saying "Aaru tu humare saath ghar aa jao. Jitne bhi din Udaipur main rahogi Akshu ke saath reh sakte ho hai na" said Abhimanyu understanding that something was really serious about her or her past.
Aarohi gave a smile.

Past an hour,they reached the Birla house.
The Birlas did the griha pravesh of Akshu.
The Goenkas were also present in the Birla house.
After all the post-wedding rituals were done,they had their lunch together and sat for sometime talking random things.
Mahima, Anand and Harshvardhan left to their work in hospital.
Manish said "ji bohot der hogayi ab hum chalte hai. Reception ke din milenge."
All of them got up.
Aaru was standing between Akshu and Abhimanyu.
Kairav hugged Akshu and said Aarohi to come
"Chal Aaru"
Aarohi looked at bade papa whose smile faded when kairav asked her to come home.
Akshu and Abhimanyu observed that.
Then Kairav said "tune shaadi main Akshu ke saath bohot time spend Kiya,ab ghar aa humare saath bhi time spend karna hai"
Aarohi turned to Akshu and hugged her.
"Tum apne behen ke paas nahi rukne wali ho?" Asked Abhimanyu.
"Haa Aarohi ruko na thode din." Said Manjiri.
"Haan di bohot maza aayega." Said Nishtha squealing in joy.
"Aaru please" said Akshu making her puppy eyes.
Aarohi looked at Kairav and he shook his head agreeing.
Not Aarohi but Nishtha and Akshu jumped in joy.
Then all the other Goenkas left.
"Nishtha,Aarohi ko guest room dikha do" said Manjiri.
Nishtha along with Akshu and Abhimanyu went to show her the room.
"Tum bhi kairav Bhai se bohot close ho na" asked Abhimanyu.
"Haan" said Aarohi.
"Kairav Bhai bachpan se hum dono ke bhai kam or papa zyada rahe" said Akshara looking at him.
"Papa figure" said Aarohi looking down and smiling remembering her father and Bhai.
"Hum teeno bohot close the.Ice cream khaane jaate the, shopping par.Aur na jaane kitne saare day outs pe jaate the." Said Akshu.
"The matlab" asked Nishtha.
"Jab se Aaru Kolkata chali gayi,tab se sab band ho gaya" said Akshu.
"Thik hai. Aarohi ab tum rest Karo hum shaam ko milte hai" said Abhimanyu taking Nishtha out.
"Mujhe Kairav Bhai ke sath time spend karni thi. Lekin Ghar jaane ki himmat nahi hui"
"Tu kyu muh chupa Rahi hai bade papa se. Galti Teri todi hai. Aur kitne din Ghar se dur rahegi sirf bade papa ke wajah se" said Akshu.
"Main muh nahi chupa Rahi hu,tujhe pata hai main bade papa ko stand nahi kar paa Rahi hu. Aur waise bhi baaki ghar waale koi better nahi hai. Fark yeh hai ki bade papa ne baat nahi bolne di aur baaki ghar waale suna bhi nahi matlab woh bhi maante hai ki galti meri hai aur victim, woh do din ka aaya hua hone wala damaad hai. Mujhe nahi samaj aata ki yeh mere apne hai yaan paraaye!"
Said Aarohi almost panicking. Akshara immediately changed the topic.

KUCH  NAYE  FEELINGS Where stories live. Discover now