11.Saath nahi paas

403 39 1
                                    

After a week , Aarohi is all well now and she is going to the hospital from today.
Aarohi is getting ready in her room while Akshu is in the kitchen preparing breakfast for Aarohi and Neil is sitting there on the kitchen cabinet and eating his pancakes.
Aarohi-"Akshu main hospital Jaa rahi hun."
Akshara-"Breakfast kare Bina kahin nahi jaa rahi hai tu"
Aarohi came and sat on the chair of the breakfast cabinet on which Neil is sitting. Aarohi did not care him sitting there. Aarohi did not want to have her breakfast, but knowing well that Akshara would definitely get her grounded and Aarohi cannot be in a room atleast for an hour as she was living the same since a week now.
Akshara-"ab mujhe Ghar jaana chahiye"
Aarohi-"thik hai main tickets book kardu?"
Akshara-"woh toh main bhi kar sakti hun"
Aarohi-"exactly. Mujhe kyun bata Rahi hai"
Akshara-"kyun ki mujhe tujhpe bharosa nahin hai. Ek hafta hogaya Aaj Tak nahi bataya ki what is going wrong in your life. Aur main tujhe chodkar nahi jaa sakti"
Aarohi-"ab bharosa dilane ke liye main kya karu. Ghar chalu. Bade papa ke paas?"
Akshara-"jab shaadi ke liye aayi thi toh baat karne ki koshish ki thi na bade papa ke saath ab phir kya hua"
Aarohi-"sach batau toh yeh sab unhi ke vajah se hua hai. Main vaapas nahi jaa rahi agar tujhe bharosa nahi hai toh-toh..."
Aarohi is thinking what to say now.
Akshara-"toh"
Neil-"toh..."
Aarohi-"toh is chamgadar ko kahon ki  yahan shift ho Jaye vaise yahi Kolkata main rehta hai." Said Aarohi pointing towards Neil and left from there washing her hands in the wash basin behind.

______________________________________

In the evening Aarohi came back home and saw a lot of luggage and carton boxes near the gate of the apartment and Neil was checking all of them.
Aarohi-(looking at the luggage)"yeh sab kya hai"
Neil-(counting the boxes) "bhabhi ghar jaa rahi hai.
Aarohi-"toh itna samaan toh nahi le jaayegi na. Maana ki voh sasural jaa rahi hai, lekin apni maayke se Aaj hi shaadi karke pehli baar todi Jaa Rahi hai ki itna samaan leke jaayegi"
Neil-(gritting his teeth in anger) "tudva diya na count. Aur yeh sab Mera hai"
Aarohi-"yeh chocolates nahi badi badi carton boxes hai count karne ki zarurat nahi hai. Chaar hai. Aur tumhare bo.....ek minute... tumhare boxes...?"
Neil-"haan mere hai. Bhabhi nahi leke Jaa rahi hai"
Aarohi ran inside shouting Akshara's name. Neil went behind her.
Akshara-"haan haan chilla kyun rahi hai bata kya baat hai?"
Aarohi-"main ne toh aise hi kaha tha ki Neil ko is apartment main shift Kara do"
Akshara-"par maine seriously liya Hain na"
Aarohi-"Akshu yaar kya kar rahi hai tu? Ab Tak toh akeli hi rehti thi na."
Akshara-"dekh liya tere akele rehne ka nateeja. Ab ya tu mere saath Udaipur chalegi ya Neil is apartment Mai shift ho jayega"
Aarohi did not say anything.

After sometime Neil and Aarohi returned from the airport dropping Akshara.

Nihara-"Mimi main bohot excited hu"
Aarohi-"kyun"
Nihara-"kyun ki ab Neil mama humare saath rahega"
Aarohi-"saath nahin paas. Neil yahan nahi neeche waali flat main rehne wala hai"
Nihara ran towards Neil on the opposite side after getting down from Aarohi's lap.
Nihara-"ab mama, hum Mimi ke saamne wali ghar main rehte hai toh agar hum Aaru mimi ke saath rehne waale hogaye toh aap niche wali ghar main rehkar bhi saath rehne waale ban jaayenge nahi."
Neil-"baat toh sahi hai. Kyun chipkali?"
Aarohi-(threw a pillow on Neil) "kitne baar kaha hai iske saamne mujhe chipkali mat bula, yeh bhi seekh jaayegi"
Nihara stood in front of him and folded her hands.
Nihara-"mama ko mat maaro mimi"
Aarohi-"yeh tumhare mama kaise ban gaya?"
Nihara-"ab mimi ki behen mami aur mami ka husband mama aur mama ka bhai ek aur mama."
Said Nihara cutely raising her shoulders.
Aarohi rolled her eyes and got up saying "mujhe neend aa rahi hai main sone Jaa Rahi hu"
Neil-" main neeche Jaa Raha hu door lock karke so jaana"
Aarohi nodded her head.
Nihara went with Neil saying good night to Aarohi.
Neil dropped Nihara near Sumati in their flat and went down to his new flat.



That is it. Was it boring? Do comment.
And don't forget to vote and follow.
Important: I may (may) not update from tomorrow for a week.
Some Neirohi content after soo long. I totally enjoyed writing it. Tell me how you liked it.

KUCH  NAYE  FEELINGS Where stories live. Discover now