paas hokr bhi anjaan...

238 29 2
                                    

Here is your next chapter guys…enjoy.

(Soon they cameout from this eyelock session….vir just see his bawari…and dhwani see here and there…)

Dhwani : (nervous)  mein abhi aati hoon….(and see left…vir look at her and smile..here dhwani came in her room) ye mujhe mukhiji ko dekhkr aisa kyun lagaa jaise mein inhein bahut pehle se jaanti hn…unki aankhon mein ek ankahaa dard tha…pr mein kyun itna soch rhi hn…kyun mein unke dard ko jaanne ki koshi kr rhi hn….kyun mein unki aankhon mein kho gyi…(she think..but then came out from her thoughts)..mein kyun itna unke baare mein soch rhibhn….mujhe kyaa krna hai….(tired) chalo thodi der so jaati hn…waise bhi dinner mein time hai…(and she lay on her bed…but her door is opened..)

IN HALL :

Vir : (smile and thinking) ye bawari bilkul naa badali…abhi bhi chakkarghanni ki tarah ghoomti rehti hai…aur girti rehti hai…pr humesha mere saamne hi iska pair fisalta hai…pehle bhi waisi hi thi…ab bhi waisi hi hai….chalo..accha hai…ki meri bawari naa badali…bas ab use yaad aa jaae apna ye mukhi…(to god) hey bhagwaan..mujhe meri bawari lauta do….(teary) mein naa jee sakta uske bina…wo mere kareeb hai…pr fir bhi mujhse meelon door hai…use mere paas bhej do…(and he left to his room…in the mid way he see his bawari…she is in deep sleep…so he just stop at entrance and see her with love…) sote hue kitni pyaari lgti hai…bilkul ek bacchi ki tarah….(he enter inside and cover her with blanket and see her) meri bawari…(then he left the place..he came in his room)

(He get freshen up and then came on his study table…pick purvi’s pic and see her face smilingly)

Vir : (smile) to kaisa lag rha hai…tanne mujhe yoon pareshaan krke…aise tadpaake….mein paas hote hue bhi…mein tere paas nhi aa skta bawari….mein pal pal tere paas aane ke liye tadap rha hoon….tere mooh se pehle ki tarah mukhiji sunne ke liye tadap rha hoon…(teary) aur tere saath itna kuch ho gya manne pta bhi naa chla…mein yahaan ye samajhta rha ki tu ab naa…(he take a pause) aur tu itni mushkilon mein thi aur manne khabar bhi naa…(wipe his tears) pr ab mein tere te wada krta hoon…ki tujhe kuch naa hone dunga…aur teri yadaasht bhi jldi wapas aayegi….hum phir se ek saath hone…ye mera waadaa hai bawari…tere mukhi ka wadaa…(and he just stare her pic…meanwhile there is a knock on door…he move and open the gate…and see dhwani) aap….

Dhwani : (smile) jii mein…wo dinner ke liye chaliye…

Vir : (normal) aap chaliye mein abhj ataa hoon…

Dhwani : (smile) mukhiji ye aap mujhe aap..aap mt kahiye please….aap mujhe tum keh skte hain….it sounds good…

Vir : (smile) pr…

Dhwani : (insist) pr..war..kuch nhi ab se aap mujhe tum kaheinge…and that’s final…(see him) ok…

Vir : (smile) theek hai…tum chalo mein abhi aayaa…(dhwani nodded and move from there…he once again see his bawari’s pic and left from there)

DINNING :

(All are eating food and dhwani is sitting with manas and juhi….)

Dhwani : (happy) khana bahut tasty hai….(to servant)  aap ne bnaya hai…(servant nodded) bahut accha khana bnaya hai aapne….sach mein…(all see her with smile)

Mama : (think) purvi bilkul naa badali…waisi hi nek dil hai…(to dhwani) accha beta…ek kaam krogi…

Dhwani : (smile) jii kahiye…

Mama : (request) jb tk tum yahaan ho…tb tk juhi aur manas ko sangeet sikhaa diya kro…school mein to sikhaaogi hi…yahaan pr bhi..wo ke kehte hn…tuition de dia kr…

meri dhadkan mein.जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें