Here is the next chapter....enjoy everyone......
(Vir is looking towards screen....but he see purvi close her eyes and doesn't see on screen...he became confused and see her)
Vir : (confuse) ke hua bawari....tune aankhein kyun band kr lein....
Purvi : (hold his hand tightly) kyunki hum chahte hain....pehle aap humaare bacche ko dekhein....kyunki aapne hi kahaa tha naa...ki aapne sbse pehle use mehsoos nahi kia...lekin aap use dekhenge sbse pehle...to aap dekhiye...phir hum dekhenge....
Vir : (touch her cheek) bawariji...pehle to aap apni aankhein kholiye...jldi...(purvi open her eyes) aur ab udhar dekhiye...hum dono saath mein dekhenge...use...kyunki hum alag nahi hain...ek hi hain...duniyaan ke liye bhi...aur humaare bacche ke liye bhi....smjhi...(purvi nodded with smile....doctor also admire them and turn on the screen....soon baby is visible on screen...they see their baby first time...both looking towards screen then eachother.....they have happy tears in their eyes...) kitna chota hai ye.....
Purvi : (teary) aaj tk ise mehsoos kia hai humne...aur aaj ise dekhkr...(wipe her tears) ye aansoon ruk hi nahi rahe....ye humaari zindagi ka sabse pyaara pal hai....(see vir) hume ye khushi dene ke liye aapka shukriyaa....
Vir : (kiss on her forehead) aur meri to duniyaan ho tum chaaron.....is nanhi si jaan ko...mere astitva ka itne acche se khyaal rakhe ke liye...aur itni takleef uthaakr bhi...mujhe ye khushi dene ke liye tera shukriyaa bawari...(both see eachother... .then on screen....they see the movement in baby...after sometime... .they came outside....aarav getup...purvir sit on their chair infront of doctor...she give them a file)
Doctor : (normal) iss file mein purviji ki reports....aur saath hi aapke bacche ki pictures hain...(both see eachother and smile) purviji ab aapko aur bhi zyada khyaal rakhna hoga ...aapka 8 month shuru hone wala hai kuch hi dino mein....aap pairon mein halki halki sujan hai....wo masaage se chali jaaegi....aur saath hi nutritions ka khaas khyaal rkahna hai aapko....mein khuch exercise bhi btaa deti hoon...please use bhi kijiyega...taaki aapki delivery normal ho....(purvi nodded...then they take prescription and after sometime left from there)
In car :
(Aarav is driving....purvir are sitting backside....all are happy...)
Aarav : (happy) congratulations....aapka baby healthy hai...aur dekhna wo aap.dono ki tarah hoga...
Vir : (chuckle) tanne kaise ptaa....
Aarav : (smile) jiske maa baba...itne acche ho...us bacche mein unke gun to aaenge hi...mein pray karunga...usme mukhiji ka rutba ho...aur purviji ki samajhdaari....(all smile...but purvi think something and give meaningful smile)
Purvi : (smile) thank u aarav....chalo tumne bhi aaj keh hi dia...ki mukhiji samajhdaar nahi hain....(to vir) ab to aap bhi maan jaaiye...
Vir : (to aarav) ke...ke bola tune...
Aarav : (shocked) meine....meine aisa kab kahaa...
Purvi : (instantly) abhi....abhi tumne hi to kahaa hi...humara baccha humaarit arah samajhdaar hogaa....iska to ek hi matlb hai...ki mukhiji...
Vir : (twist her ear) bawari ki bacchi....
Purvi : (laugh) hum nhi hain....hum bawari hain....aur humaare do bacche ghar mein hain...aur ek ka abhi tk janam nahi hua...dekha humne pehle ho kahaa tha...aap maan lo...ki aap samajhdaar nahi hain.....(aarav laugh)
Vir : (fake anger) tu ke daan dikhaa rha hain....chup chaap gaadi chalaa...(aarav nodded and concentrate on road...then vir see purvi) kuch zuada hi naa bolne lagi ebb tu....haan...bahut baatein bnaane lagi hai naa...ghr chal tb batata hoon...naa aaj tujhe meine dugna khana khilaya...
आप पढ़ रहे हैं
meri dhadkan mein.
Fanfictionkyaa mil paaenge wo...jinka dil ek dooje ke seene mein dhadakta hai....kya ye judaai rishte ko aur mazboot kregi yaa bikher degi.