chapter 67...🙄❣️✨

179 40 12
                                    

Here is the new chapter…..enjoy everyone…..

(Purvir having breakfast with all….they all are happy…suddenly vir start coughing…purvi became tensed and make him drink water…also patted his back)

Purvi : (concern) aap theek hai….(vir nodded) aur aapse kisne kahaa hai…itna jaldi jaldi khaane ko….araam se khana nahi khaa skte kyaa…

Vir : (normal tone) wo aaj mill mein kaam bahut zyada hai….jldi pahunchna hai….

Purvi : (nodded in disappointment) haan maante hain kaam zyada hai…lekin itna bhi nahi…ki aap acche se naashta bhi naa kr paaein….(sit on her chair) ab araam se naashta kijiye…(vir see her with smile) kijiye….

Prakashi : (smile) purvi ye aise naa khaane wala…ek kaam kr tu hi khila de…

Purvi : (see prakashi) hum…(prakashi nodded…purvi smile and make a bite…..then feed him….he ate it…like this he has done his breakfast……vir getup from his chair and about to left…but purvi hold his hand) jldi aaiyega please….ptaa nahi kyun hume aaj kuch ajeeb lag rha hai….

Vir : (tensed) ajeeb…ek kaam krta hoon…aaj mein naa jaa rha…mama sarkar kaam dekh lenge…chl tujhe pehle doctor ke paas lekr chalta hoon….

Purvi : (nodded in no) ji nahi…hum theek hain…bas thoda ajeeb lag rha hai…..aap bas jaldi aa jaaiyega…

Vir : (concern) pakka…tu theek hai…(purvi nodded) theek hai…mein jldi aane ki koshish krunga…(he smiles and about to left but)

Daksh : (immediately)  mukhiji…ek min….aapko kuch dena tha…

Vir : (confuse) manne …..manne ke dena tha…

Daksh : (smile and came near him…then forward a box) ye aapke liye.....dekhiye kaisa hai….(vir open the box and find a wallet) kaisa lagaa…

Vir : (smile) bahut accha hai…(see wallet) lekin ye bahut mehenga hai….mein naa le skta….

Daksh : (humble) mukhiji….bahut pyaar se diya hai…please manaa mt kijiye…ye aapke liye hi hai…aap use kijiye please…(vir about to say) ab manaa krke aap dil tod denge…(prakashi and daksh’s parents getup)

Prakashi : (to all) tum log baatein kro….mein chalti hoon…

DM : (nodded) aur hum bhi jaa rhe hain….(to daksh) gift dekar hi manna…(daksh nodded with smile…then left left….daksh insist so vir take it)

Vir : (smile) thank u…(he give it to purvi) ye rakh de…

Purvi : (don’t take it) nahi…ab kisine itne pyaar se koi tauhafaa diya hai…aur aap hume rakhne ko keh rhe hain…ek kaam kijiye…aap isme apna samaan aur paise rakh lijiye…aur le jaaiye…

Vir : (take a deep breath)  theek hai…(he take out his wallet…all came and see…he saw them) aise ke dekh rhe ho…

Veer : (curious) aaj ptaa chalega…aapke wallet mein kyaa rehta hai…

Vir : (nodded in disappointment) tum sab bhi naa….(vir takeout his wallet)

Veer : (smile) baba….apna samaan table pr nikaaliye…dekhte hain kyaa kyaa hai…(vir nodded with a look…and takeout his money) dekhte hain kitne rupay hain…(he counts the notes) baba…(see vir and others) poore 10,000 (see vir with puppy eyes) kuch mujhe milenge kya…

Vir : (take notes and keep them in new wallet) ek bhi naa…(veer see him…so he take one note and give him) theek hai yo le…(then he see others….and give them also) tum sab bhi rakhlo…(he see one note in his hand) bas ye 2000 bache hain…(see purvi) kar diya khaali mujhe…(all laugh….then take some coints and keep them also…then he takeout his card)

meri dhadkan mein.जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें