Here is the new chapter….enjoy everyone….
(Today veer sudha and nandini…are leaving….sudha came in purvir’s room…where she find purvi alone…she knock at door)
Purvi : (see her) aree sudha…aa naa andar…(sudha came inside) taiyaari ho gyi teri…
Sudha : (nodded and hug purvi emotionally) thank u purvi…ye sb teri wajah se ho rha hai….aaj agar tune sahi kadam naa liya hota..to humaari shaadi veer se naa hoti…aur hum itne khush naa hote…thank u…
Purvi : (smile and separate from hug) humne to sirf wahi kia jo sahi tha…ab ti bas apni aage ki zindagi ke baare mein soch….wahaan acche se padaai krna…
Sudha : (nodded) haan…aur purvi tujhse ek baat krni thi…(purvi see her) wo college m exams shuru hone waale hain….aur waise bhi tu aur mukhiji students ho…saath hi..tujhe to pdaai poori krni thi…to exams de…aur apni padaai jaari rakh….
Purvi : (think and said) nhi sudha…tujhe bhi pata hai…poora saal kaisa gya hai….kuch pdaai nhi hui…ab achanak se exams kaise….humse nahi hoga…rehne dete hain…hum apne pariwaar ke saath hi khush hain….
Voice : (serious) aise kaise…tu paper de…aur apni bhi pdaai jaari rakh…hum aaj hi baat krke aaenge…
Purvi : (sigh) mukhiji…aap nahi samajh rahe…kuch nhi pdaa mene…kuch bhi nhi ataa…syllabus bhi nhi pta….aur 2 hafte baad exams hain…kaise karungi….
Vir : (put his hand on her shoulders) shaant hojaa…aur thande dimaag se soch…tujhe to waise bhi apni pdaai poori krni thi…to kr naa…aur tu chinta mt kr…mein jaanta hoon…tu bahut acche number laaegi…(purvi about to say) ab koi behas nhi…ab se tu sirf padaai or shyaan degi…ghr m itne naukar hain…mein hoon…mama sarkar hain…hum sb dekh lenge….
Purvi : (see sudha and vir) theek hai…lekin meri ek shart hai…
Vir : (see sudha with confused face..then purvi) kaisi shart…
Purvi : (smile) humaare saath…aap bhi exams denge..(vir about to say) koi baat nahi..2 hafte hain humaare paas…dono padaai kr lenge..aur exam de denge…(put her hand on his shoulder) hume aap or vishwaas hai…aap bahut acche numbers se paas honge..(she chuckle and move outside…vir see her going with widen eyes and open mouth…sudha see them and try to control her laugh…then move)
(Soon trio (veer ,nandini , sudha) left…only purvi, vir, mama sarkar and kids are in home…soon vir also left for panchayat…purvi doing her household works…kids are playing with mamaji…like this day passesd and now it’s evening… .vir also came in home..with some papers…purvi gave him a glass of water…and vir give her the papers)
Purvi : (confuse) ye kyaa hai…
Vir : (smile) time table…pareesha kabse hain…aur kis vishay ki pareeksha kab hai…sara time aa gya hai…(show papers) aur mera bhi…
Juhi : (excited) aap dono exam doge…(both smile and nodded)
Manas : (happy) iska matlab..ab hum decide krenge..ki kab aap dono ko pdna hai..aur kb tk padna hai….(try to be serious) aur haan…paas bhi honaa hai…naak mt katana…
Vir : (hold him) accha gende…ruk batata hoon tujhe..(and start tickling..both laugh..then vir release him)
Mamaji : (smile) haan virendra…ab tum dono pareeshka ki taiyaari kro…aur acche number se paas ho jaao….warna log ke kahenge…mukhi..aur mukhiyaani hi pdaai mein kamzor hain…(both see mamaji…with serious face) aise naa dekho…factory ka kaam mein sambhaal lunga..tum dono pdaai pr dhyaan do…(both nodded..)
(after sometime they have their dinner and move in their rooms…vir and purvi are in their room…vir is sitting on chair…and purvi came near him…she see him and smile…)
आप पढ़ रहे हैं
meri dhadkan mein.
Hayran Kurgukyaa mil paaenge wo...jinka dil ek dooje ke seene mein dhadakta hai....kya ye judaai rishte ko aur mazboot kregi yaa bikher degi.