To be continued...
( Sab dinning table pat baithe hote hai.... Annu hm ki god me bithi hoti hai aur As hm ki side me....)
As : are wah... Aalu ke parathe .....( he said smilingly 😋...)
Ammi : tumhe bhi pasand hai Anubhav beta....
As : ha ammi ye humare favourite ...(.he said happily 😀...)
Ammi : Annu bahut pasand hai aalu ke parathe...kyu Annu....( she said smilingly...)
Annu : ye to samany baat hai . Aksar bachhon ko aalu ke parathe pasand hote hai .... ( she said normally .....)
( But listening this As feels sad Hm see this....)
Annu : ammi khilao na .....
Hm : Hmm . Aaa.. karo......( Annu open her mouth and hm feed her bite.....but Annu notice something and got worried....)
Annu : ammi ! Ye chot kab lagi aapko . Aur aapne hume bataya kyu nahi....( she asked worriedly holding her hand....)
Maa : ha beta ye chot kab lagi tumhe.... aur phir bhi tumne nashta banaya.....
Hm : koi baat nahi maa ye choti si chot hai . Vo kal khana banate vakt lag gayi thi ......( she said smilingly...)
Annu : ammi ye galat baat hai . Aapko hume batana chahiye tha aur aap phir bhi hume khila rahi thi .....( she said angrily 😠...)
As : ha priye..... ( but Annu cut him...)
Annu : aap Humari ammi ko priye kyu keh rahe hai . Ye sirf hum kehte hai....( she said acutely but angrily....)
As : beta jab aap is duniya me bhi nahi thi tabse hum inhe priye kehte hai....( he said smilingly.... and Annu angrily look at him . Maa and ammi silently laughing 😅...)
Maa : Haseena kya aaj hum humari beti ko apne hathon se khila sakte hai......
Hm : bilkul maa isme puchne ki kya baat hai . Anannya aapki poti hai aap khila Sakti hai use..... ( smilingly....)
Maa : mai meri poti ki nahi beti ki baat kar rahi hu yani ki tumhari....( smilingly...)
Hm : ha maa hume to bahut khushi hogi aapke hath se kahne me.....( she said smilingly teary eyes....)
Annu : aur hume kaun khilayega.....( she said cutely....)
Hm : aapko...aapke baba khilayenge ....
( smilingly but hearing this Annu look down and all look at hm she blinked her eyes in assurance....)Annu : nahi hum khud kha lenge....
Hm : kyu . Humne kaha na ki humari Annu ko uske Baba khilaenge to khilaenge . Aur vo humari side me hi baithe hai na....
Annu : par hume.....
Hm : Anannya.....( she said coldly....)
As : k...koi baat nahi hj ....(.he said weakly smiling....)
Annu : thik hai . Jaldi se khilaie sir hume joro ki bhuk lagi hai..... ( she said smilingly... listening this As surprise and happy 😀... everyone also smile....)
As : bilkul gudiya ...(.he said smilingly and feeding her aalu ka paratha....his eyes teary but he hide... hm's eyes also teary ....)
( Phir vo sab dinner karte hai . Phir As headquarter jata hai aur hm Annu ko kindergarten chodkar phir thana jati hai .....)
YOU ARE READING
anuseena ki beautiful love story ❤️
Randomye kahani do premiyo ki hai jo mil kar bhi nahi milate .bahot sari problem's aur duriyon ke bad ye dono ek honge ki nahi ye aap khud hi dekh lijiye . kya ye dono ek honge kya hoga kismat ka likha . this is my first story so please hamse koi truti(mi...