Continue....( Annu As ke samne aati hai aur apne pita ko dekhti hai jinhone guilt se apna sir niche jhukaya hua tha... vo use iss tarah nahi dekh pati aur... anubhav ke kande par hath rakhti hai..aur uska chehra upar kar uske aansu pochti hai.....)
Annu : ye kya ?itne bade pad par hote hue aapko iss tarah aansu nahi bahana chahiye . Aur jab hum ammi ke ashru nahi dekh sakte to aapke kaise dekh sakte hai.....( she said softly wiping his tears.....)
As :iska matlab tumne hume kshama kar diya na gudiya.....( he asked just like kid with hope in his eyes...annu see this and small smile crept in her lips...)
Annu : haa.....akhir hum kab tak apne pita se naraz reh sakte hai....( and listening this As happiness has no bounds he hugged his Princess and kiss her forehead....)
As : humari gudiya...(.he said imotional voice his eyes teary and he time to time kiss her head...)
Dhanyawad gudiya hum dobara tumhe shikayt ka moka nahi denge.....As : hmm hume vishvash hai varna dobara aapko maafi nahi milegi...(.she said looking at him and they broken hugged...)
As : aaj hum bahot bahot bahot khush hai . Aakhir hume humari gudiya vapis mil hi gayi...( happily 😀....)
Annu : bilkul....
( softly smiling...)As : to phir chlo purani kuch yaade taji ki jaye...hum humari gudiya ke liye uska favourite chocolate milk shekh banate hai.....
Annu : iss vakt....
As : ha kyu ?....aur vaise bhi itne vakt baad hum aise tumhare sath vakt bita rahe hai...(.he said smilingly... and she nodded...)
( After sometime As bring chocolate milk shekh and come annu's room he gives her....and she drinks...)
Annu : bilkul vaise hi hai jaise pehle hota tha....
As : dhanyawad.....( happily ...)hume to yakin hi nahi ho raha ki humari gudiya itni badi ho gayi . Aisa lagta hai jaise kal hi tum school jaya karti thi aur hum tumhe har vakt apni godi me lekar ghumte the....aur aaj dekho humari beti itni badi ho gayi ki aaj iss pure desh ko sambhal rahi hai....
Hume sach tumpar bahut garv hai beta. Tumne humara sir fakra se uncha kar diya....(.he said proudly smiling looking her daughter....)Annu : aaj hum jaha bhi hai sirf aap aur aami ki vajah se . Aapki fi huyi soch ki vajah se....
As : nahin beta aaj tum jaha bhi ho khud ki mehnat se apni kabiliyat aur apne vicharo se se ho . humne aur haseena ne to sirf tumhe sahi rasta dikhaya aur kuch nahi....( smilingly and...).. I love you humari gudiya.........(.he said hugging her and kiss her head..)
Annu : I love you too Baba....( small smile crept on her face... they broken hugged and she kept her head into his lap and he start creasing her hair....)
( Hm see this all teary eyes and smilingly went from their....)
As : vo sab to thik hai lekin ye kya hai gudiya . Matlab pehle bhi tum jyada bhavnayen nahi dikhati thi parantu ab tum humesha hi vaisi rehti ho . Humesha tumhare chehre par sirf ek hi expression rehta hai ekdam kathor ha mana ki tum aisi hi ho parantu tum ghar par to normal jaise bachpan me rehti thi vaise reh sakti ho na.....
Dekho beta apni bhavnao par niyantran hona achhi baat hai parantu har vakt apni bhavnayen sabse chupana ye bhi sahi nahi hai . Khushi , gam ,hansi ye sabhi har vyakti ke Jeevan ka hissa hote hai . bina bhavnao..( expression ) ke vyakti robot ki bhati ho jata hai . Tum samjh rahi ho na hum kya kehna chah rahe hai.....( he said softly but nothing getting response he look down and found his little gudiya fast sleep... seeing this he smiled and softly kiss her forehead and carefully not disturbing her sleep he get up and went from their not before closing the door silently.)........ After five minute he went from their Annu slowly open her beautiful eyes...her eyes teary 😢....
Kash hum aapko bata pate ki hum aise kyu hai baba parantu hum ye nahi kar sakte . Vo vakt beet chuka hai baba jab aapki gudiya pehle ki tarah khulkar jiye . Ab ye..(imposible ..) asambhav hai . Vo Annu ab kabhi vapas nahi aa sakti . Kyuki iss jindagi ko humne khud chuna hai ....
Darr bas iss baat ka hai ki kahi hum ammi aur apko galti se bhi kabhi dukhi na kare.....( she said in mind and close her eyes to sleep 😴...)
YOU ARE READING
anuseena ki beautiful love story ❤️
Randomye kahani do premiyo ki hai jo mil kar bhi nahi milate .bahot sari problem's aur duriyon ke bad ye dono ek honge ki nahi ye aap khud hi dekh lijiye . kya ye dono ek honge kya hoga kismat ka likha . this is my first story so please hamse koi truti(mi...