19.City

556 93 62
                                    

Ri : Uncle ji woh mein aur Sid aage padhna chahte hain. (UNCLE ME AND SID WANTS TO STUDY FURTHER)

Kamladevi : Kya? Aur jyda? Par kya hi jarurat hai?(WHAT IS THE NEED OF THAT?)

Ri : Dadi ji woh aaj kal duniya bohot aage chal rahi hain. Aur agar Uncle ji ki party ko hamein baaki netaaon se accha dikhana hain toh humare iss Allahabad gaaon ka vikaas hona bohot jaruri hain. Aur uske liye Sid aur mein sheher jaake kuch padhai karke aaye to hum gaaon ko acche se viksit kar payenge. Isse uncle ji ko hi fayda hoga. (DADI WORLD IS GRWING TOO FAST. AND IF WE WANT UNCLE'S PARTY TO BE BETTER THAN OTHERS THEN THERE MUST BE REVOLUTIONS IN OUR VILLAGES. AND FOR THAT IF  ME AND SID GO TO CITY AND STUDY SOME THING THEN ONLY OUR VILLAGE WILL GROW. IT WIL HELP UNCLE)

Kamladevi: Arey par jarurat hi kya hai? Jitna vikaas hua hain utana kaafi hai. Ab yeh sab chod do baatein. Koi jarurat nahi hain sheher jaane ki....(BUT WHAT IS THE NEED? IT'S ENOUGH NOW. NOW LEAVE IT. THERE IS NO NEED TO GO TO CITY)

Ram : Maaji suniye jara. Shayad yeh thik kehe raha hain. Agar humara beta sikh ke gaaon mein wapas aayega tab hum garv se baakiyon ke saamne chal sakenge. Ri aur Sid aap dono sheher jaao aur khub padhke aana. Jo bhi chahiye humein bata do. Hum sab...(MOM LISTEN A BIT. I GUESS HE IS RIGHT. IF MY SON CAME TO VILLAGE AFTER STUDYING THEN I CAN FEEL VERY PROUD IN FRONT OF OTHERS. RI AND SID YOU BOTH GO TO CITY AND COME AFTER STUDYING A LOT. WE WILL..)

Ri : Uncle ji. Aap chinta mat kijiye. Humne sab dekh liya hai. Bas hum kal subeh nikal rahe hain (UNCLE DON'T WORRY. I HAVE ARRANGED EVERYTHING ALREADY. JUST WE WILL GO TOMORROW MORNING.)

Vibha : Itni jaldi.? Khaana wagera sab dena padega aur..(THIS EARLY? FOOD AND ALL... AND...)

Ram : Vibha waha sheher mein sab milega inhe. Ri aap dono khake so jaiye. Kal subah jaana bhi hain aap dono ko. Sid sab kuch taiyaar karke so jaana. (VIBHA THEY WILL GET EVERYTHING IN CITY. RI YOU BOTH EAT AND SLEEP. YOU HAVE TO GO TOMORROW AS WELL. SID GET EVERYTHING READY AND THEN SLEEP.)

Sid : Ji papa ji. (YES DAD)

(Both looked at each other and ate quietly and went in room. Ri went and sat on the bed like a king taking Sid's glasses from the table and putting them on his eyes. Sid came and rolled his eyes. He slapped his leg)

Sid : Bata tune kya kiya. Batata hai ki.. (SAY WHAT YOU DID? YOU SAYING OR...)

(He asked making a fist. Ri held his hand)

Ri : Arey maar kyun rahe ho? Pehle tera kara maine. Aur tu mujhe hi...(WHY ARE YIU BEATING ME? I DID YOUR WORK AND YOU ..)

(Sid glared at him)

Ri : Accha accha. Uth batata hoon sab.(OKOK I AM SAYING. GET UP.)

(Sid nodded and got up from him and sat straight. Ri also stood straight)

Ri: Bhai hum kal bhabhi se milne jaa rahe hain. Aur humara college mein admission bhi ho gaya hain.(BRO WE ARE GOING TO MEET SISTER IN LAW TOMORROW. AND WE ALSO GOT ADMISSION IN THE COLLEGE)

(Sid got a shock of 440 Volt)

Sid: Kya? Par kaise? Tu sach kehe raha hain?(WHAT? BUT HOW? YOU SAYING THE TRUTH?)

Ri: Ha SN Ji. Sach hain. Sunn, kal hum waha jayenge. Humara admission uske college mein ho chuka hain. Kal se tu aur mein waha ja rahe hain.  (YES MR. SN. LISTEN, WE ARE GOING THERE TOMORROW. ADMISSION IS DONE. WE ARE GOING THERE FROM TOMORROW)

Sid: Sach?(REALLY?)

Ri : ha (YES)

(Sid was beyond happy and jumped in happiness. Ri smiled at him)

Tashan-E-Ishq -A Sidneet ffWhere stories live. Discover now