22.Training

608 106 41
                                    

Avu dragged them to a classroom which is empty.

{Who missed empty classrooms from Chori Chori Chupke Chupke? Mark your presents here 👉}

She closed the door.

Avu : Mujhe maaf karna. Uss Raj ne tum dono ko yeh sab kaha. Mein.. (I AM SORRY. THAT RAJ TOLD YOU ALL THIS. I..)

Sid : Tum kyun maafi maang rahi ho. Maafi hamein maangni chahiye. Humari wajah se tumhe yeh sab sunna pada. (WHY ARE YOU SAYING SORRY? WE SHOULD SAY SORRY. BECAUSE OF US YOU HAD TO LISTEN ALL THIS)

Avu : nahi bilkul nahi. Tumhari galti nahi hain. Woh Raj aisa hi hain.. (NO NOT AT ALL. THAT WASN'T YOUR FAULT)

Sid : Par uski baaton ka tumhe bura to laga hi hoga aur tumhari bejjati bhi ki usne. (BUT BECAUSE OF HIS TALKS YOU MUST HAVE FELT BAD AND HE EVEN INSULTED YOU)

Avu : Uski baaton ka bura meri juti bhi na maane. Mujhe nahi bura laga. Woh jo ke he raha tha woh sab kuch galat tha. Toh mujhe kyun bura lagega?
Par ek baat ka bura laga... (EVEN MY SANDAL WON'T BE SAD BECAUSE OF HIS TALKS. HE WAS SAYING ALL WRONG. THEN WHY WOULD I? BUT BECAUSE OF ONE THING I FELT BAD)

Sid : Dekha maine kaha tha na.. Tum.. (I SAID NA... YOU..)

Avu : Shh. Bura iss baat ka laga ki usne mere gaav ke kisi par ungli uthai. Hum dost nahi hain par ek gaav ke hain. Toh mujhe iss baat ka bura laga ki usne tumhe bohot kuch bura kaha. Aur iss baat ka bura laga ki mein usse karara jawaab nahi de paayi.. Pata hain kyun? (I FELT BAD BECAUSE HE TALKED BAD ABOUT THE PEOPLE FROM MY VILLAGE. WE ARE BKT FRIENDS BUT ARE FROM ONE VILLAGE. I FELT BAD AS HE SAID BAD ABOUT YOU. AND ALSO BECAUSE I COULDN'T BACK ANSWER HIM. YOU KNOW WHY?)

Sid : Kyun? (WHY?)

Avu : Kyunki usne jo bhi kaha ussmein thodi si sacchai bhi thi. Yeh sach hain ki tum logon ko English nahi aati. Aisa nahi hain ki tum log kuch kar nahi sakte. Par hamein bhashayein sikhni chahiye. Aisa kabhi nahi hona chahiye ki sirf bhasha nahi aati iski wajah se apna koi kaam adhura rehe gaya. Samjhe? (BECAUSE WHATEVER HE SAID WAS TRUE A BIT. IT'S TRUE THAT YOU DON'T KNOW ENGLISH. IT'S NOT THAT YOU CAN'T DO ANYTHING. BUT WE SHOULD LEARN ENGLISH. IT SHOULD NOT HAPPEN LIKE BECAUSE JUST YOU DON'T KNOW ENGLISH, YOUR WORK DIDN'T COMPLETE)

Sid : Ha(YEAH)

(He said looking down. Avu smiled a bit)

Avu : Koi baat nahi. Agli baar hum teeno milke uss Raj aur Riya ko karara jawaab denge. (IT'S OK. WE THREE WILL ANSWER RIYA AND RAJ BACK NEXT TIME)

Sid and Ri : Kaise? (HOW)

Avu : Aise... (LIKE THIS)

(She said showing them a book. Both got confused. She chuckled)

Avu : Umm... Chalo library chalte hain. Mein samjhaati hoon. Chaloge? (LET'S GO TO LIBRARY. I WILL TELL. OK?)

(They nodded quickly. Avu and Ri, Sid went to the library. She took them towards the reading area where they can talk quietly. They sat there and Avu went to bring some books.)

Ri : Bhabhi ji kya karne waali hain? (WHAT SHE IS GONNA DO?)

Sid :  Mujhe kaise pata hoga? (HOW COME I KNOW?)

Ri : Tumhaari hone waali patni hain tume usse jaanana chahiye(SHE IS YOUR TO BE WIFE. YOU SHOULD TRY TO KNOW HER)

(Sid glared at Ri and he sealed his mouth with an imaginary Fevicol. Soon Avu came there with some books. She sat and sighed keeping the books aside.)

Tashan-E-Ishq -A Sidneet ffWhere stories live. Discover now